HM-ARU Bond 💜

1.2K 107 32
                                    

Next morning..
Hm wakes up and checks her notification and gets surprised and happy.. it had a mail stating that she can rejoin on her post as sho in mpt itself from tmrw..
She goes down to see all having bf...
As- kya baat hai hj.. bahut khush lag rhi hain aap..
Hm- hj nhi sho haseena malik, mpt janpad Lucknow.. joining from tmrw..
As- toh finally apne mail padh li..
Hm- ji..
Maa- par haseena.. tumhari tabiyat..
Hm goes and hugs maa from back.
Hm- Maa.. hum theek hain bilkul.. aur bukhar bhi nhi hai ab humein..
Ks- bhabhi.. hum finally bahut khush hain ki aap ab thane mein wapis aa jayengi..
Ps- aur thane ki ronak bhi aa jaayegi..
Hm sits on the chair and takes off the lid..
Hm- ammi ke haath ki daal ki kachori.. 😋😋
Am- hn.. aur saath mein Hari chatni..
Ps- aur humare haath ke bani hui aloo poori
Maa- aur tera fav paneer ka parantha..
Hm- are kya baat hai.. aaj maza aayega na naashte krne mein.. sab humari pasand ka..😋
She rubs her hands and impatiently starts putting the food in her plate and starts eating..
As- are aram se khayie.. khana kaha bhaga jaa rha hai..
Hm- ummmmm.. kya banaya hai.. maza aagya..
Ks- achha bhabhi.. woh aaj aru ki chutti hai aur humein toh thane jaana hai.. toh..
Hm- are aap chinta mat kijie.. hum dhyan rkhenge aru ka..
Am- aur hum aur rekha ji jaa rhe hain movie dekhne😎
Maa- hn.. mast cheese and butter popcorn khaayenge.. saath mein large Pepsi..
Am- aur saath mein mast pizza..
Maa- aur nachos bhi..
And hi fies with ammi..
As- magar maa.. aise akele.. hj ko le jaayie saath mein..
Hm- are yeh kya baat hui.. jaane dijie unhe.. maze krne dijie.. vaise veyom bhi aur cheeta santu kaha hai..
Ks- patidev ka aaj meeting tha toh voh toh gye hain office.. aur santu aur cheetah ki night duty thi toh woh thane mein hain..
Hm- achha..
Ma- are mein batana hi bhul gyi.. Kal anu ki Bua aa rhi hai..
As- Shanti Bua?
Maa- hn.. wahi.. Teri Shanti Bua.. meri nanad..

All are done with their chores and they leave and now aru and hm are alone in the house..
Hm goes to ar room and wakes her up..
Hm- aru.. uthh ja Meri princess..
Ar- mami.. good morning..
Hm- good morning and kisses her cheek..
Hm- hmm.. toh kya naashta krna hai aaj humari princess ne..
Ar- mami.. aapke haath ke chocolate pancakes..
Hm- achha theek hai.. aap tayar hokar aayie.. hum tab tak nashta banate hain..
Ar- ok..
Ar eats bf..

After sometime..
Ar- mami.. mein bore ho rhi hun.. koi movie dekhte hain na..
Hm- movie se achha game khelte hain..
Ar- par aapke phone mein toh koi game hai hi nhi.. aur Mera mobile charging pe hai..
Hm- bachoo.. yeh tumhari generation na bahut boring hai.. introverts bhare pade hain tum bachon ke andar.. apne andar ke bache ko Bahar nikalo aur khul ke jeena seekho.. cmon.. Bahar chap ke khelte hain... Ummm stapoo.. hn stapoo(hopscotch) khelenge..

In afternoon..
Hm was standing in the kitchen and thinking what to make.. she peeped in ar phone and saw her watching a reel of pizza and then saw her expression...
Ar- mami..
Hm- no aru.. Bahar ka khana nahi milega abhi..
Ar looks sad..
Hm goes in the kitchen and prepares food..
Hm- aru.. chlo aa jaao.. lunch khaye..
Ar grumpy- mujhe nhi khana.. 😒
Hm- aru.. aise nhi karte na baby.. chlo chlo.. achha Agar lunch pasand nhi aaya toh raat ko kha lena Bahar ka..
Ar- pakka..
Hm- pakka..

And hm lifts the lids and ar sees that it was pizza with pasta..
Ar looks at hm with a big smile on her face..
Hm- kya hua..
Ar- aapne toh kaha tha no Bahar ka..
Hm- no Bahar ka kaha tha.. ghar mein bana hua toh kha hi sakte hain..
Ar- ily mami..
Hm- love you too.. ab jaldi Khao.. khana thanda ho jaayega..
Ar- aap world's best mami ho..
Hm- ohooo.. thank you..

In evening.. everybody return..
Hm gets tea for everyone and milk for aru..

Maa- haseena.. meri shanti didi se baat ho gyi hai.. woh kal shaam tak aayengi aur shayad 1-2 din ruke bhi..
Hm- ji Maa..  hum sambhal lenge. 

Ar- mami.. humein doodh nhi peena..
Ks- aru.. chup chap doodh khatam kro.. hum bhi chai pee rhe hain na..
Ar- toh mujhe bhi chai do na.. mein bachi nhi hun jo doodh peeyungi..
Ks- aru.. and she was about to scold her when hm stops her by gesture and blinks her eyes in assurance..

Hm- hmm.. toh kyu doodhh nhi peena aapko?
Ar- mami.. yeh cheating hai na.. aap sab toh chai Peete ho.. aur mujhe doodh peena padta hai..woh bhi itna feeka sa..yeh toh injustice hai na.. mein bhi toh badi ho gyi hun.. mein bhi chai peeyungi..
Hm- achha.. toh pehle aap yeh batayie ki aapse kisne kaha ki doodh bade nhi Peete?
Ar- koi bhi nhi aap sab mein se..
Hm- are aise kaise..hum sab jab aapki umr ke the tab hum bhi doodh hi Peete the..aur waise bhi bones strong krne ke liye toh doodh peena padta hai na..
Ar- hmm..
Hm winks at all and aru.. unnoticed by as..
Hm- aur agar kisi ki company chahiye toh ab se peeyenge.. ab se roz shaam ko chai ki jagah doodh peeyenge tumhare mamu.. (teasing)
And as spits out the tea..
As- are.. hum kyu peeyein.. aap bhi toh pee sakti hain..
Hm- kyu.. doodh peene mein koi kharabi hai..(taunts)
As- n..hi matlab..
Hm- ab aap apni bhanji ke liye ek cup doodh nhi pee sakte.. ya Allah..
As- achha theek hai..😒

And all burst out laughing..
And hm and aru hi-fi..

As sits with a grumpy face...
Hm- aur ab jo flavour ka problem hai.. uske liye hum milk flavour powders ke aate hain..
And then she walks towards as.. and pulls his grumpy cheeks..
As- kya kr rhi hain.. mat kejie na.. dard hota hai..
Hm- achha.. and starts tickling him..
All enjoy this cute banter..

Now hm was going to kitchen when am says..
Am- haseena.. ruk..
Hm- kya hua ammi.. kuchh chahiye..
Am- hn.. kuchh Shanti ke pal.. woh bhi tujhe..
Pj-hn
Hm- Matlab..
Maa- Matlab yeh ki raat ka khana hum teenon banayenge..
Hm- ji nhi.. aap donon poora din ghar se Bahar the aur pj duty par.. toh per pakka sooj gye honge.. isliye bilkul nhi..
Ks- toh hum bana dete hain..
As- are ek min.. zara apni lopath gamini ko rokiye.. hum keh rhe the ki raat ka khana hum purush banate hain.. isse aap sab ko bhi aaram mil jaayega aur khana toh hum bana hi denge..
Hm- bana dijie.. hume kya.. bas jalayega mat..
Vs- behna.. humein khana banana aata hai 😌
Ks- accha..
Vs- m..Matlab bana lete hain.. kabhi kabhi.. hehee..
Maa- hum teenon ke liye daliya..
Cc- santu ji santu ji... kya khayengi aap..
Ss- mein paneer butter masala, aloo gobhi, Naan, thode se chawal, dal makhni aur.. meethe mein.. hn.. kheer..
Mera ho gya.. ab baakiyon se poochh le..
Cc- are baap re baap.. yeh sirf aapka tha
Ss- aur kya.. woh kya hai na mein jitna bhi khaaoon, Mera wazan hi nhi badta aur phir anu bhaiya ne bhi kaha tha na thane mein ki 2 kilo wazan badhana hai.. toh uske liye khana toh khana padega na..
As- s..santu.. suno.. behna.. aaj rehne do.. Kal se 2 kilo wazan badhana..
Vs murmers- hn.. itna khana kaise banayenge.. hum toh soch rhe the biryani ya simple sa dal chawal banyenge.. yahan toh hotel wala menu pesh kiya ja rha hai..
Ks- ama rehne dijie.. apke bas ka baat nhi hai...
Vs- are aise kaise.. ab toh yahi sab banega jo santu ne kaha..
And as and cc look towards him.. 😒
And hm, KS and ss hifi..
Finally badi mushakkat se khana bana..

As serves hot Naan to hm.. and vs to ks and cc to santosh respectively..
Boys- kaisa bana hai?
Hm- achha nhi bana..
As face falls..
Hm- lajawab bana hai..
And puts a morsel in his mouth..

Soon all go back to their rooms to sleep..

At midnight.. hm sleep breaks due to some hot breaths.. she sees that they both are hugging each other and his hot breath is fanning in her neck.. and his arm on his waist and lips slightly parted with ruffled messy hair..
Every night, they used to sleep keeping a proper distance but ultimately snuggled closer after sometime..

She caresses his head and plants a soft kiss on his temple and sleeps back while as smiles slightly reminiscing the kiss..

Upcoming- SHANTI BUA enters!!

Hey guyss.. hope u liked this part.. I wanted to show hm and aru bonding as I felt it was a neglected character.. pls vote and comment and follow too if possible..

SAATH YA DOOR?? Where stories live. Discover now