Sukh/Santhosh/Aanandh

1.1K 37 11
                                    

Aapko patha...sukh,Santhosh,Aanandh ye theen same nahi hai ....sabhi words ek jaise lagne lagthi hai par hai nahi..
.
.
.
Sukh termed as sukham(in telugu).for example:Winter ka time hai..aur hum chaadhar odke ache se so gaye...bahuth mushkil se alarm bandh karke utne waale ho fir patha chaltha hai ki aaj sunday hai..mathlab aap thodi dher aur rest kar sakthe ho...jab aap firse chaadhar odke so jaathe hai ..baahar thand hai aur aapko warmth mil raha hai..iss samay jo feeling hai usse sukh bol sakthe hai..
.
.
.
.
Santhosh(santhosham in telugu)..Santhosh aapko milthai hai par woh jyaada dher thak tikthi nahi sirf seconds ya minutes thak hothi hai..example..aap bahuth sundhar ready huye ho..aur kisine aapki thareef karli ..jab jo kuch minto ya seconds ke liye muskuraahat aathi hai chehre pe..woh santhosh hai..a kind of happiness.
.
.
.
.
Aanandh(Aanandham) ...jab hum dhoosro ki madhadh karthe hai..for example..aapne apni tiffin box ko kayi bi sadak pe  kisi bi beghar  bhooke insaan ko dhoge..jab jo happiness milthi hai usse aanandh bolthe hai...unka pet aapki wajah se bhara hai..aaone kisiki madhad ki hai...ye hapoiness jo hai woh years thak rehthi hai dil ki..ek alag hi khushi milthi hai..hai na?
.
.
.
.
Real life mein ye theen same lagthi hai...par difference hai ♡.
.
.
.
Kuch nayaa jaannne ko mila hai tho comment kardho..kuch galthi hogyi tho maaf kardho♡
.
Love Nikki♡

Raja Rani♡ Sidnaaz(completed)Where stories live. Discover now