“Shehnaaz wanted to be Siddharth Ashok Shukla. Adhura reh gaya unka ek sath rehneka sapna"
👉Kya sach mai adhura reh gaya? Is marriage everything? Kya Siddharth k life k last 2 years usne nehi jiya apni Shehnaaz k sath?
Shadi nehi huya. Ha, shayed nehi huya. So what? Shehnaaz ne as Siddharth's partner hi jiya hein ye 2 saal.
SNIT/ Rahul (from bb15) /Diljeet / Shehnaaz ki Siddharth ki house pe already present hona bhi tumhe yekin nehi dilata ki they were living together. She had became his family.
Jo Shehnaaz ko chaiye tha wo usse mila. Jo loyality Siddharth ko chaiye tha usse mila. Undono ke jo sapne the wo life wo jee rahe the. Bss ek shadi nehi huya, isse ye sach nhi badlega ki they weren’t a family.
Mano, ki shadi hogayi hoti. Kya hota? Aise hi to sath rehte na jaise reh rahe the?
Unhone jeeya hein wo khubsurat sapna jo unhone dekha tha.So,aisa bilkul maat socho ki sapna adhura reh gaya. Pura huya sapna but lasting nhi kar paya.
So, what?
Siddharth k socho pehle to. Kya usse lagraha hein ki kuch adhura reh gaya? Nehi? Kyuki wo apni ankhri saans tak Shehnaaz ki hi tha.
Aur Shehnaaz? Hn, usse “Forever" chahiye tha.
But sabki kismat to ek jaise nehi hotey? 2 saal ka khubsurat sapna tha jo usne dekhe h. Kya iska matlab ab life khatam hogayi uski? Kya Siddharth k pehle wo nehi jeeti thi? Kya logone duniya mein oehle kabhi apni boy friend ya pati nehi gawaye? Kya jeena band kardiya unhone?
Ab bhi jeeyegi. Phadak itna hoga ki ab ussi jism mai dou Jaan hogi. Wk uski khudki, dusra Siddharth ki.
Uski demise k din jo photos nikli wo tumhare neend haram kar chuke hein shayed. Lekin kya har uss insaan ka yehi halat nehi hoti jo koi apna khota hein? Demise ki din yehi hota hein. Log aise hein numb dikhte hein. Itna tut maat jao ye dekhke. Jo media chahte hein ki tum ho.
That's why they portraited it more dramatically with heartbreaking caption.
Ye ek natural & very common phrase hein. Jo guzar jayega. Lkin bar bar wohi pics dekhke tum sirf khudko chot de rahe ho.
Normal log ek bar jeetey h wo Moment. Tum 100 bar wohi photos dekhke, 100 baar jee rahe ho wo pal. Aur 100 baar khudko barbaad kar rahe ho.
Maat karo. Scroll karke let it go. Agey ki socho. Kyuki tum usse badal nehi sakte. Ab agey tumhe Shehnaaz ki himmat banni hogi wo socho.
She's just 28. Abhi puri life padhi h uske agey. Usse bohot kuch karna hein life mai. Siddharth k nam roshan karne hein.
So, aise khudki life tumlig jaise rokey barbaaad kregi to kya Siddharth ko accha lagega?Bohot sukoon milraha hoga tumhe aur Shehnaaz ko aise rotey dekh? Bilkul nehi.
Tumlog usko aur rula rahe ho.
Dekho na, Sab fandom war khatam hgya, jo Siddharth ko chaiye tha.
Ab wo iska khushi manaye ya iska gum ki humlog rokey baarbad horahe hein?
Dete hein na usko full happiness. Uski privacy ko respect karte hein. Uski Shahnaaz ko agey badhne mai help karte hein.
Tut nehi jatey hein. Kyuki isme kisika bhala nehi hein. Unhone cherish kiya har moment ko.
Aur Zorawar Siddharth Shukla ki sapna? Wo next mein full explain karungi.
[[Alag alag explain kar rahi hu. Taki tumlog bore na hojao. Jab wakt miley part part padho. Jab maan ho sirf tab. Khudko padhneke liye thopna nehi]]
To be continued....
YOU ARE READING
Let's cope up
RandomSiddharth's death has shaken us badly. Even our family isn't understanding the pain we are going through. Neither anyone we have to share with & endure it. Things are getting worst. We want to come out of the pain. So, my dear readers as your writer...