11b~Mixed Emotions

273 17 13
                                    

Kabir returned to Parveen.

K: woh log wahan nahi hain


P: toh matlab vo yahan hain

K: shayad, ye Mumbai toh sunsaan para hai, kuchh nahi dikha mujhe

************************************

7 days later:

Rubina came to Ahmad.

Ru: 7 din honay ko aaye hain, ab bhi vo nahi lauti hai, Parveen ne bhi kaha ke vo yahan aa chuki hai, matlab sirf shehar mein, abhi ghar nahi aayi, or pata nahi aayegi bhi ke nahi

Ahmad was dull.

Ru: yahan hoti thi tab bhi hum sukoon mein nahi thay or ab gayi tab bhi sukoon mein nahi hai, shukar karein ke aap baap hain, maa nahi, maa har waqt tension mein hoti hai, mujhe toh kuchh ziada hi de di gayi, pehle beta or phir beti bhi gayi, aap toh kuchh kehtay bhi nahi, mujhe koi tasalli nahi, aap mujhe koi toh tasalli dijiye, kahiye na kuchh.. kuchh toh boliye

She began to cry hiding her face. Ahmad felt bad and wrote something and gave it to her. She took it. It said:

"Vo aajayegi, mera dil kehta hai."

They cried.

************************************

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

************************************

Preeto came to Roshni's house one day.

Pr: suna hai ke Roshni ne Vivaan ko thappar laga diya

Rubina began to laugh out of happiness.

Pr: aray hass kya rahi ho? Pati toh mizaaji khuda hota hai

Ru: haan hota toh hai, par jo bhi kaho, usne kuchh toh kiya, Allah ka shukar

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Ru: haan hota toh hai, par jo bhi kaho, usne kuchh toh kiya, Allah ka shukar

Ru: haan hota toh hai, par jo bhi kaho, usne kuchh toh kiya, Allah ka shukar

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Preeto rolled her eyes.

************************************

Roshni returned home and she was very quiet, Rubina came to her.

Ru: 7 din se bhi ziada kahan thi tum?

Roshni glared at her but didn't answer.

Ru: theek hai, na batao, lekin ek baat ke liye shukriya, us Vivaan ko thappar maarne ke liye, shukar tumne kuchh toh kiya, satya naaz ho uska

Roshni glared at her again.

Ru: thak gayi ho gi, aaraam kar lo, baad mein baat karengay, subha mein

Rubina left from there. Nafeesa came to Roshni.

N: bitiya, sab bohat pareshaan thay tum gayi toh, Ahmad saahab toh or bhi nidhaal hogaye thay, Rubina madam ne toh kuchh nahi khaya itnay din

Roshni glared at her.

N: bitiya, main khana laai hoon, jeengay ka pulao banaya hai, kha lo

All of a sudden Roshni screamed at her opening her mouth wide just like a dragon trying to ignite fire from its mouth, she became quiet all of a sudden and went unconscious shocking Nafisa.

All of a sudden Roshni screamed at her opening her mouth wide just like a dragon trying to ignite fire from its mouth, she became quiet all of a sudden and went unconscious shocking Nafisa

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
RoshAn: Woh Pehli Baar Jab Hum Mileजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें