XV. You can't leave me this time

1.9K 143 15
                                    

{ This Shot starts after current track. Mission is successful. Here, Hassena was saved by Anubhav.}

Smile not leaving MPT members’  faces to see their Maddamsir alive and perfectly fit and fine. But, Karishma hadn't still revealed the truth to anyone so everyone was confused about Anubhav's sudden return.

"Thank you aap sabhi ka. Yadi aa sabhi na hote toh hum yeh mission kabhi bhi safalta purvak purn nahi kar pate", Anubhav thanked MPT members.

Karishma's gaze was fixed on Hassena and everyone others were awkward to answer him.

"Isme Thank you bolne ki jarurat nahi hai, sir. Yeh toh hamare farz tha", Santosh was the one to speak first.

Anubhav smiled weakly.

"Par aapne kabhi bataya kyu nahi ki aap ek secret agent hai?", Hassena asked suddenly surprising everyone except Karishma and Hassena.

"Aap Secret Agent hai?", Pushpa ji asked amused.

"Ji, Head Constable Pushpa Singh", he said. "Aur jaha tak baat hai hamare Secret Agent hone ki baat ko chupane ki toh Secret Agents kisi ko bhi nahi batate, kyuki isse unki jaan bhi khatre mein pad sakti hai", Anubhav explained.

Everybody nodded.

"Toh fir hum chalte hai", Anubhav said.

"Aap... kaha ja rahe hai?", Hassena asked.

"Abhi yaha rehkar kya karenge hum. Kintu jaane se pehle ek baar aapse baat karna chahte hai", he requested.

All shared confused and worried looks, whereas Hassena just nodded. All others left giving them some privacy. Some moments passed in silence.

"Kya baat karna chahte hai aap humse?", Hassena asked looking into his eyes.

"Kya baat kare? Kaha se shuru kare kuch samajh nahi aa raha hai hume", he looked away and wiped the tear escaped his eyes. "Jab sagai mein aapko chod kar gaye tab aapki suraksha ke liye kiya tha, kintu hamare karan akhir kar aapke upar vipda aa hi gayi. Aapki jaan jaate jaate bach gayi...", His voice became heavy.

He wanted to cry in her arms but, somehow stopped himself to do so.

"Ek minute, aap hamari jaan bachane ke liye hume sagai mein chod kar gaye the? Lekin Karishma Singh ne toh humse kuch aur hi kaha tha...", She was Confused.

"Humne unhe kaha tha aaisa kehne ke liye... Sagai vale din Karishma Singh humse mili thi aur...", He told her entire truth of Sagai day.

Her eyes filled with tears. She reminded her own words.

"Ha nahi bhula paye hum Anubhav ko, lekin itna keh sakte hai ki unhone hume bhula diya hai..."

"Aab aap sara sach jaan chuki hai. Aur yeh bhi jaan gayi hai ki aapka hamare saath rehna thik nahi hai. Hum aapki jaan ko fir ek baar khatre mein nahi dalna chahte Hassena ji.", Anubhav said and turned around facing her.

He hold her shoulders and took a step ahead.

"Kintu jaane se pehle hum aapse kuch kehna chahte hai. Mission Jeet ke vakt hume laga tha ki hum kabhi bhi aapse prem nahi karenge, kintu hum haar gaye...", He chuckled and tears rolled down his cheeks. He couldn't hold his tears anymore.

Hassena was too crying. Her hands moved towards his cheeks and wiped his tears. He quickly too her hands in his and placed a soft kiss on her hand.

"Kintu ek baat keh rahe hai ki hamara aapke prati jo prem hai kabhi bhi jhoota nahi tha. Hum tabhi aapse bohot prem karte the, aur abb bhi, aur hamesha karte rahenge. Hamari jaan aapki jaan mein basti hai Hassena ji. Hum aapko kho nahi sakte. Yadi aapko hamare karan  kuch...", he let out a sob and immediately dug his face in her chest.

"Ro lijiye Anubhav, kuch maat rakhiye aapne andar. Jitna bhi dukh aur frustration hai nikal dijiye Aaj", Hassena said with teary eyes.

She closed her eyes. Soon, his sobs were a little louder and her knees gone weak looking at his condition. They slowly got down on the ground and he still remained in the same position.

After some time, he stopped crying. He came out from her embrace. She could see his red eyes, some dried up tears, some fresh ones. He also could see the tears which were, for him. He wiped her tears, but now her tears gave up. She, at once hugged him.

"Please hum chod kar maat jaeye na Anubhav. Hum aapke bina nahi reh sakte. Humne kitni koshish ki sagai tutne ke baad aapne aap ko samjhane ki, aapko bhulane ki lekin nahi kar paye hum. Hum aapke bina kaise rahenge? Aapne kabhi socha hai. Aur hamari vajah se aapke saare rishte bhi tute... Toh kya aap hume dosh dete hai iske liye?", She questioned in the hug.

He broke the hug and shook his head in Negative.

"Aap aaisa kaise keh sakti hai? Hum aapko dosh kyu denge? Yeh sab hamare karan ki hua hai. Hum hi bhool gaye the ki hum ek agent hai aur hume prem karne ka hak nahi hai...", He said in disparity.

"Nahi Anubhav. Hume aapke saath itna bada mission pura kiya, iske bavjood ki hum ek dusre se pyaar karte hai. Hum ek dusre ki takat hai Anubhav. Hum ek dusre ki kamzori nahi hai...", Hassena explained.

"Kintu Hassena ji... Hum najane kitne saal mission mein rehte hai. Kya hak hai hume aapko voh duri ki taklif aur tanhai dene ki? Nahi... Aaisa nahi ho sakta...", He said determined and got up.

Hassena too got up and held his hands.

"Anubhav!", She called him sweetly. "Hamari taraf dekhiye, hamari ankhon mein...", She said cupping his face and turning his face towards him.

"Anubhav, aapke saath hum physically rahe ya na rahe lekin hum ruh se kabhi bhi aapse alag nahi ho sakte. Hum ruh se jude hue hai Anubhav. Aur jab do log ruh se jude hue hote haina tab koi unhe alag nahi kar sakta. ", Hassena smiled at him, he nodded understanding her, and again she hugged him tightly.

This time he too wrapped her arms around her. She rested her head on his chest feeling his warmth after the storm in their lives, finally they were Together.

"You can't leave me this time...", Hassena said snuggling more into him, tightening her hold on him.

It was somewhat the insecurity in her heart that he will again go away, but he tightened the hold on her and deeply kissed her forehead to assure her....

The End

Date:- 8th January 2022

Today's episode was really heartbreaking. Anubhav's sentence at beginning. Whole episode, Gulki Di's performance, Hassena forwarding her hand towards her abbu. MPT members’ reaction after they got to know about Hassena from Karishma, especially Santosh's.



AnuSeena Shots/Series/ER -by JanescripterWhere stories live. Discover now