Chapter 40: PYAAR KA IZHAAR KAWA KAR MAANEGI

5.1K 703 184
                                    

 "Aapke stupid alarm ki wajah se meri aankh bhi khul gaye !" groans, rubbing pretty orbs lazily stretches arms then proceeds to adore her husband "babe I have to leave for an important meeting dekh tune kya kardiya meri shirt ko is tarah subah uth kar kaun milta hai ?" scolds, distancing himself. 

"Lovers milte hain aap bhi na sidharth bade unromantic pati ho hug karne ke bajaye shirt ko roh rahe ho acha ek baat batao sadu mode on sirf mere wajah se hota haina neha ke saath toh aap full on enjoy karte thai na, maine picture dekhe thi na jahan aap ne usko bade pyaar se pakda huwa hai" she taunts on his rudeness "yeh akadna mere liye rakha hai" hurtfully, eyed him. 

"Bakwaas mat kar aisa kuch nahin hai faltu mein pictures ko yaad karke khud ko aur mujh ko takleef mat pohancha" cleared, she held him "aap mere saath distance na rakho normally behave karo" demanded. 

"Normal behave kar raha hoon shehnaaz problem tujhe horahe hai, na jaane hamare situation ko past se kyun compare kar rahe hai, sweetheart I hate her ek waqt mein closeness thi kyunke main chahta tha usko .." cupped face, she became upset "mere mohabbat ko qabool karne ka kya lainge ?" directly, his eyes widen "I don't love you" rudely spat, looking away, without meeting her gaze "jhoot agar aap meri aankhaun mein dekhkar bolte na toh shayed main yakeen kar bhi laite .." emotionally, spoke "sach hai, jitna jaldi qabool karoge utne kum takleef hoge" his word stab like a knife yet she maintains smile. 

"It's better than accepting your hurtful words !" she walks inside bathroom as soon as door shuts broke down feeling stupid and believing sidharth will love her when his sharp words only tend to demotivate her "kaise ehsaas dilwaun, jabke sidharth baar baar meri umeedaun ko apne bataun se tod rahe hain ?" 

"Kyun sidharth, neha aur abhay ki betrayal ki sazah aap khud ko aur mujh ko kaise de sakte hain, jab woh dono khush reh sakte hain phir hum kyun nahi ? your rigidness is constantly breaking me .. I am already losing hope main aap ki bataun mein akar haar nahi maan sakte bohut jald aapko ehsaas dilwa kar rahunge ke jitna pyaar main aap se karte hoon na us se kahin zayada mujhse aap karte ho .. hayeee sidharth .. maine aap se khoob saare badle laine hain" 

"Uff kitne ziddi ladke hai, PYAAR KA IZHAAR KARWA KAR MAANEGI jitne bhi koshish kar raha hoon na sab ki sab waste jarahe hain ... aakhir kab tak main denial mein rahunga aur usko jaan kar apne bataun se hurt karunga none of my tricks are working, she's hell bent on convincing me, na mera attitude na mere rudeness kuch bhi kaam nahi araha aisa lag raha hai jaise shehnaaz ko pehle se bhi zayada strength milte hai to make me realise my feelings" grins, her love is purely innocent snaps back on receiving an important call from a client regarding kidnapping case which involves mafia. 

"Relax mr kapoor, I will request your security to be increased, stress kyun le rahe ho bohut jald aapke beti ko insaaf milega" assured his anxious client a call from a group of mafia leader terrified him. 

"Pakka na, threat calls arahe hain !" mr kapoor informs, infuriating sidharth. 

"Aisa chalta raha toh majboore mein akar humko case wapis laina padega" boiling his blood, such worse scenarios usually occurs during a dangerous case hence took a deep breath to calm himself down. 

"Dekhiye threat calls mujhe bhi aye hain lekin trust me, trick hote hai mafia walo ki jisko istemaal karke strong cases khatum karwa daite hain chahe ... kuch bhi hojaye peeche hatne ka soch na bhi mat almost saare proofs hain" explains their shameless moves "aap ne haar nahi maan ne" he agreed. 

"Threat call ka kya karun ?" helplessly, questioned. 

"Don't worry, police will look into the matter !" disconnects, she heard every piece of information after stepping out of bathroom "kya huwa ?" asks, deep down control herself from panicking she is getting negative intuitions "work emergency I will have to leave .." stops him "main bhi chalunge" cleared. 

The CONTRACT MARRIAGE (COMPLETED) Where stories live. Discover now