Chapter 3

1.2K 70 87
                                    

{Still in flashback}

Jayant Y/N ko khila raha hai aur usse baatein kar raha hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Jayant Y/N ko khila raha hai aur usse baatein kar raha hai.

Jayant : Vaise tumhara naam kya hai?

Y/N : Y/N Mehra.

Jayant : Mera naam Jayant hai. Kabhi bhi kisi bhi chiz ki zarurat ho toh mujhe bolna.

Y/N : Aapko jhuti fikar dikhane ki zarurat nahi hai.

Jayant : Main jhuti fikar nahi dikha raha. Main sachme tumhari bhalai chahta hoon.

Khana khilane ke baad Jayant bolta hai.

Jayant : Abh so jao. Main kal subah phir aaunga.

Jayant room se chala jata hai aur Jagjeet ke room mein jata hai.

In Jagjeet's room

Jayant : Malik, main andar aa sakta hoon?

Jagjeet : Aa jao!

Jayant andar jake Jagjeet ke bed ke samne khada hota hai.

Jagjeet : Tum yaha itni raat ko?

Jayant : Malik, vo main kehna chahta tha ki, jo ladki hai use aap ghar mein freely ghumne de.

Jagjeet : Kyu?!

Jayant : Phool ko agar hawa aur dhoop na mile toh phool murjha jata hai. Jawani bhi vaisi hi hai. Agar use khuli hawa nahi mili toh uski bhi khubsurti chali jayegi. Vahi khubsurti jo aapko bohot pyaari hai.

Jagjeet : Lekin agar vo bhag gayi toh?

Jayant : Kaise bhagegi? Haveli se bhagna itna aasan kaam nahi hai. Zarurat padi toh main khud uske aas paas rahunga.

Jagjeet : Thik hai. Mujhe tumpe pura bharosa hai.

The next morning

The next morning

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Gunde Ki Aashiqui || CompletedWhere stories live. Discover now