10~The Slap Of Revenge

343 18 7
                                    

Roshni took baby steps to Vivaan's house and thats when Aman noticed that she had worn the amulet given by Parveen for him.

A: Roshni wait!

She turned.

R: what happen?

A: my amulet

She looked at her wrist and then at him and then took it off and gave it to him and turned to go

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

She looked at her wrist and then at him and then took it off and gave it to him and turned to go.

A: best of luck.

Roshni turned her head for a minute while walking and smiled at him and turned again. Aman threw the amulet in the nearby lake. As she reached the door and looked back at Aman. He nodded. She rung the doorbell and Roma answered the door.

Rm: tum? (She chuckled) Kaheen main sapna toh nahi dekh rahi? Tum yahan apnay pati ki doosri shahdi rokne ke liye yahan bheek maangne aayi ho?

R: aapko kya lagta hai? Main kiun aayi hoon yahan? Kya aap apnay pati ki doosri shahdi dekh sakti hai apnay rehtay? Nahi na, toh main bhi nahi dekh sakti, or main rokne nahi ayi hoon, main bas Vivaan se baat karna chahti hoon, mera aap se ya uncle se koi taaluk nahi, taaluk hai toh bas Vivaan se, aaj agar humari galat fehmiyaan door na hui toh main wada karti hoon main aap sab ko palat kar bhi nahi dekhne wali or na us Vivaan ko

Rm: achha? Toh mat dekhna, main kahan zabardasti kar rahi hoon? Bas ek baat kaan khol kar sun lo, ke na hum tumhe kabhi bahu suikaar karengay or na hum kabhi tumhe is bandhan se azaad honay dengay

R: aap laakh koshishein karein, Allah knows best, Allah ke ek Kunn(“Be ,and it is”) ke aagay aapki har saazish aapki har koshish nakaam hai

Rm: tum mujhe chunauti denay ki koshish kar rahi ho?

R: koshish nahi kar rahi, balkay main de rahi hoon, aapki ijazat ho toh kya main andar aajaun? Na bhi dein toh main toh aaungi hi

Rm: oh sorry sorry, ajao, bilkul ajao, main toh bhool hi gayi andar bulana tumhe, tum yaheen darwazay pe kharay reh kar chappar chappar karnay lagi, is mein mera kya kasoor? Tum toh mehmaan ho, or mehmaan toh Bhagwan ka roop hota hai, haina? Aao, ...

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Rm: oh sorry sorry, ajao, bilkul ajao, main toh bhool hi gayi andar bulana tumhe, tum yaheen darwazay pe kharay reh kar chappar chappar karnay lagi, is mein mera kya kasoor? Tum toh mehmaan ho, or mehmaan toh Bhagwan ka roop hota hai, haina? Aao, tashreef rakho

RoshAn: Woh Pehli Baar Jab Hum Mileजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें