Mission

1.7K 117 6
                                    

Hm Screams- ammiiii..
This grabs everyone's attention..

Hm pats her face...
Hm- ammi.. ammi.. uthiye na.. ammi..Cc doctor.. doctor ko bula jaldi..
Vs- ek min cheeta.. mein bhi doctor hoon.. mein dekhta hun..
Cc- nhi.. app nhi..
Vs- dekho cheeta.. jo bhi hua woh personal hai.. Lekin yahan iss wakt ammi ko treat krna humari duty hai..
Cc- ji..

All take am to a spacious room..
Vs- aap sab Bahar jaayie ...
After 15 mins vs comes out..
Hm voice was chocking.. -k..kya hua hai ammi ko..
Vs- woh ammi bahut stress le rhi thi aur breathing difficulties thi.. we can say it to be an asthma attack.. sorry to say but Agar inhone stress lena kam nhi kiya toh we may lose her..
All were in tears listening to this..
Hm- hum..humari wajah se hua hai sab and she cries..
Ss comes and consoles her.. she hugs her and rubs her back..
Ss- di.. di.. shant ho jaayie... Agar aap aise royengi toh ammi ko kaun sambhalega..
Hm- humari wajah se hua..
Ss- shh.. kuchh nhi hua hai aapki wajah se.. shant ho jaayie.. bahut bahadur hain na aap.. ekdum nidar.. shant ho jaayie..
Now hm is a bit ok..
Hm- hum mil sakte hain unse..
Vs- filhal humne injection lagaya hai.. kuchh der mein hosh aa jaana chahiye..
Mil lijie aap..

Hm rushes inside..
And sits beside her.. till then am gains consciousness..
Am- hassu.. pls maaf krde mu..
Hm- bas.. bas kijie aap.. itna bhi kya stress leti hain aap ammi ki aap apna dhyan rakhna bhul gyi.. agli baar itna stress liya na toh baat nhi krenge apse..
Am smiles
Am- dobara bol na ammi..
Hm chuckles- ammi.. ammi.. ammi...
And both hug each other..
Hm- wada keejie apna dhyan rkhengi aap ab se..
Am- wada.. waise bhi tu hai na ab..
Hm kisses her forehead..- bilkul..

Ar comes and hugs hm..
Hm- kya hua aru..
Ar- mami.. humein aapke saath rehna hai.. maante hain bade ho gye hain lekin 3 saal nhi the na aapke paas.. plss
Hm smiles..
Hm- aru.. abhi toh hum kaam kr rhe hain na.. raat ko rehna humare saath.. thik hai..
Ar- ok.. and kisses her cheek..
Hm- abhi Maa, ammi aur aru.. aap hotel jaayie.. humein mission ke baare mein discuss krna hai..

Trio leaves..

Hm moves towards her cabin..
Rest all follow her..

All come inside.. hm presses a button on her table and a wall moves sideways..
All r shocked..
They start descending downwards..
Almost 120 stairs.. and they reach a well-lit, big conference room.. a big long rectangular glass table.. surrounded with chairs and a big, black royal chair at the end..
At the front there was a soft board covered with maps and few photos..
At left there was a big white board and on the right, there were pics of mpt and Veyom singh and some codes were written below their pics.. and behind the royal chair, there was a smart board connected to a projector..

Hm coldly- sit down everybody..
All sit down.. hm goes towards the royal chair.. she opens her blazer and hangs it on the chair and switches on the projector and sits on chair..

Hm- welcome to my conference room.. saari mission related meetings yahin hongi.. iss area se Bahar Agar humne kisi ko bhi mission ke baare mein baat krte suna toh u know the consequences very well..

All scared- yes mam..
Hm- good..

Ks- maddam.. woh humare photos ke neeche yeh kya likha hai.. jaanna hai humein..
Hm- sahi kehte hain log.. paper has more patience than people.. sabr rakhiye karishma singh.. abhi apko sab batana jaldbaazi hogi aur filhal humare 3 saal ka tajurba yeh kehta hai ki jaldbazi mein liye gye faisle aksar galat saabit hote hain..(taunting)

Hm getting up on chair with a wireless remote and a laser light..

A pic of a person is shown on the smart board..
Hm- yeh hai Yusuf Ali khan.. WRT terrorist gang ka leader jise humein pakadna hai.. ya seedhe shabdon mein kahein toh encounter karna hai..

Then she changes slide through remote..
Hm- yeh hai pervez khan.. Yusuf ka right hand.. saare administrative works aur organisation ka kacha chithha hai iske paas..

Slide changes
Hm- aur yeh hai Begum Nusrat Khan.. Yusuf khan ki wife jo India mein as a spy kaam kr rhi hai as Sagarika Shah..
In short.. saare organization ki detail aur karta dharta..
Agar pervez aur nusrat pakde jaati hai toh Yusuf, iss gang ke boss ko pakadne mein zyada time nahi lagega.. in short.. Yusuf hai raja.. pervez hai sipahi aur nusrat shatranj ki rani.. checkmate ke liye pehle sipahi ki jaan kurban hogi phir rani ki aur phir sheh aur maat..

Hm looks towards everyone.. she got to know that santu didn't understand something..

Hm- sipahi, rani, sheh aur maat matlab peevez se sach ugalwaakar use maarenge phir nusrat aur end mein Yusuf ka khel khatam saath mein mission khatam..

Ss made o wala face..

TO BE CONTINUED..

Hey guyzz.. thnx for reading.. I hope u liked this part.. pls vote and comment and follow too if possible.. do share your views and opinions..

Regards.
Aegle..





SAATH YA DOOR?? Where stories live. Discover now