Reunion ??

1.4K 111 26
                                    

As- hum iss shaadi ko nhi maante..
Voice- Hum bhi nahi.. and she lifts her veil.. and boommm.. She is haseena mallik..
(Congrats Manishanayak05 .. aapki dharna sahi thi... 🎉)
As turns back and says..
As- hj..
Hm- ji.. hum..
As- aap theek toh hain.. aur agar humari shaadi apse hui hai toh Alisha kaha hai.. aur aap mandap mein kaise pahunchi.. aur..
Hm- are bass.. chup ho jaayie.. woh sab hum baad mein batate hain.. pehle apne dost adv. Rajiv Mishra ko phone kriye aur unse kahiye ki jald se jald humare divorce papers banvaye.. humne aapse shaadi zaroor ki hai magar humare parivar ko bachane ke liye.. hum aapko apna Pati nhi mante.. aapse shadi krna sirf humari majboori thi.. aur kuchh nhi..
As gets hurt hearing this..
As- ji..
And he calls..
As- hello.. Rajiv..
R- are anubhav.. bade dinon baad yaad kiya.. aur bata kya haal chaal.. ab bhi shuddhh hindi bolta hai ya adat chhod di..
As- nhi..nhi.. aisa nhi hai.. hum ab bhi hindi mein hi vartalap krte hain..
R- achhi baat hai waise phone kaise kiya..
As- woh humein jald se jald divorce papers banvane hain..
R- Abe kya ho gya.. abhi toh Teri shadi ko 10 saal bhi nhi hue.. dekh kya hua poori baat bata..
As- tu woh sab chhod..
R- Abe mein lawyer hun.. jaise tu baal ki khaal nikalta hai na.. mein bhi nikalta hun.. chl bol..
As sees towards hm and speaks everything from misunderstanding to regret to marriage and everything..
R- I feel sorry for you yrr.. waise filhal I am sorry to say that yeh divorce nhi ho sakta..
Hm intervenes..
Hm- are aise kaise nhi ho sakta Rajiv ji..
R- pranam bhabhiji.. woh kya hai na kaanoon toh aap bhi janti hain na.. ki divorce ke liye husband wife ko kam se kam saath mein 6 mahine rehna padta hai.. toh Agar aapko divorce chahiye toh saath mein 6 mahine bitane padenge.. waise mere hisab se aap donon ko apne rishte ko ek Naya mauka dena chahiye..
Rakhta hun..

As cuts the call and looks at hm..
Hm- sabko upar bula lijie..
As- ji..

All members come up..
Maa- h..haseena.. tu theek toh hai..
Hm- hn Maa.. hum theek hain.. aap log theek hain.. kisi ko kahi chot toh nhi pahunchayi na Alisha ke admiyon ne..
Am- nhi.. hum sab theek hain..
Ks- hassu.. aap is shaadi ke jode mein kya kr rhi hain..
Pj- hn.. aur yeh sindur.. mangalsutra..
Maa- aur woh chudail.. Mera Matlab hai Alisha kaha hai..
Hm- woh darasal Alisha ne humein paani ki tanki mein band karte wakt uska plan bata diya tha.. toh uske wahan se nikalne ke baad hum bhi wahan se kisi tarah nikal gye.. 
Uske baad hum yahan aaye toh humne dekha ki un logon ne aap sab ko bandh rkha hai aur Alisha guest room ki taraf jaa rhi thi toh hum bhi backdoor se wahan pahunch gye aur use baandh kr hum mandap mein pahunch gye..
Maa- Matlab anu ki shaadi terse hui hai?
Hm- took a deep breath and sighed- hn..
Kaha tha humne aapse Maa.. ki poori koshish krenge..
Maa- haseena.. meri bachi. And kissed her forehead..
Mein tera shukriya Ada kaise kru..
Hm- ek pyaari se muskan dekar aur dher sara aashirvad dekar.. and touched her feet..
Maa- khush reh.. (Sadah suhagan reh- in mind)

Ss- di.. toh abhi woh Alisha kaha hai..
Hm- guest room mein.. chaliye..
They move downstairs and see her sitting on the chair tied with a dupatta and mouth closed by a handkerchief..
And Alisha was glaring at hm..
Hm goes and opens her mouth..
Al while huffing..
Al- tumne theek nhi kiya hm..
Hm- awaz neeche Alisha mehra.. police bulane ki zaroorat toh hai nahi hume.. si karishma singh.. humein kidnap karne aur aap sab hostage banane ke jurm mein arrest kijie Alisha mehra ko..
Ks- ji..

And Alisha gets arrested..
Maa- tum donon bache bhi aaram krlo .. aur shayad anu ki Bua aane waali hai 2-3 din mein.. toh guest room se apna Saman lekar anu ke room mein chli jao haseena.. waise bhi tum donon ab shadi shuda ho hi..  waise bhi raat ho gyi hai.. so jao..
Hm- ji..ji Maa..

They both go upwards..
As- hj..
Hm- ji..
As holds her hand and makes her sit on the couch..
Hm was about to say something..
As- aaj bolne dijie hj.. pls..
Hj hum bahut sharminda hain.. hum nhi jaante kis mukh se hum aapse maafi mangein.. hum hum.. humein ghin aane lagi hai humse.. jo humne kiya.. usse.. humne bahut galat kiya aapke saath aur usse bhi galat humari galati ka parinam tha.. jo hum mein se koi nhi chahta tha.. aapko priye bulane ka hakk.. humare bachhe ko dekhne ka hakk.. har mushkil ghadi mein aapka saath dena ka waada tak hum tod chuke hain..hum khud se nazre nhi Mila Paa rhe hain.. lajja aa rhi hai humein khudse.. hum jaante hain na aap humein maaf kr sakti hain aur na hi aap humse prem karti hain.. par hum poori koshish krenge ki hum aapka bharosa dobara jeet payein aur sab kuchh theek kr paayein.. and he breaks down in her lap..
Hm eyes were wet too and automatically her hand went to his head and started caressing it as if it had its own mind..
She caressed his head and let him calm down..
Then hm spoke softly- anu..
As face was still buried in her lap
Hm spoke with the softest voice she could ever speak with- anu.. yahan dekhiye..
As looked at her with tears in his eyes..
Hm caressed his face and wiped his tears with her hand slowly..
Hm- anu.. sach kahe toh maaf toh humne aapko usi din kr diya tha jis din aap humare liye un koylon par khade hue the aur poora sach jaane ke baad aapki aankhon mein sachha guilt dekh kar humein vishwas bhi ho gya tha ki humara aapko maaf krne ka faisla bilkul sahi tha.. anubhav hum aapko poori tarah se maaf kr chuke hai..
As in a cracking and hoarse voice- aur pyaar..
Hm- pyar hai anubhav.. pyar hai.. hum pyaar krte hain.. magar aapse nhi..






















Hm- hum pyaar krte hain magar anubhav singh se..
Confusion could be seen on his face..
Hm- humne pyar kiya hai humare anu se.. uss anubhav singh se jo apne desh ke liye Mar mitne ko tayyar tha.. jiska kartavya aur lakshya sirf desh ki seva karna tha aur jiski variyata(priority) sirf desh ki hifazat krna tha humse maafi paana nhi.. aaj jo anubhav singh humare saamne beitha hai na.. woh koi aur anubhav singh jiska kartavya humse maafi paana ho gya hai.. aap woh anu nhi hain jisse humne pyar kiya tha..

Hum aapse waada krte hain anubhav.. jis din aapne humara bharosa wapis jeet liya na.. hum khud aayenge aapke paas.. aapse gale bhi lagenge aur aapki patni hone ka farz bhi nibhayenge.. yeh aakhri mauka hai aapke paas anubhav.. humara bharosa jeetne ka.. ise gavayiega mat..
As- hum..hum.. wada krte hain aapka bharosa dobara jeet kr dikhayenge hum.. aur woh anubhav banenge jo pehle the..jisse haseena mallik ko prem hua tha..
Hm gives a proud nod..
As- par tab tak ke liye kya aap humare saath ek nayi shuruwat krengi.. ek dost bankar.. and takes out a chocolate from his pocket.. and forwards it to her with hope..
Hm- aap khilayenge toh..
As immediately opens the packet and feeds hm.. then hm makes him eat too..
Hm- ab so jaayein.. raat ho gyi hai..
As- ji..

As was going towards the couch after taking the pillow..
Hm- are kaha jaa rhe hain..
As- sone..
Hm- waise itne mote nhi hain hum ki poore bistar ko gher ke soye.. aap chahein toh yehi so sakte hain.. couch par thand lagegi.. aur waise bhi aap couch par fit nhi aayenge..
As turned towards her and smiled sheepishly and layed down on the bed beside her keeping some distance
But ultimately both snuggled in each other's warmth and slept carefree after years...




Hey guyzz.. thnx for reading this part.. hope u liked.. pls vote and comment..

Aur ab bharosa jeetne ke ideas bhi bata do 😅

SAATH YA DOOR?? Where stories live. Discover now