आसमान सितारों का
और सितारे आसमान के
होते तो हैं हमदर्द
पर कौन जाने उस तूफानी रात के बिछोडे का दर्द.... उस तूफानी रात के बिछोडे का दर्द।
{
Aasmaan sitaro ka
Aur sitare aasmaan ke
Hote to hain hamdard
Par kon jaane uss tufani raat ke bichode ka dard.... Uss tufani raat ke bichode ka dard.
}
Hey peeps!!!! Kuch aesa👆he hone wala hai agle se agle update mai☺😇
Stay connected 🙏🏽😇❤
YOU ARE READING
THE SICK SOULS
Romance"Lalchi nhi hun, ess baat ka guroor hai mujhe.... par sach kahu, uske pyaar ka lalach to zaroor hai mujhe", she said and choked up. Let's witness the story of two people, sicked by life and cured by love. Some fun banters, care, friendship, revela...
