Jang...

168 14 12
                                    

Few days ago I was standing in my balcony, enjoying the cup of tea and view. So my mind created this, Its not very good but okay poem to start this book.

The picture have my balcony view, which helps you to understand poem.

U to jang-e-medaan takleef k siva kuch nahi deta.

Jeet jaye chahe duniya marte wakt insaan khaali hath hi he rehta.

Ansoo.

Dard.

Ranjis.

Ye sab jang k dusre naam .

Lekin kuch jang labo pe hasi ka karti he kaam.

Jaise chhote bacho ki...

Jaise miya biwi ki..

Ho wo bhai behen ki.

Ya phir Saas bahu ki..

Ye sab to kahi suni baate he.

Par yaaro ab hum asli mudde par aate hein.

Ek anuthi jang dekhi humne aaj.

Chhote gaau pe dekha seher ka raaj.

Aankhein chok gai, bechare dabe Gaau ko dekh bhari bharkam bridge k niche.

Jaise muh khole khara ho Gaau ki har saans ko khichein.

Dusri or dekha bakso ka a bada dher, Gour se dekha to paaya building wala sher.

Bhaag raha ho jaise kachi miti k gharo ko khaane.

Bhuk is ki Gaau ko khaa kar bhi buzegi ya nahi. Najaane..

Ek taraf hara bhara khaali khaai medaan .

Bacho ki kilkaari jaha gunjti har saanjh.

Dusri or shor to bohot . Kis gale ki konsi aawaaz, sochti rehti hu roz.

Unchi unchi imarat ke pardo k peechein chhupe kai raaz he.

Namonishha Gaau ka mitaa do, keh rahi har awaaz he.

~~~~~~~

I know its not that good and too much rhyming but wanted to upload it.

Next chp will be its English translation.

Ba-bye...

AARZOO/DESIRESWhere stories live. Discover now