Part 13

1.3K 114 27
                                    

Short update
.
.
.
As:- theek hai phir aap log chaliye bahar. Santosh tum haseena ji ke saath ruko 2 min, hum aate hai.

All went outside..

Ab:- dekha.. Haseena aaj bhi mujhse pyaar karti hai (smirks)

As:- shayad tumne nahi dekha, Haseena ji ka memory loss hua hai. Voh kuch saal peeche chali gayi hai. Bahut jald unki yaadash wapas aajayegi phir dekhna.

Ab:- yaadash aa toh jayegi, lekin tabtak Haseena meri wife hai. Mai uske yaadash waapis aane tak uska bharosa phir Jeet lunga. Phir dekhte hai, Haseena kiski hoti hai.

As:- dekhte hai (challenging him) Lekin jab tak Haseena theek nahi ho jaati puri tarah se tab tak tum jitna hosake Haseena se utna door rahoge. Unke hisab se tum unke pati ho, toh jab tak voh theek nahi hoti, tum humare ghar me rukoge aur Haseena bhi. Aur phir dekhenge.

Ks:- bhaiya?

Ab:- manzoor hai.

Ammi:- anubhav?

As:- tum jaao, bahar wait karo. Yeh log bhi aajayenge.

Ab looked at everyone who was staring at him and left.

Maa:- Anubhav yeh kya hai? Tune usse Ghar me hi rehene ko bol diya?

Ks:- bhaiya yeh kya tha?

As:- dekhiye aap sab, humne Jo kya hai soch samaj kar kiya hai. Hum jaante hai hum kya kar rahe hai. Agar Aditya rahega aur hum sab saath rahenge, toh shayad Haseena ji ko kuch yaad aajaye aur jaldi theek hojaye voh. (He said blankly looking at everyone)

Ks:- aur agar maddam sir ne sach me usse maaf kardiya toh? (She said tensed)

As:- toh Haseena ji ka jo faisla hume voh khushi khushi manzoor hoga. Hum unki khushi se hi khush hai. Aur agar voh Aditya ke saath khush hai, toh hum bhi khush hai (he said weekly with a smile).

Maa:- par Anubhav

As:- maa, ammi, behna, aap sablog bholenath par bharosa rakhiye. Jo hoga, achha hi hoga (smiles)

Ammi:- theek hai Anubhav, tum keh rahe ho toh theek hai. Hum chalte hai, Haseena ka dhyaan rakhna tum dono aur khud ka bhi.

Ks:- ji ammi, aap chinta mat kariye.

All left, Ks and As went inside.

As:- Haseena ji aap sojayie. Hum aur behna sofe pe sojayenge.

Hm:- Anubhav voh.. umm.. i hope you don't mind calling you Anubhav

As:- ofcourse not (gazing her like a teenager boy who is looking and slightly blushing in front of his crush)

Ks:- ahem...ahem

As:- humara matlab hai aap jo chahe hume bula sakti hai.

Hm:- toh hum keh rahe the ki hume neend nahi aa rahi hai. Aur hospital thoda ajeeb bhi lah raha hai. Toh abhi filhal hum nahi Sona chahte, bore bhi bahut ho rahe hai.

As:- ha toh theek hai na, jab tak aapko neend nahi aati hum aapse kuch baate karte hai. Aur behna aap jaakar sofa par sojayie.

Ks:- toh hum bhi baate karte hai na aaplogo ke... (She stopped when she looked at As with puppy eyes, pleading her to sleep on couch so that he can spend time with her.)

Ks:- lekin hume neend bhi bahut aa rahi hai, hum sojate hai. Aaplog baate kariye.

Hm:- achha theek hai

Ks slept while As and Hm were enjoying time with each other.

Hm:- waise hume yaad nahi aa raha hai, aap pls bataye na ki hum kaise mile the?

As:- aap MPT ki SHO thi, aur hum naye DSP the. Hum thane me mile, dheere dheere baate Hui aur bahut achhe dost ban gaye.

Hm:- aur aapki shaadi hogayi?

As:- koi mili hi nahi (looking at her)

Hm:- aaise kaise? Aap itne achhe post par hai, handsome hai aur sabse important itne achhe insaan hai. Aaise kaise koi nahi mili. Aap chinta mat kariye, hum dhundenge aapke liye ladki (smiling)

As:- lad..ladki? Na..nahi haseena ji uski ki zarurat nahi hai. Hum single hi theek hai.

Hm:- achha theek hai (sadly), par kabhi bhi Mann ho shaadi ka toh hume zarur batayega (excited)

As:- ji ji, zarur zarur. Abb aap sojayie bahut raat hogayi hai. Hum bhi behna ke saath sofe pe sote hai. Raat bhi bahut hogayi hai. Kuch bhi chahiye hoga toh bas ek aawaz laga dijiyega. 

Hm:- ji theek hai, good night (smilingly)

As:- good night (smiled) 
.
.
.
.
.
Part 14 will be out soon. I guess now only 5-7 parts are left.

Anuseena: Perfect PeaceWhere stories live. Discover now