Chapter 17

1K 152 83
                                    

Avni was angry after watch dayawanti mehta in news.

Avni: dayawanti Mehta ab main agai hun tum se apne ek ek ansoo ka hisab lungi tum ne mujhse mere maa papa dono ko chin liya main tumhe chorongi nahi tumhari waja se pichle ek saal se akeli reh rahi hun main ab tum sab ke sath reh kar bhi akela mehsos karogi ye mera wadda hai tum se.

At night avni went to the window and think about Neil and his interview.

Avni: kitne udas lag rahe tum Neil aaj bhi bilkul waise hi ho bilkul nahi badle lekin tumhari ankhen kitni udas thi asa lag raha tha jaise apne ansuon ko rok kar rakhte ho.

On the other side Neil was sitting in his room then the wind blows and he hears the sound of wind chimes which he brought from avni's room because these were her favorite he smiles and went to the window and touches them then he look at the moon.

Neil: ek saal avni ek saal ho gaya hai tumhe gaye howe aur tum ne baat karna to dur ek baar murh kar bhi nahi dekha kahan ho tum avni.

Avni: neil main bohat kareeb hun tumhare lekin phir bhi bohat dur hun tumse janti hun bohat pyaar karte ho mujhse lekin ab hum kabhi ek nahi ho sakte kyun ke ab hamare raste alag hain neil.

Neil: kyun avni. humare sath asa kyun ho raha hai.

Avni: pata nahi shayad yahi humari kismat main tha.

Neil: avni kyun chor kar chali gai mujhe please wapis ajao avni please.

They cries and flashes from their first meeting till separation.

Song: chalte chalte.

Doob gaya hai jaise dard mein dil
Aansu bhari hain ab aankhein

Tanhaaiyon ki jo rut aa gayi
Ujdi hui hain sab raahein

Socha tha paayenge
Dono ek manzil ko

Raahein jo badli
To tum hi bata do

Chalte chalte gum
Kahan kaafle ho gaye

Hm mm mm oh kho
Gaye kahan raaste

Pyaar humko bhi hai
Pyaar tumko bhi hai
To yeh kya silsile ho gaye

Bewafa hum nahin
Bewafa tum nahin
To kyoon itne gile ho gaye

Chalte chalte kaise
Yeh faasle ho gaye

Hm hm hm ho kya
Pata kahan hum chale

Hm kya pata kahan hum chale.

Avneil were looking at the sky and crying then Avni's phone rings she went to picks it from the couch and smiles.

Avni: hello.

On the other side shushma aunty shown.

Shushma: kaisi hai avni?

Avni: main theek hun aunty aap kaisi hain?

Shushma: main theek hun tu sahi salamat Mumbai pohanch gai na.

Avni: han aunty sorry main aap ko call karna bhul gai.

Shushma: koi baat nahi apna dihan rakhna aur ho sake to apni is aunty se milne anjana pata hai tere bina bilkul acha nahi lagta ab to koi mere ghar ka shisha bhi nahi todhta.

Avni smiles.

Shushma: ab to teri gang ke bache bhi nahi khelte yahan aur bau ji bhi bohat udas rehte hain.

Avni: aongi aunty ek baar dayawanti ko saza dilwa dun phir aongi.

Shushma: jo bhi karna sambhal ke karna.

Chalte Chalte जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें