Ch.P: ya kya hai Vigyan Pari? Ye kya ulta seedha dikhaye jaraha hai?
K: mujhe bhi ye sab theek nahi lag raha
Ch.P: chalo yahan se Kabir
K: haan chalo
They went from there towards the boundary and both of them crossed it together.
Ch.P: aeyy, tum ne toh kaha tha ke yahan andar sirf 2 pair chal kar ja saktay hain or 2 pair hi bahar ja saktay hain?
K: maine mazaak kiya tha
Ch.P: itna kya shauk tha mujhe goad mein uthaane ka?
K: practice kar raha tha
He said while laughing and she pouted.
************************************
Later that day, Aman came to Roshni.
A: pari
R: I am not talking to you and I also don't want to talk
A: ye kya bachpana hai?
R: bachpana? Main bachpana dikha rahi hoon?
A: haan toh kya is umar mein burhaapa dikhao gi?
R: mujhe aapse baat hi nahi karni
A: baad mein khud aaogi mere paas, dekh lena
R: nahi aaungi
A: lagi shart?
R: nahi lagi
A: lagao na
R: theek hai, lagi, 200 ki
A: aaj kal 200 ki kya ahmiyat hai?
R: jin ke paas nahi hotay na, unko pata hoti hai ahmiyat, or jo kamata hai na unko bhi pata hoti hai, aya bara, nakaara jinn kaheen ka, ghar baithay baithay muft ki roti torr lo bas, jadu karlo, agaya paisa, huh
A: baat toh theek boli, hum jaise jinn ko kya pata paiso'n ki ahmiyat, isi se mujhe yaad aya, aaj toh mujhe ashram jana tha donation ke liye
R: haan toh jao, ek second, main bhi chalti hoon, bacho'n ko dekhungi or unse mil loongi toh dil ko sukoon milega
A: matlab ab tum naraaz nahi ho?
R: nahi
A: theek hai, phir nikaalo 200 rupay
She gasped.
R: ye kya? Jadu se itnay laakhon jitnay paisay la saktay ho, le aao na, mujhse na maango, or haan, kiraaya de dena, abhi tak shahdi hui nahi humari
She smiled fakely trying to make him irritated and he laughed.
आप पढ़ रहे हैं
RoshAn: Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
FantasyRoshni, who gets married to a person opposite her religion, gets betrayed by him on the first night itself. In a state of shock and disbelief, she runs out of her house that night in bridal dress alone in the rainy night calling out for her husband...