Scene : 1..
In a lavish mansion..
In the dinning table.
A old man in hid late 50s with his wife was talking to his son... Rather arguing.
The old man to son- Mane unse wada kiya hai.. Tumhe meri bat suni paregi
Son- mai marjauga par apjo bol Rahe hai wo mai nahi sunuga papa.
The old man(in dramatic way) - Hain ab kohi meri kyu sune ga.. Bura jo hogaya hu.. Tum sab pe boujh ban gaya hu na.. Thik hai mat suno meri.. Mai lagta kya hu tumhara.. 𝙎𝙞𝙧𝙛 𝙗𝙖𝙥 𝙣𝙖.. Thik hai.. Mat suno apni bap ki.. Jab beta bare hobjate hai.. Tab unke pass bap ki tonkihi mayina hi nahi hoti.. Wase 2-4 sansein bake hai meri bohot jald wo bhi khatam ho jayega.. Phir tum sabko mukti mil jaye gi.. Mujh jase ek boujh se..
𝚊𝚗𝚍 𝚜𝚝𝚊𝚛𝚝 𝚝𝚘 𝚍𝚘 𝚑𝚒𝚜 𝚎𝚙𝚒𝚌 𝚊𝚌𝚝𝚒𝚗𝚐 𝚘𝚏 𝚋𝚛𝚎𝚊𝚝𝚑𝚒𝚗𝚐 𝚙𝚛𝚘𝚋𝚕𝚎𝚖𝚜😰
His wife (drama) - pls.. Shant ho jaye ye.. Apke tabiyat kharap ho jayegi.. Yeh lije pani pije.. Apke sansein ful rahi hai..
The main - nahi uma.. Nahi... Jiska beta uska izad na kare wo pani pike kya karega.. Ab to bas maut ka intezar hai.. Phir mai is duniya ko alvida karu ga.. Apni bachi kuchi izad ke sath.
Uma- vansh... Shanti mil gayi tujhe shanti.. Bhagwan kare asa din kisi maa bap ko na dekhna pare.. Teri har khawish puri karne ke liya.. Ajay ne zindagi guyar di.. Aur tu.. Unki rk khawish nahi puri kar sakta.. Lalat hai.. Chiiiii
Vansh (in mind) - kitna ghatiya acting karte hai sab...
Vansh-ok... Fine.... Jo ap chate ho mai wasa hi karuga..ab khush..
Ajay to uma- methai laooo... Mera matlab BP high hogaya hai na.. Sweet khane se thik ho jaye ga..
Vansh (under his breath) - i can't believe it sometimes...
And left the hall.
Scene:2..
In vansh's mansion..
vansh to riddhima- tum sirf ek galti ho meri.. Sirf ek galti.. Khud ko itna importance mat do.. Yeh soch ke ki tum mera liya important ho.. You are nothing for me..
Riddhima(smiles sadly) - mai janti ho.
Mai to bas tumhe batane ayi thi ki mama papa niche aye hua hai..And leaves.
Vansh (in frustation) - ek jawab bhi nahi diya mujhe.. Palat ke ek bar bhi nahi pucha ki mane uske sath asa kyu kiya ek asu tak nahi nikle uske .. Kohi fellings nahi bachi hai kya andar.. Kya dikhana chati hai kuch pharak nahi parta.. But Mujhe parta hai.. Damit... !
Scene :3...
In hospital.
In front of OT.
Dr- Dekhiya Mr rai singhania main apko false hope nahi duga.. But ab sach to yeh hai ki humare hato mai kuch nhai raha..
Vansh (holds his collar) - kahena kya chate ho tum... You are a dr.. Tum ase kase naumid ho sakte ho..mujhe kuch nahi pata.. Mujhe meri riddhima chahi ye.. At any cost.. Wo bhi sahi salamat..
Dr- dekhiya sir.. Just Hope for the best.. Pahela ap is bond pai sign kije.. Warna humare liya undono ko bachaana aur mushkil ho jaye ga.
Vansh- please jo karan hai karo but unhe kuch mat hona dena.. 😓😓😭
...
Let's start the rollercoaster journey. . .
..
.
Forgive for any grammatical mistake.
❤🧡❤🧡
YOU ARE READING
PYAAR LAFZON MEIN KAHA (RIANSH OS)
Fiksi PenggemarJab do dil milne ke liye bane ho ...tab zaruri nahi hota kitna mushkil ho....usme bhaleyi milo ki duriya ajaye ... Kitni hei galat famiyo se samna kyu na hojaye..PHIR BHI DO DIL APNI MANZIL DHUND HI LETA HAI.. BHALE HI HUM KUCH BHI KYU NA KARLE H...