6~Fight

417 20 9
                                    

Rubina got worried for her and banged on the door.

Ru: Roshni! Roshni!

There was dead silence at the other end. She went and called Nafeesa and Ahmad.

Ru: dekhiye na Roshni ne khud ko kamray mein band kar liya hai, woh na toh jawab deti hai na toh kuchh bolti hai, mujhe bohat ghabraat horahi hai, pata nahi andar kya kar rahi hai

Ru: dekhiye na Roshni ne khud ko kamray mein band kar liya hai, woh na toh jawab deti hai na toh kuchh bolti hai, mujhe bohat ghabraat horahi hai, pata nahi andar kya kar rahi hai

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Ahmad stood up immediately but by difficulty and Nafeesa too went with Rubina.

N: Roshni bitiya darwaza kholo, dekho sab pareshaan ho rahay hain bitiya

Still there was dead silence. Rubina turned to Ahmad.

Ru: Ahmad saahab, aaj phir se wohi horaha hai, us din humara beta qatal hua, aaj Roshni... Agar usay bhi kuchh hua na, main sach kehti hoon main mar jaungi

 Agar usay bhi kuchh hua na, main sach kehti hoon main mar jaungi

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

She began to cry.

N: Roshni bitiya!

Rubina couldn't stop crying.

Ru: ek maa or ek baap ke liye is se bara koi dukh nahi hota ke unke dono bachay unko humesha ke liye chhor kar chalay jaaein or phir unke lautne ki bhi umeed na ho

Nafisa turned to them.

N: main ja kar Falak(Aman) betay ko bula laati hoon, vo Roshni bitiya k kamray ka darwaza torr dengay

Ru: rehne dijiye Nafisa aapa, or ziada tamasha nahi banana humein apna or apni beti ka, zamanay ne itna sataya hai ke madat bhi nahi maangni kisi se

N: lekin madam, aakhir kab tak intezaar karengay hum sab? Is se pehle ke kuchh hojaaye, mujhe jaane dijiye Falak betay ko bulaane ke liye, aap ijazat dijiye

N: lekin madam, aakhir kab tak intezaar karengay hum sab? Is se pehle ke kuchh hojaaye, mujhe jaane dijiye Falak betay ko bulaane ke liye, aap ijazat dijiye

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
RoshAn: Woh Pehli Baar Jab Hum Mileजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें