Misri-Accha thik hai Anav tum haseena ko breakfast karwa do phir ham dono college ke liye niklenge!
As- Nhi nhi misri ,aj haseena college nhi jaegi, woh aj Ghàr main rest karegi!
Misri-( in mind-matlab Mene Jo socha tha wohi hua,haseena ghar pe hi rahegi, ab main bhi haseena ke sath rukungi aur uska miscarriage karwaungi.!)(to as)- toh thik hai anubhav
Main haseena ke sath rukti Hun uska khayal rakhne ke liye,woh Ghàr PE akeli kese rahegi!As- Are nhi nhi iski koi jarurat nhi hai , main rukunga haseena ke sath
Misri-Lekin main rukti Hun na haseena ke sath uska khayal main rakhungi acche se, believe me!
As- Misri mujhe PTA hai tum haseena ka khayal acche se rakhogi lekin Maine leave le liya hai already haseena ke sath rukne ke liye!toh tum Aram se college jao,aur college main haseena ka leave bhi de Dena!
Misri-Thik hai(in mind- ab kya karun anubhav toh haseena se dur Jane ka naam nhi le rha,abhi toh main filhal chalti Hun,baad main sochti Hun ki bacche ko kese marun!)
After saying this she left,but she by mistakenly left her phone in the table!
Here in the room anubhav is feeding haseena and she is not interested in the boring salad!
Hs-Bas na Anav aur nhi kha Sakti main!
As-Aur thoda SA hai haseena complete kar do!plzz!!
Hs-Wese ye aur ek plate kiske liye?
As-Mere liye taki main bhi tumhare sath is boring food ko khaun!Kya hai na main tumhe ese nhi dekh sakta toh tum jaldi se thik ho jao phir ham dono
sath main chatpata khana khaenge!After he completed his sentence she hugged anubhav tightly .
Anav-Kya hua meri Jaan ko!
Hs-Anav tum jindagi bhar hamse ese hi pyaar karoge na!Hamara ese hi care karoge na!Tumhe PTA hai main tumhare bina nhi jee Sakti ,tum kabhi hame mat chodna!( suddenly become emotional due to mood swings)
As- baccha idhar dekho,main tumhe kabhi nhi chodunga aur jindagi bhar ese hi pyaar karunga tumhe insecure feel karne ki koi jarurat nhi hai, chalo ab hasdo! Mujhe meri Jaan udas padand nhi hai!
Haseena smiled.
All this was noticed by misri who came to take her phone!
Misri-(in mind - Ye Ani haseena ki weakness main bhi uska itna care kar rha hai, jab usko PTA chalega ki haseena is carrying his baby inside her ,tabhi toh woh use bed se utarne bhi nhi dega,aur usse aur pyaar karne lagega!nhi nhi esa main nhi hone dungi kyunki woh pregnancy care sirf mujhe hi milega anubhav se ,naki is chudail haseena ko . aur anubhav ka pyaar sirf mere baby ko hi milega naki is haseena ke pet main pal rha nazayaz paap ko! Hn mere liye toh ye baccha jo abhi haseena carry kar rhi hai woh ek paap hi hai,kyunki main kabhi in dono ke rishte ko nhi man Sakti na hi inki shaadi ko, toh mere liye toh ye baccha nazayaz hai!)
She came out of her thoughts when anubhav's phone rang she is quietly listening to their talks!
Here in the room haseena is resting,and anubhav is talking over the phone,after declining the call he sat beside haseena and looked tensed
Msiri-( in mind- ye anubhav itna tensed kyun hai? chalo sunte hai)
Hs-kya hua Anav tum pareshan lag rhe ho!
As-Actually haseena abhi abhi commissioner sir ka phone tha aur unhone kaha aj raat ko ek important meeting hai toh mujhe Jana hoga!
Hs-hn toh isme tension ki kya baat hai?
YOU ARE READING
Anuseena-Critical hapiness phase!
FanfictionWhat will happen when the most happiest phase of anuseen's life will become critical due to a 3rd angle ! How will they face this! Peep into the story to know more!