Part 3

1.6K 125 21
                                    

Hm sitting in her cabin, completing her file when she gets a call from ammi.

Hm:- ji ammi kahiye

Ammi:- dekha?

Hm:- kya?

Ammi:- photo

Hm:- kiska?

Ammi sighed:- mera (sarcastically)

Hm:- usme kya dekhne ka hai, aapka photo toh laga hua hai hi wallpaper par.

Ammi:- areee nalayak, mai ladke ki photo ki baat kar rahi hu. Dekha photo? Baat Hui usse? Mili ki nahi?

Hm:- achha voh, nahi ammi abhi tak nahi dekha. Dekh lenge, chinta mat kariye.

Ammi:- kab dekhegi? Buddhi hote Jaa rahi hai din-bar-din.

Hm:- ammi buddhe toh nahi ho rahe hai hum. Abhi tak 30 ke bhi nahi hue.

Ammi:- ha toh 30 ka hone ka wait kar rahi hai kya?

Hm:- 30 me bhi shaadi karsakte hai waise.

Ammi:- haseennnaaa

Hm:- achha achha theek hai. Hum abhi ke abhi dekhte hai, aap phone toh kartiye pehele.

After call, hm checked her messages.

Hm:- yeh photo download kyu nahi ho raha hai. Bahut issue hai connection ka🤦 Chodo photo me kya rakha hai, phone pe baat karlete hai warna ammi chodengi nahi.

Hm:- lekin ek min, unka naam kya hai? Ammi ne bataya toh tha, yaad nahi aa raha par. Ha....kuch Abhinav naam tha. Abhinav Singh, ha yaad aaya.

She called, she was feeling a bit nervous but even she was not knowing the reason behind it.

Hm:- hello...

Man:- ji kahiye

Hm:- aaa....abhinav ji bol rahe hai?

Man:- hi nahi sorryy, wrong number

Hm:- wrong number? Lekin hume toh yahi number Mila hai.

Man:- ek min, aap kon bol rahi hai?

Hm:- hum Haseena Malik bol rahe hai.

Man:- hasee...haseena ji, aap? (Shocked)

Hm:- aap...aap hume jaante hai?

Man:- Hj, hum DSP Anubhav Singh bol rahe hai.

Hm just stood up from her chair in shock, she wasn't able to understand what just happened 😂

Hm:- Jai..jai..hind sir

As:- jai Hind hj, aapke pass humara number kaise aaya?

Hm in flow flow: ammi ne diya...

As:- ha? Par aapki ammi ke pass humara number kaise aaya?

Hm:- voh..voh...raaste par pada hua mila (again in flow, she hit her head with palm)

She was not able to understand how to talk with her senior about marriage. It became hell awkward for her🤷😂

As:- kya?

Hm:- nahi voh actually...voh matlab...humara matlab....

As:- Hj...hj realxx. Kya hogaya hai? Aap realxx kariye aur shaanti se batayie.

Hm sighed:- voh ammi ne aapka number diya tha.....(closed her eyes in embarrassment) sha..shaadi ke liye.

As:- shaadi ke liye? Ek min, aaj maa bol rahi thi ki ek ladki dekha hai. Voh ladki aap hai?

Hm:- ji....

As happiness was on 9th sky...

As:- areeeee wahhhhhhh

Hm:- ji?

As:- aaa...nahi voh humara matlab hai ki achhi baat hai. Aap bhi police wali, hum bhi police wale.....(fumbling)

Hm:- aa... sir voh hume aapse kuch khena tha.

As:- ji kahiye na.

Hm:- sir, asal me hum shaadi nahi karna chahte.

As was hurt to know that she doesn't want to marry him. She wasn't able to understand his feelings.

Hm:- actually, humari ammi chahti hai ki hum shaadi karle, par hum nahi karna chahte. Baat yeh nahi hai ki hum aapse shaadi nahi karna chahte, hum asal me kisi se shaadi nahi karna chahate kisi reason ke wajah se. I am sorryy...

As:- nahi, koi baat nahi Hj. Zahir hai aapki marzi hai. Lekin ek baat pooch sakte hai? Aap shaadi kyu nahi karna chahti?

Hm:- voh... actually...humara past ke kuch reasons hai bas aur kuch nahi.

As:- koi baat nahi Hj, aap shaadi kare na kare isme puri aapki marzi hai. Agar kisi bhi cheez ki ya koi bhi help ki zarurat ho toh zarurat batayegi.

Hm:- ji zarur, thank you.
.
.
.
.
After the call, both were looking at their blank phone screens and sighed.

To Be Continued...

Anuseena: Perfect PeaceWhere stories live. Discover now