Pain rose up at night

640 89 73
                                    

Ye ek bohot common problem hein.

Raat Hotey hi dam ghutne lag jata hein.Sarey chize ek sath yaad ata hein. Sab barbaad sa lagta hein. Neend bhi barbar tut jata hein.

Shayed, koi koi yebhi face kar rhe ho.

Pata hein kyu? Kyuki din m chaos hotey hein.Tumhari sentimental mind itna focus nehi kr pata emotions pe. Raat m pura mental force deke tumhari brain eksath aramse sochne lagjata hein. Aur bass ro dete ho tum. Ghutan lagne lagta hein.

Is it worth it? 

Death itna natural hein ki aj Siddharth gaya hein, kal tum jaoge.

Aur duniya m bohot desirable log aise heat of the moment m sab adhura chodke chala jata hein.

Sarey problem iss media ki hein.Sab kuch m sad sa caption lgake dikha diye tumhe. Areh, meri jaan mourn m har kisika chehra waise hi hota h jaisa Shehnaaz ki huya hein.

Tumhe kuch hgya (Allah kabhi na kre) to tumhari apno ka halat aise hi hga. Ye human life hein.

Shehnaaz k sath kya hgya?  Uske sapna haye haye.....aisa sochke kya Siddharth wapas ayega?  Aur wo wapas agaya to faat ni jayegi tumhari?  😂

Shehnaaz ko Rita ma kis haat tak samhalegi tum soch bhi nehi skte. Humari Shehnaaz matured Shehnaaz banegi ab.

Mujhe na Rita maa se pura Siddharth ki vibe ati hein. Ab to mein #Ritanaaz ko stan krungi. Inka mother-daughter moment ka jalwa dekhungi.

Shehnaaz kaise agey badhti hein ye dekhungi. 2 saal ka movie khatam hgya yaar.

Ab aao. Real life jiye. Bhaago maat but isse affect bhi maat ho. Apnalo iss sach ko.

24hours Sidnaaz mohol m rahoge..yehi sochte phiroge to kabhi iss ghutan se bahar nhi aa paoge.

Bahar ghunne jao, phone se iss atmosphere se dur dekhna ansu nhi ayenge atleast.

Aur bhaisahab, hum sab yehi feel kar rahe. Tum akeli nhi. Ye chiz tumhe light feel krwa raha ki nehi?

Tum akeli pagal nhi ho jo tunhari family aur out of fandom friends tumhe feel krwatey. Hum sab pagal h

But aisa pagal h jo khudko samhal bhi lenge eksath. Thik hein na pagal log?

Ek new life start krenge.
Jinme haa, Sidnaaz k neye cntnt milneki ummid nhi rhega but kuch aur experience krneka khudke paas mauka hoga.

Trust me, ajse 20 saal baad khudpe hasoge ki kya kiya yaar  meine?  But ha, nostalgic feel bhi karige ye sochke ki hum sab ekatthe pagal the.

Ab iss Sidnaaz Saga se jo family tumhe mili hein isse kaas ke pakad k raho. Dekhna hum kitne strong h.

Comment sec m mujhe bhi himaat do yaar. Mein bhi to insaan hu. Tumko dekhke iss family ka har banda strong bane aisa bano.

Bohot sara pyaar tum sabko jo strong ho. Pls hum sabko bhi strength do.

Agr dukh ki jagah motivation le le, to dekhna kitna maja ata hein.

Dukh ek aisi sickness hein, jo corona ki tarah h bohot felta hein. Ek se ek ko.. Aise sabko.

Aur honsla?  Wo na vaccine hein. Sab lagwalo. Aur jiske paas hein wo dusrwe ko lagwa do.

Ye jagah se ghutan nehi hogi. Trust me.

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Love you

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Love you. Batana yaar m aur depressed karri ya thoda sa dard baat pari?

To Be continued...

Let's cope upWhere stories live. Discover now