Back to Lucknow..

1.2K 107 22
                                    

Next morning.. both wake up and leave for home after breakfast..

After some time.. at home..
Hm gives some envelopes to everyone..
Hm- yeh lijie..
Maa- yeh kya hai haseena?
Hm- aap sab ki lucknow ki tickets..
Am- kya?
Hm- hn.. Matlab itna chaunkne waali kya baat hai... aap sab iss mission ke liye delhi aaye the na.. zindagi bhar delhi mein thodi na rhenge.. are bhai thana hai woh.. Agar sab Jane itne din thaane se door rhenge toh permanently taala lagana padega na..
Cc- toh aapka bhi toh kaam ho gya hai di.. toh aap yaha kyu rhengi?
Hm- hn toh humne kab kaha ki hum yahan rhenge..
As- wahi toh cheetah.. hj bhi Lucknow hi aayengi na..
Hm- ji nhi.. hum kyu aayenge lucknow.. na toh hum ab police force ka hissa hai, na hi humne desk duty ke liye apply kiya hai aur na hi lucknow mein koi mission hai.. toh hum wahan aakar kya krenge...
Vs- par abhi toh aapne kaha ki aap..
Hm- hum Mumbai jaa rhe hain.. apne ghar.. yeh dekhiye.. yeh rhi humari tickets..
Maa- Agar tum Mumbai mein rhogi toh phir hum bhi wahi rhenge.. itne saal saath rhe.. ab kaise akela chhod du tujhe..
Ps- hn.. hum sab apna transfer Mumbai mein kara lenge..
Hm- achha pj.. phir toh Naya thana banvana padega.. kyunki Mumbai ke thaanon mein vacancy nahi hai pushpeee..

Ks winks to everybody.. unnoticed by hm

Ks comes forward and holds hm hands..
Ks in soft, cracking voice- itne samay baad to mili hain aap.. chliye na humare saath.. Mumbai jaakar bhi kya krengi.. aap hi ne kaha na desk duty nhi hai.. toh le lijie na .. lucknow mein.. humare saath rhiye.. hum..hum nhi jaane denge aapko ab..
Hm hugs her to calm down..
Hm- are are.. kya ho gya humari laado ko.. hum kahan door hain.. paas hi toh hain aapke.. aapke dil mein..
Aapke paas aapki behen bankar.. humari chhoti behen ke dil mein... aur agar hum lucknow aa gye toh humare hospital ka kya hoga? Uski ek branch delhi mein thi toh humne manage kr liya.. Lucknow mein toh nhi hai na..
Ks- humko behen maanti hain na aap.. toh aapki yeh behen keh rhi hai aapse.. with tears..
Hm wipes her tears..
Hm- ab aap aise ro kr khengi toh hum desk duty nhi lenge.. Hass ke boliye pehle.. yeh jo aapke aansu ka nal hai na.. yeh humein achha nhi lagta..
Ks gives her charming smile still some tears at corner of her eyes..
Ks- chliye na lucknow... humare liye.. hum sab ke liye.. sab saath mein rhenge.. jaise pehle rehte the.. aur ab toh santu aur cheetah bhi wahi rehte hain.. chliye naaaaa... and bursts out crying..
Hm hugs her and taps her head..
Hm- shh.. shhh.. kya hua hai aap sab ko..
Ks- humein nhi Pata.. aap chlengi humare saath.. bass.. ise request smjhiye ya order.. lekin saath toh hum aapko lekar jaayenge.. aur hospital ki chinta kyu kr rhi hain aap.. ek aur branch banva lenge.. ya kabhi Agar koi bahut imp surgery hua tab jaayiega..
Hm- achha baba.. samajh gye hum.. nhi jaa rhe hum Mumbai..
Ks- humare saath aa rhi hain..
Hm- hn hn.. aapke saath chl rhe hain.. aur desk duty ke liye bhi apply kr denge lucknow mein..

Ss- wah maddam.. kya acting ki hai aapne.. haseena di jhatt se Maan gyi..
Cc- uff yeh masumiyat..
Ks- ae bhakk.. tum ruko santu aaj..
Ss- haseena di.. bachao..
And goes behind hm..
Ks comes to her..
Hm- ek min.. kya ho rha hai yeh.. aur ks.. aapne jhoothh bola humse..
Ks- nahi Matlab shuruwat mein bolne ka try kiye the magar woh aansu ki tanki sach boldi.. humne jo bhi kaha Ekdum dil se kaha.. aur waise bhi ab aap vada kr chuki hain.. aapko aana padega..
HM smiles ..
And ks again hugs her..

And soon they reach back to lucknow..
Hm was about to step in the house when Maa said..
Maa- are ruk.. itne samay baad ghar mein aa rhi hai.. Aarti karne de..
Am- are are ek min.. aap bhi toh abhi aayi hain.. rukiye.. hum aap donon ki Aarti krte hain..
Am performs the Aarti..
And both enter...
Hm feels some different vibe in her heart.. Everything has changed.. her photos everywhere but happiness from her eyes is missing, her scent, her chirpiness is playing in front of her eyes.. all good flashbacks and suddenly the day when she was packing her bag and she and Maa moved out.. she wipes the lone tear that escaped her eyes and went in the guest room..

Next day..
All were sitting on the dining table waiting for the delicious and aromatic pancakes haseena was making..
Vs- behna jaldi kriye na..
Ks- wahi toh ms.. Kitna wait krayengi aap..
Hm from inside- hn baba.. laa rhe hain.. rukiye zara..
And she brings the pancakes, honey, chocolate syrup, some fruits and coffee..
(Mera French crêpes khane ka mann kr rha tha isliye😁)

Ks was about to pour the chocolate syrup when hm and as says- rukiye karishma/behna..
All see towards them..
Ks- kaa hua bhyi? Hum kahe na khayen yeh..
And was again about to pour when both hm and as hold the bottle and their hand touches..
Both feel a different type of feeling .. and immediately hm removes her hand..
Ks- ama ek minute.. ee chl kaa rha hai..
As- dekhiye aap yeh nahi kha sakti..
Ks- ama wahi toh hum poochh rhe hain..  kahe nhi kha sakte.. ab kya ek book likhein hum jiska shirshak hoga hum kahe nhi kha sakte ?
All laugh silently but ss cudnt control so laughs loudly..
Ks- ama tumhari toh..
Ss- mummy..
Hm- ks aap ek minute rukiye.. hum abhi aaye.. yeh syrup ka bottle de dijie pls..
Ks- ms aap bhi..
Hm- ks..
She takes the bottle and gets another one..
Hm- yeh lijie.. yeh khaiye..
Ks- ama ee bhee to chocolate syrup hi hai..
Hm- uss waale syrup mein hazelnut tha.. jisse aapko allergy hai.. isliye hum chilaye..
As- yeh waala kha lijie behna.. yeh nuksan nhi krega..
And all eat bf..
All were about to get up when a voice comes from door..- ANU!!

Upcoming- Alisha enters!!

SAATH YA DOOR?? Where stories live. Discover now