Chapter 15

1.9K 99 26
                                    

It was afternoon. Kartik was in his room, in Goenka villa, eagerly waiting for naira's call. They had landed in udaipur in the morning. He really wanted to know what was going on at singhaniya sadan.

He was worried, very worried. Especially for mishti. That poor girl didn't deserve to carry the burden of her father's wrongdoings. He was biting his fingers, a habbit which he did whenever he was nervous.

His phone rang. He looked at it, to see that it was naira who was calling. He quickly picked it up. And started firing questions at her.

Kartik :- naira, kya hua udhar ? Sab thik hai na ? Tum thik ho na ? Aur naman sir ko leke sabka kya reaction tha ? Aur naksh ne kuch kiya toh nahi na ? Aur mishti, vo thik hai na ? Aur tum, tum thik ho na ? Dekho agar koi bhi problem hai toh mein vahan aa jata hoon. Aur tum kuch bol kyun nahi rahi ho ? Huh ? Kuch toh -

Naira :- arey bas bas bas. Shaant ho jao. Saans to lo. Aur mughe toh bolne ka moka toh do, tabhi toh kuch bolungi. Tabse khud hi tar tar kiye jaa rahe ho.

Kartik took some deep breaths and spoke again.

Kartik :- I am sorry naira, vo bas mughe tumhari, mishti aur baaki sab ki itni tension ho rahi thi ki bas dhyan hi nahi raha. Jabse ghar pe aaya hoon, tumhare hi call ka wait kar raha hoon.

Naira :- it's ok kartik. Please itna stress mat lo aur tum office nahi gaye ?

Kartik :- nahi, aaj chutti le li hai maine. Vo sab chodo, ye batao ghar pe kya hua ?

Naira slowly told him everything. About them coming home with naitik, karishma coming and then accusing Akshara and Naitik, Akshara telling the truth about naman to everyone, naman then being brought by the police, naksh's anger at naman, naman trying to apologise to everyone, karishma and Devyani disowning naman and him finally being taken away.

Kartik :- aur mishti ?

Naira :- vo uss time so rahi thi. Thank god for that. Samagh hi nahi aa raha ki uss bechaari ko jab sach ka pata chalega toh kya hoga.

Kartik :- haa, pata hai naira, mishti ne mera jitna saath diya hai tumhara pyaar paane ke liye, utna shayad aur koi bhi nahi deta.

Naira :- I know kartik. I know.

Earlier in the plane kartik had told everything to naira on how mishti had helped him to spend time with naira. And naira had also told kartik on how mishti had told her about Kartik's love for her.

Kartik :- aur tum naira, tum kaisi ho ?

Naira :- kyun ? mughe kya hoga ?

Kartik :- nahi vo mughe laga ki ghar pe jo kuch bhi hua, uss se kahin tum dobara upset na ho.

Naira smiled on hearing the concern in his voice.

Naira :- don't worry kartik, main bilkul thik hoon.

Kartik smiled on hearing that.

Naira :- acha suno. Mumma ne tumhe ghar pe bulaya hai raat ko, dinner pe. Aur tumhe aana hai.

Kartik :- of course, tumse milne ke toh bas mughe bahana chahiye.

Naira smiled.

Naira :- aur akele mat aana, mansi, keerti di aur luv kush ko saath mein leke aana.

Kartik :- mansi apne friends ke saath trip par gayi hai, keerti mom dad ke pass delhi gayi hai aur ab bache hai luv kush, unn dono noodles ko main saath mein le aaonga.

Naira :- acha, ab mein rakhti hoon. Mumma bula rahi hai.

Kartik :- itni jaldi.

Naira :- aww, udaas mat ho mera mendak, aaj raat ko milna toh hai hi.

Finding Each OtherWhere stories live. Discover now