SACH 💔

2.3K 132 24
                                    

Next morning..
Cc enters in mpt..

Ks- aayie aayie .. haseena mallik ke bhaijan.. padhariye..
Cc pays no heed and walks to his desk..
Ks- salute krna bhul gye ho tum topa insan..
Cc- salute use kiya jaata hai km jo salute ke laayak ho.. magar Agar sirf formality ke liye krna hai.. toh jai hind si karishma madam..
As while entering- zaban ko lagam do constable Cc.. warna line haazir karne mein humein samay nahi lagega..
Cc- aur aata kya hai aap donon ko.. pehle yeh km bolti thi.. ab aap bolte hain..
Ss- cheeta.. dsp hain.. aur kya galat kaha unhone.. haseena mallik se yeh umeed nahi thi kisi ko..
Cc- dsp hain isliye shaant hain hum.. warna inhone jo kiya tha na 3 saal pehle woh maafi ke kaabil nhi hai.
As- aur jo tumhari behen ne kiya tha woh.. bhoolo mat.. criminal hai woh.. humari aru ko goli maari hai uss aurat ne..
Cc- kis saboot ke adhar pe aap yeh keh rhe hain.. aap toh dsp hain.. apko toh sach aur jhooth mein fark dikhna chahiye tha.. meri behen ke Pati the aap.. magar hum bhul gye the.. pyar aur vishvas donon ek rassi ke 2 kinare hain aapke liye.. aap kabhi haseena di ke laayak the hi nhi..
As- bass.. itni der se sun rhe hain iska Matlab yeh nhi hai ki kuchh bhi bolenge aap..

Till then thana phone rings..
Ks picks.. it was malaika..
Ma- karishma didi.. aarushi ko hosh aa rha hai..
Ks- kaa.. ruko hum abhi pahunchte hain..

Ks- bhaiya jaldi chliye.. aru ko hosh aa rha hai..

In aru's room..
Aru started gaining consciousness..
Ar- mumma..
Ks- aru.. and hugs her.. Kitna dar gye the hum..
Ar- hum theek hain..
Ar- mamu..
As smiles and caresses her face..
As- taras gye the hum yeh shabd sunne ke liye..
Ar- mami.. mami kahan hai..
Vs- Mar gyi tumhari mami..
Ar- yeh kya keh rhe hain aap papa..
Ps- sahi keh rha hai Lalla.. usne goli chalayi thi tumpe.. uska naam bhi iss ghar mein nhi liya jayega..
Ar shouts- kya bakwaas kr rhe hain aap sab..
All r stunned..
Ks- aru..
Ar- nhi .. bahut ho gya.. kisne kaha aapko ki mami ne goli chlayi thi humpar..
As- haseena malik ne hi kiya hai yeh sab..
Ar- nhi.. kuchh nhi kiya mami ne.. goli uss terrorist ne chalayi thi.. mami ne nahi.. mein apko sach batati hun..

Flashback..
Ar and hm were coming from ar school in cab..
Ar- mami.. apko Pata hai aaj na english mam nahi aayi thi toh substitution waale sir ne extra games period diya..
Hm- are wah.. bahut maza aaya Matlab aaj..
Ar- hn mami..

Hm phone rings..
Hm- jai hind sir..
Cs- jai hind hm.. abhi abhi intelligence ki khabar aayi hai ki aapke ilake mein ek terrorist hai..
Hm- kya.. terrorist..
Cs- ji.. aur shayad iss wakt shayad kisi bachi aur uske sath kisi mahila ke saath hai.. aap Pata kijie tab tak hum mpt aur dsp anubhav singh ke saath force bhejte hain..
Hm- ji sir..

Hm- bhaiya gaari rokiye..
D- yeh gaari nhi rukegi madam..
Hm- kya badtameezi hai..
D- jis terrorist ko aap police waale dhoondh rhe hain na.. woh mein hun ..
And both keep their guns against each other..
Ar in fear- aaaaaahhh.. mami..
Hm ka dhyan bhatka.. and terrorist shoots ar and runs..
Hm shoots him but he escapes..
Till then hm takes ar out of car and mpt and force arrives .. and see hm gun on road and ar with blood and they misunderstand everything..
As picks hm gun and sees one bullet is missing..
And SLAPS her in front of force and mpt.. all take ar to hospital..
Dr- I am sorry but unfortunately she has slipped into coma..
Hm- humne kuchh nhi kiya hai.. humara yakeen kejie.. ks aap toh baat suniye humari.. ammi..
Am- Mar gyi Teri ammi tere liye..
Vs- behen ke naam par kalank hain aap..
Ks- aapki wajah se aarushi coma mein hai..

Hm- anu.. aap toh vishwas kijie..
THUDDD..
As slapped hm again....
As- dobara humein apni shakl mat dikhayiega humein haseena mallik.. Kal aapke paas divorce papers pahunch jaayenge...

She was going to enter the ward when as drags her ..
As- nhi jaayengi aap andar..

Next day..
Hm signs divorce papers and she and mj come to Mumbai..

Fb over..

Ar while crying.. - koi galti nhi thi mami ki.. woh toh bacha rhi thi humein..

As- aur woh photos jismein haseena kisi aur ke saath thi..
Cc shouts- photoshopped thi woh photos.. police waale hain na aap.. itni aasani se vishwas kr liya.. aur ek woh thi jinhone aapki fake images par bilkul bharosa nhi kiya tha.. (sagai track- TV sequence)
All are in tears listening to this..

AS was crying hyrestically..
As- kya kr diya humne.. cheekh cheekh kr kehti rhi woh magar humne .. hum laayak hi nhi hain Pati kehlaane ke..
Ks- bhabhiiii... humne kya kr diya yeh..
Ss- jise mein apni role Model maanti thi.. jo mujhe apni sagi behen se bhi zyada pyar krti thi usi ke saath meine aisa kiya..
Am- meine toh use meri aulad manne se hi inkar kr diya..
Ps- humein bhi apni Maa Saman Manti thi woh..
Vs- matt mari gyi thi meri ki meine unhe kalank kaha..

Ar- aap sab pls mami ko bulayie na..
As- hum wada krte hain aapki mami ko bahut jald waapis laayenge..
Cc- kaunsi mami dsp sir.. kya hai na divorce ke baad woh aarushi ke mami kaisi hongi..
Ar- divorce..
Cc- hn.. divorce..

As - cheeta pls batao humein kahan hein hj aur Maa..
Cc- sry sir.. lekin hum nahi bataayenge..
As- billu tum toh batao pls..
Billu- sry sir .. lekin haseena didi ki kasam humein zyada pyaari hai.. bhale hi uske liye humein billu niwas ko chodna hi kyu na pade..
Ks- bille .. bata na.. warna ek kantap marenge..
B- jo krna hai kijie maddam.. magar hum nhi bataayenge..
Cc- chlo billote..

B calls hm..
Hm- hello..
B- haseena di..
Hm- billu.. kaise ho..
B- bas jee rhe hain ms..
Hm- ms nhi hain hum billu.. police force chhod chuke hain..
B- humare liye fir bhi aap hi rhengi..

Cc- kaisi hain aap di?
Hm- jaise pehle the.. and chuckles painfully..
Cc- ek khushkhabri deni thi ms..
Hm- kya..
Cc- aarushi ko hosh aa gya hai.. aur usne sab sach keh diya..
Hm- achhi baat hai cheeta..

Cc- aru aapko bahut yaad kr rhi hai.. tabse mami mami kehke ro rhi hai..
Hm- toh smjhao use.. ki uski mami nhi hain hum.. mushkil hai par hum jaante hain aru samajhdar hai.. smjh jaayegi.. magar pyaar se aur aaram se..
Cc- ji di..

Hey guyzz.. thnx for reading.. I hope u liked it.. pls vote and comment and follow too if possible.. share your views and opinions too..

Regards
Aegle

SAATH YA DOOR?? Where stories live. Discover now