Mithe pal

685 60 17
                                    

Aaj anuseena ka likhne ka man hai
Aur yeh part bina kuch soche likh rahi hoon kyunki bohot din hoagaye update diye😅chalo aarambh karein

Ek din sorry sham hm pohnchi apne ghar thake haare kyunki ek complicated case aaya hua tha thane mein aur didi bina apna dhayan rakhe kaam kar rahi thi.

Ghar aate hi bhale bhook lagi thi par khana tyaar karne ki himmat na hone ki wajah se aur sar dard ki vajah se di so gayi.

Kuch ghante baad Apne Jiju aaye unke ghar kyunki pyaar ko pyaar ki takleef pata chal hi jaati hai. Unhone bell bajayie par kisine khola nahi kyunki di so rahi hai aur ammi ko maine aaj tak dikhaya hai kya jo aaj dikhaungi😜

Unhone spare key se darwaza khola aur di ke room mein jaake dekha ki unka bacha so raha hai

He sat beside her and caressed her hair and as if she felt his touch a smile came on her face.

As;- yeh bhi na kaam karte rehna hai par apna dhyan nahi rakhna phir halat kharab hogi pehle to unke liye kuch khane ko lekar aate hain phir uthate hai inhe

He went down and made pata nahi kya par banaliya maine pucha nahi.

He took the food in her room plate side table pe rakhkar di paas aake baith gaye. He caressed her hair

As:- jaan

Hm:- hmm

She kept her head on his lap and hugged him from stomach.

As:- uth jao jaan kuch kha lo phir so jaana

Hm:- thodi der anu aaise hi rehnedo na🥺

He smiled and caressed her hair
After few minutes she woke

As:- kya hua hassena

Hm:- kuch nahi anu thak gaye hain bohot zyada 😴🥴

As:- to kaun kehta hai itna kaam karne ko

Hm:- ab daanto to mat🥺

As hugged her and kissed her forehead.

As:- khana kha lo bache

Hm:- aap khilao😤🥺

As:- acha ok😂

He fed her aur sath me di ne bhi jiju ko khilaya phir di ko medicine di sar dard ki

Jiju me tel garam kiya aur di ke sar ki maalish karne lage❤️

Hm;- Anu

As:- Haan jaan

Hm:- thank you 🥰

As:- kyun

Hm:- waise hi😜

Hm:- aap jab maalish karte ho to saari thakan door ho jaati hai 🥰I love you

As:- I love you too meri Jaan. He kissed her head.

After sometime

Hm:- anu ab bas karo

As:- par..

Hm:- please 🥺

As:- acha theek hai 😅🥰

He washed his hands and laid on bed beside her and she kept her head on his chest.

Hm:- waise Anu aap yahaan kyun aye the

As - humein lag raha tha ki humare bache ko humari zaroorat hai to aagaye aapke pass

Hm kissed his cheeks

As;- lekin jaan apn dhyan rakha karo mana kaam zaroori hai par health pehle

Hm:- sorry Anu abse dhyan rakhungi pakka 🥺

As smiled and pulled the blanket over them

As:- so jayie ab

Hm:- good night anu

He kissed her cheeks

As:- good night jaan
And they slept


Sorry pata hai part chota hai par feel hone lag gaya tha ki update nahi de rahi hoon main😅 isliye just abhi bina kuch soche likh diya

Aur ek important baat...

I am thinking to end this story....

Chappal marne se pehle poora padho😤end karke iska sequel aayega isi sandharbh( matlab isi se related) agar koi advice suggestion ho ki karun ya na karun ya kya karun to batao🥺 ignore mat karna ise 🔪🔪

Aur aaj Hatim ke poore 18 saal complete hogaye badhai ho!!!

Aur aaj Hatim ke poore 18 saal complete hogaye badhai ho!!!

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Jai Hind

I Love you- AnuseenaWhere stories live. Discover now