Chapter 11

2K 130 66
                                    

Important announcement at end please read 

Press STAR button before reading and give your comments on this part after reading😀😁


In Preeta's cabin

she move towards her medical drawer and takes pain relief spray from it, turning around she found Karan stood at doorstep and not came inside 

Preeta : andar aaiye aap

Karan (gives her confused looks)  : aap ...itni izzat de rahi ho mujhe ? waise itni izzat dene ki zaroorat nahi hai tumhe abb kyuki mera ab tumse koi rishta nahi hai, na shadi ka, na dosti ka

Preeta : Mr.Luthra, rishta nahi hai isliye hi izzat de rahi hu, paraye hai aap, kaisa bhi ho paraya insan ko izzat deni chaihiye, warna to me apne dosto se pure lagav se bat krti hu

Karan stood shocked listening this, specially Mr. Luthra from her mouth

Preeta : aap andar to aaiye aapka treatment krna hai mujhe

Karan move towards chair and sit on it

Preeta : aap apni jacket utarenge pls?

Karan looks at her 

Preeta : wo phir me aapko treat kaise karungi na ?

Till now Karan is feeling like he is with complete stranger person whom he don't know at all

He removes his jacket and allows her to treat him

She starts giving him massage, suddenly his phone rang he checks it and found Mahira calling him, it was video call 

Preeta see this 

Preeta : aapka personal phone hai , urgent hoga kuch aap bat kr lijiye, mai aati hu

Karan : tumhe jane ki zarrorat nahi hai

Preeta : ok, me sofe ke pass hu , aap bat kr lijiye mai nahi chahti wo iska kuch alag matlab nikale

Karan looks at her with hurt expression, Preeta moves towards sofa taking her phone, Karan attends Mahira's call

On Call

Mahira : Karan itni der kyu lagayi phone uthane mai?

Karan :  (with least interest ) call kyu kiya ?  aur video call kyu? normal call bhi to kr sakti thi

Mahira : are tum aise kyu bol rahe ho, (blushingly) actually mujhe tumhe dekhna tha isliye video call kiya 

Karan (irritatingly): kya??? ye koi time hai mujhe dekhne ka , itna to roj subah sham dekh rahi ho mujhe fir bhi ye sab , aur agar itna hi dekhna tha to mere whatsapp pe meri DP dekh leti , call kyu kiya, tumhe pata hai na ki is time mai academy me hota hu?

Mahira (angrily ) kya matlab hai tumhara Karan ( Karan gives him ohh wala looks ) (with calm expression) mera matlab hai, ki tum mere fiancé ho aur hume ek dusre ke sath time spend krna chahiye na, hone wali biwi se romance wagere krna hota hai Karan aur tum ho ki itne unromantic ho rahe ho

Karan ( again gets irritated ):  are yar kya chahti ho tum shadi ho rhi matlab har bar tumhare pallu se lapta rahu kya, par wo bhi nahi kr sakta tum kaha saree pehnti ho, aur agar aisa soch bhi rahi ho ki me har samay tumhare sath rahu to nahi ho sakta ye madam, mujhe apna carrier sabse pyara hai, ....aree yar chodo ye batao kyu call kiya

Mahira  ( taking chance to be nice with him) : wo mai tumhari academy ke bahar hi hu, hume aaj shopping par chlna hai 

Karan: tum chli jao mujhe nahi krni shopping , mere pass jo kapde hai mai whi pehen lunga

Fear Of LOVE : Trust Issuesजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें