4~Who sends the letter?

1.2K 53 5
                                    

After Bondita's exams, a letter ✉️ comes to RC mansion

Postman - Chitthi aayi hai......
Anirudh- kiske liye aayi hai chitthi dada
Postman- Anirudh Roy Choudhury ke liye aayi hai London se
Anirudh- kya London se aayi hai.... Dhanyavad dada

Anirudh goes in study and start reading the letter. After reading the letter, he is very happy. He suddenly goes in hall and calls everyone.

Anirudh- Kaka, baba, Bondita, Som, Batuk jaldi aaiye...........jaldi aaiye
Everyone come

Kaka - kya hua, Anirudh kyu chilla rahe ho aur hame aise kyu Bulaya

Anirudh goes to Bondita
Anirudh- main bata nahi sakta main kitna khush hu, Bondita......
Kaka- ab bataoge kya hua

Flashback :
Anirudh wrote letter to a principal of Barrister University in London. He wrote for Bondita's admission. He also write about bondita's achievements in her school and study. And send copy of her certificates to him.

At present

Anirudh told everyone about that letter. He is very very happy.

Anirudh to Bondita- Bondita dekho London se tumhare liye jawab aaya hai, woh tumhe apni University me admission dena chahte hai.

Som and Batuk- wah dada yeh toh khushi ki baat hai

Binoy- Arey admission kaise nahi denge hamari bahu toh hai hi itni kaabil
But Kaka is not happy😞 but he gives a fake smile😅.

Anirudh is dancing everywhere. By seeing all this Bondita is also upset and goes to her room. Suddenly, Anirudh watch this and follow Bondita to her room.
In room,

Anirudh- kya hua Bondita, tum khush nahi ho?

Bondita- nahi nahi pati babu, main toh bohot khush hu ........Lekin

Anirudh - Lekin kya Bondita........batao mujhe kya hua??

Bondita- pati babu main janti hu ki aap samaj mein badlav lana chahte hai isliye aap chahte hai ki main Barrister banu,aur yeh apka sapna hai. Aur yeh aapka hi nahi mera bhi sapna hai , main bhi yahi chahti hu. Lekin ish sapne ko pura karne ke liye mujhe London jana padega aap sab se dur.......aur main aap sab se dur nahi jana chahti ( and she had tears in her eyes 😭)

Anirudh- Bondita dekho tumhe hamara sapna toh pura karna padega na, agar tum chahti ho ki aane wale kal mein agar ladkiyon👧🏻 ko bhi barabar ka samman aur adhikar mile toh tumhe yeh karna padega thik hai....agar tum nahi chahti toh main

Bondita- nahi nahi pati babu main kyu nahi chahungi ki hamare samaj mein badlav aaye aur ladkiyan ko barabar ka samman mile

Anirudh- toh batao tum jaogi na

Bondita- Haan pati babu main jaungi lekin kakasasurji nahi manege....

Anirudh- agar main unhe mana lu toh tum jaogi na

Bondita- ji pati babu
Anirudh- thik hai toh main kaka se baat karta hu......( And he goes out)

Bondita to herself- Pati babu toh mujhe yahan se bhejna chahte hai lekin main jana chahti pure parivaar se dur........par jana toh padega

Background music 🎶
Tujhme roshan hoga suraj
Toh dhoop bhi aayegi.........
Rishta tera mera
Rishta tera mera

Anirudh is standing out of room and listening to Bondita

Anirudh (in his mind)- main janta hu Bondita tum kya soch rahi ho......lekin tumhe yeh karna padega mere liye, hamare samaj ke liye,un ladkiyan ke liye jo padhna chahti hai par padh nahi paati aur sabse jaruri khudke liye.......main chahta hu ki tum apne pairon par khud khadi ho tumhe har kadam par meri jarurat na pade......mujhe maaf kar dena Bondita and he goes to downstairs

Aap sab ko kya lagta hai 🤔 kaka manege Bondita ko London bhejne ke liye??
Tell me what you think in comment section ⬇️
Please ignore my mistakes 🙏🏻
I hope you like it 😇

Anidita- Pride and Prejudice (On Hold)Where stories live. Discover now