Part 10

1.1K 107 16
                                    

Hm opened her eyes, it was dark. But before Haseena could say lights were on.

"Happy Birthday Haseena"

She was shocked, ammi, maa, Karishma, Anubhav, whole mpt and her few close friends were there.

Hm surprised:- yeh sab kya hai?

Ks:- aapka birthday

As:- aur issiliye humne aapke liye yeh plan Kiya hai

Ammi:- bhool gayi thi na tu? Ki Tera bd hai?

Hm chucked slightly:- haa...hum toh bhool hi Gaye the, thank you

Maa:- thank you ke sahi hakdaar hai Karishma aur Anubhav. Pura plan yeh dono ne milkar banaya hai.

Hm with slight tears happily:- thankyou (hugged both of them together happily) 

Hm whispered slightly:- I love you both

Anushma:- We love you tooo (and hugged her more tightly)

Anubhav:- cake cut kare abb?

Hm:- ha bilkul

She cut the cake, all were having fun when Haseena's phone rang. She was about to go  out to attend the call when Anubhav stopped her.

As:- haseena kaha Jaa rahi hai aap?

Hm:- voh phone aa raha hai kisi unknown number se. Yaha aawaz bahut hai toh hum bahar ja rahe the.

As:- achha chaliye hum bhi chalte hai.

Hm:- aap enjoy kariye na sabke saath, hum aate hai.

And she left... As:- aree par...

As:- ajeeb sa kyu lag raha hai, jaise kuch galat hone wala hai. Chale hi jaate hai Haseena ke pass.

On call
Haseena:- hello?

Man:- Haseena Malikkkk

Hm:- kon?

Man:- tumhari maut

Just then As came out and saw Haseena a bit far. He was about to call her...whennn
.
.
.
.
.
.
.
.
Someone from far shot Haseena...

As:- HASEENAAAA

All came out hearing the voice and was shocked to see Haseena, lying in blood pool. All shouted and went towards her, while Karishma noticed the man who shot her.

She removed her gun, and shot directly on his head angrily.

Ammi:- hase...haseena (crying)

Anubhav:- ammi..ammi, shaant hojayie. Haseena ji saas le paa rahi hai. Inhe jaldi hospital leke chalna hoga.

Karishma:- cheeta jaldi gaari nikalo.
.
.
.
.
As:- doctor pls Hj ko theek kardijiye

Dr:- ji hum puri koshish karenge, aap sab log pls bahar wait kariye.

Anushma wasn't showing, but they were very scared for Haseena and angry on the person who made this condition of Haseena.

Ks:- Amma hume toh samaj nahi aa raha hai kon topa insaan ne Maddam Sir ki yeh halat ki hai, uska toh hum voh haal karenge ki ekoi baat bolega.. daroga ji dekhe toh bahut magar tumsa na dekha.. (anger was visible in her eyes)

As:- zarur hj ka koi purana dushman hoga, jisne aaisi harkat ki. Zinda nahi bachega voh humse.. (he too was fuming in anger)

Ammi:- hum..hume..hume toh samaj hi nahi aa raha hai... Ki kya yeh kya hogaya...kisne maari hogi voh..voh..goli (crying)

Maa:- shaant hojayie Salma ji, sab theek hojayega. Kuch nahi hoga Haseena ko.

Ps:- ha pushpa ji, bharosa rakhiye bholenath par, voh sab theek kardenge.

Ss:- Karishma madam, dsp sir... Cheeta aur Billu ji gaye hai dekhne aur pata lagane ki voh goli kisne maari hai.

As:- Santosh Sharma kuch bhi pata chale toh batayega.

Ks:- hum bhi apna network tez karte hai.

As:- aur hum bhi apne khabri ko kaam pe lagate hai. Tab tak maa, ammi aur pushpa ji aap log Ghar jaake aaram kariye.

Ammi:- na..nahi hum..hum kahi nahi jaayenge...haseena ko chod ke nahi jaayenge.

Maa:- anubhav kaisi baate kar raha hai, Yaha haseena ki yeh haalat hai hum Ghar jaake aaram kare?

As:- maa samajne ki koshish kariye, aadhi raat hoagyi hai aur zaada log ruk bhi nahi sakte hospital me. Aaplog jaaiye, hum sab hai haseena ke saath. Kuch nahi hone denge unhe.

As sighed and went to ammi and held her hands.

"Ammi, aap bilkul chinta mat kariye. Kuch nahi hoga haseena ko. Hum hai uske saath, aaise kaise kuch hone denge unhe. Voh theek hojayrngi aur bahut jald hongi. Unhone humse waada kiya hai ki voh humesha humare saath rahengi, aur (chuckled slightly with tears) humari shaadi bhi honi baaki hai (all laughed having tears) kuch nahi hoga unhe. Aap bharosa rakhiye, aur aaram se jaaye. Hum hai yaha, koi bhi zarurat hogi toh aapko zarur call karenge...hmm?"

Ammi:- theek hai, hum jaate hai, par kuch bhi zarurat ho toh hume call karna. Aur haseena ko hosh aaye toh batana.

As:- ji bilkul ammi (smiled slightly)

Ks:- Santosh, tum chod do teeno ko.

Ammi:- hum bathroom se aate hai, phir chalenge.

Maa:- ji theek hai, hum yahi wait karte hai.

Ammi went to washroom till then nurse came.

As:- nurse kya hua, Hj theek hai na?

Nurse:- dekhiye abhi hum kuch keh nahi sakte. Doctor operation kar rahe hai, aap tab tak pls admission form bhar dijiye.

As:- ji ji bilkul

As turned to go when he collided with a man...
.
.
.
.
Precap:- abb aaya na main twist.... Once again just wait and watch😎😜 (sorry maarna mat😂)

Anuseena: Perfect PeaceWhere stories live. Discover now