Parting ways...

187 35 21
                                    

Pls vote....also...🙏🙏🙏

And here our Samrakhi reached Nagpur...

...

P- To...ab batao tumhara ghar kahaan hai?

Sm- Mujhe pata hota...to kabka chala jata na..!!

P- Buddhimaan ho tum..

Sm- wo to hoon...par..Tum buddhu ho..

P-(smiled)waise mai Soch rahi thi...tumhe police station chod doon...wo ghar pahuncha denge..

Sm- Kyun?nahin...
Accha tumhara ghar kahaan hai?

P- Ab wo mera nahi hai...pata nahi kya ho gaya hoga..!!

Sm- please...dikhao na tumhara ghar kahaan tha...ek baar please..Phir to tum mujhe apne ghar chodke chali jaaogi..

P- ok ok...Jagah yaad karni padegi...bahut saal baad aayi hoon...

(She took him to her house)

(She was having tears in her eyes....recalling her childhood memories....)
P- baba...

Sm- tum ro rahi ho?
Aur yahaan ye office...

P- Obviously...meri family ki hai..naam dekho
...ghar tod diya..office bana di...shayad ghar kahi aur hoga...but ab wo meri family nahi hai..chalo...mai is jagah ko wapis dekhna hi nahi chahti..chalo..

Suddenly...

Sm(wincing in pain)-Pakhi...

P- Kya hua...Samrat...kya..h..hua?

Sm- Mere sar me dard ho raha hai...

P- Shayad bahaar se aaye ho to...

Sm- Nahi...bahut tez dard ho raha hai..
Aankh me bhi..

P- Doctor ke paas chalte hain...chalo!!

(She took him to nearby hospital)

P- Samrat...

(He had fainted)

She told the doctor about his accident and the present day's incident...

Dr- I m sure...apko ye pata hoga ki inki accident ke baad ki memory erase hone ke kaafi chance hain..am I correct?

P- Yes...I know..pata hai

Dr- Treatment chalu hai..but he will get his previous memory...as my experience says...I am sure..

P- hmm...

Dr- He is not in his conscious state...but You can meet him soon...

P- sure...

She went to the nurse...
(Who was with him)

P- actually sister...Mujhe jaana hoga..
Jab inhe hosh aayega...to mat bataiyega ki mai inhe laayi thi... formalities maine puri Karli hai...Inhe ye de dijiyega..
(Gave a band)...just do me a favour..
Aap bas mujhe is no.pe call kar dijiyega(gave the no.).agar wo kisi pakhi ko dhundhe to...and tell me he is fine...Par use mat bataiyega ki mai use laayi hoon...

N- madam.. Mere paas aur bhi kaam hai...

P- Please...zaroori hai..

N- hmm..

P- Apke paas pen aur paper hai.?

N- Yes take it..

P- Thank u..

(She wrote something on the paper and...

P- Ye inhe de dijiyega...

N- Hmm...

P(in mind)- I am sorry Samrat...par agar mai yahaan aur ruko to tumhe chod nahi paaungi...bye...

(Pakhi left...)

Here...

...

After few hours he woke up...

(He had regained his old memories...)

Sm- Aai...

N- Sir...
Acchi baat hai apko hosh aa gaya...
Ap thodi der rest kijiye...!!

Sm- ek minute...
Mujhe yahaan kon laya...?

N- Unhone kuch bataya nahi...koi aurat thi..
Apka bill bhi advanced me unhone clear kar diya...aapke liye kuch diya...
(She gave the letter and band)

Sm(in mind)- Friends forever...
Kon dega aisa band?

N- Sir...

Sm- Yes?
Mujhe jane dijiye...I am fine...

N- aapko unki special request se hi yahaan kabse rakha gaya hai...otherwise we are not allowed..to aap theek hi hai...mai doctor ko bulati hoon...uske baad aap jaa sakte hain..

Sm- Sure...

(He met the doctor)
...
Dr- Feeling better?

Sm- Yes..I am fine now ..

Dr- even I think now u r ok!!

You may go...please take care...

He left...

...
On the other hand...

P- ye to pata tha Samrat ki memory aa jaayegi...par is tarah...

(She got a call)..

P- Hello..

N- Mam...ap jinhe chodke gayi hain...
Unhone Kisi pakhi ka zikr nahi kara...but he's fine..

P- Thank u sister...apne meri baat mani...

N- Ok...most welcome..

She cut the call...

P-(hurt)pata tha...ye to hona tha...use jana hi tha...to chala gaya
Mujhe kyun bura lag raha hai...ab to wahi normal life bitani hai na...maine uske saath itna waqt guzara...ab kya?
Mujhe..kya ho raha hai...Uske bina rehne ka man hi nahi kar raha...shaayad yahi par sab khatam ho jayega..
Par kyun..kuch samajh nahi aa rha..
Hey raam...kya karoon mai?

Thanks for reading this chapter 💓❤️❤️ hope you liked it...
Thanks for all your appreciation 🤗 and support 🤗

 Anjaan Ye RishtaWhere stories live. Discover now