Part 5

1.4K 119 22
                                    

Anubhav looked at her room. Everything was so perfect. It's shows how sorted she was in her life and smiled.

Hm:- bethiye na sir.

He sat but she was still standing. They were very comfortable with each other, not so awkward but were confused from where to start with.

As:- Hj, aap khadi kyu hai bethiye na. Apna hi ghar samajhiye.

Both looked at each other and laughed.

Hm sat down, now they were even more comfortable.

As:- waise Hj, aapne toh kaha tha ki aapko shaadi nahi karni....phirrr?

Hm:- vohh...ammi ko aap bahut pasand aaye. Unhone kaha ek baar Milne ke liye toh....

As:- tohhh....aap..kya chahti hai? (looking deeply in her eyes)

Hm:- hum...hume nahi pata. Samaj hi nahi paa rahe hai. Hum nahi ha keh rahe hai nahi na. Hum..hum thoda time chahte hai. I hope you don't mind.

As:- ha bilkul, aapka jo bhi faisla hoga hume manzoor hai. Hum bas aapko itna batana chahte hai ki aapne jo kal hume bataya tha ki aapke past ke wajah se aap shaadi nahi karna chahti. Hume nahi pata aapka past kya hai, aur hum jaana bhi nahi chahte because voh aapka mast hai aur aapki life hai. Filhal hume koi hakk nahi hai. Lekin koi bhi reason ho hume aapka decision manzoor hoga.

Her heart fluttered, he was such a sweet man.

Hm:- lekin aapka kya faisla hai? Aap kya chahte hai? Aapne kaha ki jo hum chahenge voh aapka bhi decision hoga. Aaisa kyu? (slightly fumbling)

As:- Hj...voh...voh...I think..voh...

Hm:- voh kya?

As:- I think...I like you. I really like you.

Hm looked up at him...deeply in his eyes. He was the 2nd person in her life who proposed her wholeheartedly. Butttt..... according to haseena, maybe he is the 1st one who really loved her. Let's see.....

As:- itsok, hume iska koi reply nahi chahiye. I understand.

As:- chale neeche? Maa aur aunty wait kar rahe honge.

Hm:- ji...they both got up.

They were about to leave but...

Hm:- anubhav sir

As:- ji?

Hm sighed:- jis din hume yakeen hoga na ki aap sahi hai ya hume lagega hum bata sakte hai. Uss din hum khud aapke pass aake confess karenge aur zarur aapko sab sach batayenge. Waada karte hai.

As smiled and nodded: waise aap hume Anubhav bula sakti hai off-duty.

Hm:- theek hai, toh hum aaise aapko Anubhav ji bulayenge....

Both laughed and went down. They were really happy. Maa and Ammi looked at each other and smiled looking at them happy together.

Maa:- hogayi baat?

As:- ji maa.

Maa:- toh batao, tum dono ka kya faisla hai? Anubhav tu bata?

As:- aa...maa..Haseena ji ka ko bhi faisla hoga hume manzoor hai.

Maa raised her eyebrows. She was shocked and scared if his son 'THE GREAT ANUBHAV SINGH' was sitting beside her who always listens to himself or some Ghayal ashiqui Anubhav was sitting beside her who is saying that he will agree with Haseena's decision.

Ammi:- haseena, tera kya faisla hai?

Hm:- ammi, aunty. Hume thoda time chahiye. Hum na nahi keh rahe hai. Bus thoda time chahte hai.

Ammi smiled. Haseena always rejected people immediately. But for the first time and for the first boy she didn't reject.

Maa:- ha ha bilkul. Aur waise bhi agar tu time ke liye nahi bhi bolti toh bhi mai tujhe bolti ki thoda time lele aur samaj le iss nalayak ko. Isko jhelna aasan nahi hai😂

All laughed while As frowned. Hm smiled at his cuteness.

Ammi:- haseena bhi kam nahi hai. Bahut nakhre hai madam ke😂

Maa:- lekin hume toh haseena bahut pasand aayi.

Hm:- thank you aunty.

Maa:- aunty nahi, tum mujhe maa bula sakti ho. Issiliye nahi kyunki tum shayad mer bahu ban jaao. Agar tumhari na bhi hui toh bhi tum mujhe maa bula sakti ho. Tum meri liye meri beti jaisi ho.

Ammi:- ha anubhav. Tum bhi mujhe ammi hi bulana aaj se.

Haseena/Anubhav:- ji maa/ammi

Both smiled...they got one more mother today. Both the mothers were happy...Haseena and Anubhav smiled looking at them.  

Anuseena: Perfect PeaceWhere stories live. Discover now