Chapter 13

1K 168 84
                                    

In mehta house All had the breakfast.

Bebe: neela ab main soch rahi thi ke ab humain bhi wapis chale jana chahiye bohat din ho gaye hain.

Nm: itni jaldi kuch din aur rukiye na.

Bebe: putter rukna to chahte hain per prakash ko office jana hai aur phir Neil bhi yahan hai ase main kisi ko to jana parega na.

Avni smirk.

Avni: to bebe Neil chala jaye ga us ka yahan ka kam to almost ho chuka hai.

Neil coughs Shweta gives him water.

Bebe: Kya howa putter aram se kha khanna bhaga nahi ja raha.

Neil in mind: khana nahi mujhe bhagaya ja raha hai.

Neil nods yes.

Neil: aa wo main nahi ja sakta parso meri meeting hai to sorry main nahi ja sakta.

Neil glares avni she smiles.

Prakash: theek hai phir hum chale jaenge.

Avni: uncle kuch din ruk jaiye na.

Prakash: per beta.

Avni: please beti kaha tha na aap ne mujhe apni beti ki itni si baat nahi mane ge.

Prakash: ab aa acha chal theek hai lekin 2 din aur us se zyada nahi.

Avni smiles.

Avni: thank you.

Prakash: betiyan papa ko thank you nahi bolti.

Avni: ok ab nahi bolongi done.

All smiles Neil was happy to see their bond

Prakash: phir meri bhi ek shart hai.

Avni: Kya?

Prakash: hum sab ghumne jaenge.

Avni: uncle aaj to mujhe college jana hai parso chalen.

Neil widen his eyes.

Neil: noooo.

All look at him avni smiles Shweta understands that avni is teasing him she smiles.

Nm: Kya howa Neil.

Neil: wo parso meri meeting hai to parso kaise ja sakte hain.

Shweta: Han to tujhe kis ne kaha chalne ke liye tu chale jana meeting attend karne.

Neil in mind: ye saas bahu ek team ban kar mujhe out karne ke chakar main hain but main bhi Neil khanna hun itni asani se out nahi hone wala.

Neil: kyun mujhe bhi jana hai.

Bebe: lo is ki bachon wali zid shuru.

Avni laughs Neil angrily looks at her.

Neil: jo bhi ho main jaonga hum kal chalte hain.

Nm: kal to meri meeting hai.

Shweta: ab Kya karen?

Nm: koi baat nahi aap sab log jaiye aur enjoy kijiye ga.

Shweta: per tumhare bina Kya maza ayega.

Nm: koi baat nahi phir kabhi.

Shweta: chalo theek hai.

Avni: ok then ab main chalti hun nahi to college ke liye late ho jaongi.

Neil: chalo main chor deta hun tumhe.

Avni: no thanks main khud chali jaongi.

Neil: avni zid mat karo maine kaha na main chor deta hun chalo.

Chalte Chalte जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें