Studying

853 91 21
                                    

A charming boy is shown with sleepy eyes and messy hair was studying a book keeping his head in the lap of a girl who herself was studying. Beautifully kohled eyes, hairs tied in a ponytail. Back end of the pen in her mouth.

Boy: Hasi yaar me thak gaya. Bas na yaar. Ab aur nahi padha ja raha. Pass to ho hi jaunga na itne me.

Girl: Ani dekh mera dimag ghuma mat. Chup chap syllabus complete kar. Agar syllabus complete nahi hua to phir se baba se tujhe daat padegi.

Yes the girl and boy were our beloved Anuseena urf Anubhav and Haseena.

Anubhav turned his face and sat up. His eyes clearly showing the sleep in them.

AS: Dekh Hasi agar me ab aur padha na to baba ka to pata nahi lekin me behosh zarur ho jaunga.

Haseena's heart melted at his sleepy voice.
HM: Fine ek kaam kar tu so ja. Me do ghante baad tujhe utha dungi. Phir bacha hua padh lena.

Anubhav smiled widely and nodded. He kissed Haseena's cheeks ans hus head fell on the pillow. As soon as he closed his eyes he fell into deep slumber. Haseena looked at him and chuckled.

HM: College me final year me aa gaya he lekin harkate dekhi he iski. Baccha ka baccha hi he. Pata nahi kab bada hoga.

Just then a lady entered the room with two coffee mugs in her hand.

Lady: Tumne hi bigada he ise. Aalsi bana diya he ise. Har kaam to isma tum kar deti ho.

Haseena looked at the lady and smiled.

HM: Kya maa. Ani aalsi nahi he.

Maa: Ha tere samne kese tere Ani ki burai kar sakta he koi. Accha sun Noor ka phone aaya tha. Keh rahi thi ki tera phone band aa raha he. Wo dono kal wapis aa rahe he.

Haseena's face lit up.
HM: Ammi aur Abbu aa rahi he kal.

Maa smiled seeing the glow on her face.
She forwarded a cup towards her and took a sip from other.

HM: Maa aap itni raat kk coffee kyu pi rahe ho. Neend nahi aayengi na phir.

Maa: Layi to is shehzade ke liye thi dusra cup lekin dekha to ye to mast fel ke so raha he. To socha aaj apni beti ke sath beth ke coffee ka luft uthau.

Haseena chuckled.
HM: Luft nahi lutf hota he maa. Aap lyu urdu bolne ka try karti ho.

Maa : Kya karu Noor to ekdum shudh hindi sikh gayi apne is rajkumar Anu ke liye. Ab apni pari ke liye me urdu sikh rahi hu.

Haseena smiled. After finishing her coffee she put her head in Maa's lap. Maa smiled and kissed her forehead.

HM: Maa pata he me na bohot khush hu ki Ammi Abbu wapis aa rahe he. Lekin roz raat ko ab aapke sath dhero baate karna, baba ka roz aapse chup kar mujhe ice cream khilane le jana bohot miss karungi.

Maa: Jyada senti nahi ho gayi tu. Agli gali me ghar he tera. Aur Dev ji ( Anubhav's father) to tum kahi bhi raho tumhe hum sabse chupa ke leke hi jayenge roj ice cream khilane.

Haseena smiled. After some time Haseena got up from her lap.

HM: Maa ab aap so jao warna baba mujhe hi bolenge ki unki Rekha ji ko kidnap kar liya mene.

Maa hit her forehead making her chuckle. She stood up.
Maa: Tayari kesi he kal ke exam ki.

HM: Maa mera to sab ho gaya aur Anu ka bhi almost syllabus ho hi gaya he. Bas wo uthega to last chapter bach raha he wo padha dungi use.

Maa smiled and left the room but not before kissing her forehead. After Maa left Haseena looked at Anubhav whi was sleeping peacefully with a bright smile on his face. She smiled and moved her hand hand in his hair widening his smile.

Best Friends Or More 2 ❤❤Where stories live. Discover now