Part 9

1.1K 103 14
                                    

As:- kon hai voh?

Hm:- batade?

As:- batayie

Hm:- uska naam hai..... ANUBHAV SINGH (with a small cute smile)

As:- achha...ha? ...kya...kya kaha aapne?

Hm:- Hummm... Anubhav Singh se pyaar karte haiiii

As fumbling:- An.. anubhav Singh... matlab hum?

Hm with a cute frown:- toh aur kon hoga?

Anubhav's happiness was on 9th Sky, he was not understanding how to digest this... He gave her a bone crashing hug... She too hugged him back tightly.

They were hugging each other, when Haseena's phone rang. They seperated and blushed slightly.

Hm:- ji..ji ammi

Ammi:- Haseena, kidhar hai tu? Mai thane aayi thi tujhse milne. Kaha hai?

Hm:- voh..ammi hum Anubhav ji ke saath bahar hai.

Ammi smiled:- Anubhav ke saath?

Hm:- Ji... Par aapko koi kaam tha kya? Hum aate hai thane..

Ammi:- nahi..nahi..nahi..nahi... Tu..tu kar jo kar rahi hai. Mai bas aaise hi aayi thi.

Hm:- achha...theek hai ammi.

Ammi:- enjoyyy.... (And she cut the phone)

Hm blushed slightly as she understood what ammi meant.

As:- kya hua?

Hm:- nahi kuch nahi, bas aaise hi. Chale hum log?

As:- ha bilkul...

They left from there, whole way in car they were enjoying talking with each other. Everyday after duty, they met each other. Sometimes had a long drive, went together to have street food or had a coffee enjoying each others presence. 2 months passed, and now they were madly in love with each other. Haseena also moved on from her past...
.
.
.
It was Haseena's birthday tomorrow, Anubhav and Karishma had planned an amazing suprise for her.

Ks:- bhaiya humne kaha na hum jaayenge bhabhi ko lene.

As:- ji nahi hum jaayenge voh humari priye hai.

Ks:- Ha toh humari bhi bhabhi hai.

As:- agar humari priye nahi hoti toh aapki bhabhi bhi nahi hoti.

Ks:- toh bhi chalta, kyunki voh humari bhabhi se pehle humari dost hai.

As:- par haseena humse zaada pyaar karti hai.

Ks:- yeh aapki bahut badi galatfehmi hai. Voh humse zaada pyaar karti thi, hai aur rahegi.

As:- behna abb aap humare aur Haseena ke beech aa rahi hai.

Ks:- beech me toh aap aaye hai, bhabhi humse mili thi pehle, beech me aap aake apna topa giri shuru kardiye.

As:- hume kya topa giri shuru ki?

Ks:- bhabhi ko apne pyaar ke jaal pe phasa liya. Hume toh samaj nahi aata hai bhabhi ko aapme aaisa kya dikh gaya ki pyaar hogaya.

As:- hume toh samaj nahi aata hai ki jijaji ko aapme kya dikh gaya? Pushpa ji sahi kehti hai, ekdam bhari hui bandook hai aap..

Ks:- dekhiye bhaiya....

As:- behna aap kitna daat ti hai hume.... Bachhe ki jaan lengi kya abb? (With a cute frown)

Ks:- bachha? Kon bachha? Yeh 6 foot ka bachha dekha hai kahi? Dekhiye bhaiya, bhabhi ko hum laayenge kal. Aur yeh final hai.

As with a cute frown: par hume laana tha unhe.

Ks smiled and hugged him cutely:- plssss bhaiyyaaaaa

As:- ha ha theek hai theek hai, le aana Tum. Hum baaki taiyaari kar lenge.

Ks:- thank youuuu (kissed his cheek)

And later they started planning more about tomorrow's suprise.
.
.
.
.
Hm:- Ks, kidhar jaa rahe hai hum? Kuch toh bataye (looking at Ks who is driving)

Ks:- pata chal jaayega, lekin pehle aap yeh Patti lagayiye aankh par.

Hm:- kyu?

Ks:- lagayie warna aap rasta samaj jaayegi. Pls na maddam sir (cutely)

Hm:- achha achha theek hai.

They reached, and Ks helped Hm to walk.

Ks:- hum Patti khol rahe hai, aap dheere dheere apni aankhein kholiye.

Hm opened her eyes, it was dark. But before Haseena could say lights were on.

"Happy Birthday Haseena"
.
.
.
.
Precap:- story ka main khatarnak twist😂

Anuseena: Perfect PeaceWhere stories live. Discover now