16. Hadees
Chacha aur khaala ka martabah

Al ammu walidatun alakhalatun walidatun.
Translation
Chacha ka martabah baap ke barabar hain aur khaala ka martabah maa ke barabar
17.Hadees
Padosi ka hakook

Liljaari hakku
Translation
Padosi ka bhi haq hain
18.Hadees
Badon ka adab

Falaisa minna manlam yu aqqir kabiraana
Translation
Jo badon ki izzat nahi karta woh ham me se nahi
19.Hadees

Al muslimu aklul muslimeen
Translation
Ek musalman dusre musalman ka bhai hai
20. Hadees
Sheeri kalaami

Al kalimatu tayyibatu sadaqatu.
Translation
Achi baatein karna naiki hai
YOU ARE READING
Islamic Knowledge
Ficțiune istoricăAssalamu alaikum warahmathullahi wabarakatuh. . . . Bismil-lah The following are : 1.some daily essential Dua's from quran with reference, pronunciation and translation 2.The five kalimas with pronunciation and translation & 3. 40 (chel-e-) Hade...
