FLASHBACK END [ PRESENT DAY IN KARTIK'S CAR ]
Kartik pov
Jab vedika ne itna bada sach mujhe pata chala tab main peheli hi flight se yaha udaipur aagaya . Maine waah sirf yahi bolkar aaya ki mujhe kuch personal kaam hai . Iss shehar main aakar mere saaro ghao haare ho gaye haar ek kadwi yaad mere samne aagyi . Our proposal our marriage , our time that we spend together everything and her betrayal also . Kehete hai naa school main pehele lesson phir exam par life main isse ulta hai . Life ne bahaut bada lesson de diya hai par ab ek baat toh samjh aa gayi ki pyar kabhi nahi karna chaiye ek baar yeh karliya par dubara kabhi pyar nahi karuga main kabhi nahi aur naa hi kabhi mujhe pyar nahi hoga .
( A .n pyar toh tumhe hoga woh bhi sherni se author hai naa 😉😉😉)5 saal ho gaye hai mujhe yeh shehar chode . Pure paanch saal naad aya hu main aise warna hamesha toh guest ki tarah festivals pe aata hu aur chala jata hu . Mujhe toh yaad bhi nahi hoga ki last main kab apni family ke saath baith kar haasa hounga .
Jaise hi main udaipur main. Land karte hi directly main airport se little smile Adoption agency gaya . Raste bhar main baas yahi sochta raha kaisa hoga mera beta . Jaise hi main little smile Adoption agency pahuncha waha receptionist se maine waha ke care taker ke bare main pucha toh unhone saaf mana kar diya aur kaha ki mr yadav abhi busy hai par jab maine uski pocket bhar di toh woh turant agree ho gayi mr yadav se milne ke liye . Iss incident se ek baat toh mujhe samjh aa gayi ki paiso se ham sabko khareed sakte hai .
Jab main mr yadav se mila toh maine unko saari situation samjhayi aur request bhi ki ki mujhe mere bete se milna hai but unhone bataya ki mera beta ko kuch weeks pehele ek lady jina nam naira singhania hai unhone adopt kar liya hai . Yeh sunte hi meri jaan main jaan ayi kam se kam mera beta kairav waah safe toh hai aur khush bhi yeh saaf pata chal raha tha mujhe mr yadav se aur mujhe yeh bhi pata chala ki jo iss asharam ke trustee hai unki hi naati ne kairav ko adopt kiya hai but phir bhi maine as a biological father of kairav I demanded to meet him as I had a right on my son . Than mr yadav ne mujhe assure kiya ki woh apne bete se mil sakte hai par unhe usse pehele ms naira Singhania se contact karna hoga. Phir unhone as a prove unhe DNA TEST karwana tha toh mr yadav ne Hamra dental record check karwaya aur match kar gaya phir unhone mera background bhi check kiya kuch paper work huaa aur main waha se chala gaya ab baas mujhe yeh baat apni family ko batani thi par kaise batuga aur kaise react karegi meri family . Please mujhe himmat dena krishna ji ki main apni family ko sach bata saku .
Pov end
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
AT GOENKA VILLA
Kartik enter in Goenka villa with the suitcase in his hand. He was looking very tensed . But her family was happy to saw his son specially dadi .
Suhasni ( excitedly) - kittu beta tum kitne time baad aye ho swarna , Surekha , manish Akhil dekho ghar ka Chirag wapas ayaa hai .
Manish - accha huaa Kartik tum ghar aa gaye . Hame laga ki tu aaj bhi apna kaam karega aur nilkal jayega
Luv kush and mansi also came out of thier room to greet their elder brother .
Mansi - kaise ho bhai ?? Kam kaisa chal raha hai Mumbai main ??
Luv - sab bhaiya se hi pyar karte hai ham se toh koi pyar nahi karta .
Everyone chuckled on their antics . Swarna noticed that kartik is tensed . So she decided to ask
Swarna ( worriedly ) - kya huaa beta kuch pareshan lag rahe ho . Mumbai main sab theek hai naa .Kartik - haa sab theek hai maa ap chinta maat kijiye . Par haa mujhe aap sab se kuch baat karni hai .
Suhasni - Kittu beta yeh sab chod pehele yeh bata kya kaheyega .
Kartik - please dadi yeh sab baad main pehele baat karle baat karna bahaut zaroori hai .
Kartik was man of few words so his family gathered around him.
Manish - bolo kya huaa beta .
Kartik took a deep breath and began to narrating the event from Mumbai buisness party and this morning at the orphanage.
By the time Kartik finished speaking his family was in a state of shock .
Mansi - kairav ?? Bhai yeh toh wahi naam hai jo aap apne bete ka rakhne chahate the .
Kartik merely nodded. He couldn't bring himself to say a word more . He was on the verge of tears . His mother was already a bawling mess and who is father could barely handle.
Suhasni - woh Vedika . Uski himaat kaise huyi hamare ghar ke waaris ko hamse dur rakha . Hamre kairav ko hmare paas le aayo Kittu beta .
Seeing his Dadi's tears Kartik gathered himself.
Kartik - dadi main aapse wada karta hu kairav ko main zarroor le ayunga . Filhal usse kisi ne adopt kar liya hai . Koi miss singhania ne . Lekin adoption wale sare test kar chuke hai kuch investigation karna baaki hai uske baad ham kairav se mil sakte hai aur kuch dino baad wo hamre sath hoga.
Mansi - don't worry bhai kuch nahi hoga kairav hamre sath hoga for sure.
Kartik get happy having a understanding family .
So guys this was the sixth chapter I hope you like it and sorry for the delay from now onwards I am not set the target .
Precap - kaira meet again .
Do vote and inline comments too
आप पढ़ रहे हैं
Kaira ff - Connected ( ✔️ )
FanficTwo seprate soul - kartik and naira but kairav their son is the one who connect them . Peep into know more 👇