Chapter 22

1.9K 123 200
                                    

First press star button to vote 🙂❤️

Enjoy reading 🧡

At afternoon time

Preeta was in Aditi's room spending time with Shrishty, Aditi and Preeti

In living room Karan was playing with ball and on sofa Rishabh and Aarav was finalising their plan for business

Mahira and Kareena were on laptop seeing stuffs for marriage

Aarav : ho gya na abhi yeh ? Toh fix kr dete hai and implementation chalu kar denge fir Luthra industry ke shares down nahi jayenge fir jyada problem nahi hogi, kyuki main shares ke price ke wajah se hi company ki halat ka andaza aata hai

Rishabh : ok as you said , bat toh sahi hai shares ka value down nahi hona chahiye, mujhe isi bat ka tension hai bas, agar share price affect hui toh logo ko pata chlne mai time nahi lagega ki company ki situation kharab hai

Karan came and sits with them

Kareena listens this and said to Rishabh

Kareena : beta aise bat mat karo, hamari company ke halat itne bhi bure nahi hai ki ek aadmi ke fraud se itni badi financial problems create ho

Mahira : ha mujhe bhi aisa hi lagta hai , company ke bhi kuch last year profits honge hi na, aur fir investments bhi honge , we can sell them

Rishabh : aisa nahi kar sakte Mahira, sell kiya toh sabko aaram se pata lag jayega

Karan to Mahira : tumhe nahi pata hai toh mat bolo na , le rahe na wo log decision , business mai interest mat loh , tumse nahi ho payega yeh sab

Mahira : nahi Karan kuch batein toh mujhe bhi pata hai , mene mere dad ko dekha hai decision lete hue

Rishabh : Khanna company ki situation alag thi , Luthra's ki alag hai

Aarav to Mahira : tum business women ho ? ...Wow I really like when women's are into business

Karan : are nahi ise toh business ka B bhi nahi pata hai, wahi business studies karne aayi thi yaha , par isne clg mai admission hi nahi liya, mene bola tha padh lo kam aayega , abhi jo logicless suggestions de rahi uska hi natija hai

Mahira sits shocked listening this , but trying to cover up in front of Aarav

Mahira : Karan mai dad ke sath jati thi , practical knowledge hai mere pass, bas formality ke liye , degree ke liye padhne aayi thi, par hamare ghr mai jo problems thi uski wajah se I thought ki family ke upar dhyan dena chahiye

Kritika enters saying : Mahira tab tum hamare family ka hissa nahi thi, tum apni apni studies continue kar sakti thi tabhi , aur dekho na Preeta ke bare mai toh hame pata bhi nahi tha and she manages to handle both family and business , tumhe toh bas studies karni thi

Mahira : Kritika tum aise kyu bat kar rahi ho , aur Preeta ka kya hai, use toh Aarav batata hoga ki yeh decision loh vagere usme itni badi kya bat hai ...And Preeta toh doctor hai.. uska and business ka toh dur dur tak nata nahi hai

Aarav : Australian top business college ki  Topper reh chuki hai Pari , aise hi nahi mai uspr dependent rehta hu, bhale hi mera market mai nam jyada hai, par asliyat dekho toh, mere 90% business decision Pari leti hai , final stamp madam ka hota hai...Tum uske comparison mai kuch nahi ho, aur aise apne dad ke office mai Jake 2 -3 decisions lete hue dekhna ise practical approach nahi kehte , proper studies, analysis and experience lagta hai uske liye , Uncle ne use ye sab batein bachpn se sikahni chahi, par madam ko doctor banna tha , aur ghr se bhi support mila so usne apna sapna kiya pura, par sath sath mai  uncle ko jyada stress lena na pade isliye usne business mai bhi interest lena shuru kiya and now she is best business women in world for us  because uski identity humne chupake rakhi thi nahi toh Preeta ka nam aaj kaha hota, no one  can defeat her

Fear Of LOVE : Trust Issuesजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें