Further studies

675 99 20
                                    

After their exam Anubhav came near Haseena to see her talking with her friends. He ran and hug her tightly. He picked her up and started dancing with her in his arms.

AS: Hasi itna accha paper hua. Sab teri wajah se. Thank you meri jaan.

Haseena smiled widely. But she got conscious when she saw everyone looking at them. She broke the hug. He put her down but held her hand. Haseena bid bye to her friends and exited the college with Anubhav.

They sat on Anubhav's bike. Haseena wrapped her hands around him.

AS: Hasi I can't believe finally hamara college khatam hua. You know me aaj itna khush hu.

Haseena smiled seeing him. She put her head on his back and closed her eyes. He looked in the mirror and smiled. He increased his speed causing her grip to tighten around him.

Haseena hit his back.
HN: Ani yaar dheere chala na. Aaj college khatam hua he meri jeene ki iccha nahi.

Anubhav laughed.
HM: Aur wese wo kya harkat thi. Sabke samne ese utha liya tune mujhe. Sab kya soch rahe honge.

AS: Munge koi aur kya sochta he na to usse kabhi farak oada he aur na hi kabhi padega. Meri life me bas 5 log hi mayne rakhte he. Maa, baba, ammi, abbu aur tu. Tum sab hi meri jindagi ho.

HM teasingly: Aur jab koi ladki aayi to.

AS: Kabhi aayegi hi nahi. Meri life itni sahi he me kyu ise kharab karunga.

HM: Are lekin ek life partner to chahiye na.

AS: Tu he na.

Haseena looked at him shocked. He chuckled seeing her reaction.
AS: Are meri jaan mera matlab he dekh tu meri best friend he meri crime partner aur tu mere sath meri puri life rehne wali he to huyi na tu meri life partner.

Haseena chuckled hearing his logic. She again wrapped her hands around him and enjoyed the rest of the journey hearing his non stop talks.

They entered Anubhav's house to see Ammi and Abbu sitting there along with Maa and Baba chatting.

Anubhav and Haseena ran and hugged Ammi and Abbu. All of them smiled. After a long hug.

AS: Kya Abbu itne dino ke liye koyi jata he kya? Sach me Ammi is baar to aap dono jaise hum sabko bhul hi gaye the.

Ammi: Is room me jitne log he na wo sab hi mere jeene ki wajah he. Yaha kisi ko bhulna matlab jaan chali jana.

Maa smiled.

Abbu: Accha ye sab choddo aur ye batao paper kesa hua?

Baba: Meri rajkumari ka to accha hi hua higa. Is nalayak ka pucho.

Haseena chuckled.
AS: Kya baba aap bhi. Mera paper bhi bohot accha hua he.

Maa: Chalo isi baat pe mithai khani to banti he.

Baba : Ha ha jarur.

Maa gave each piece everyone but Haseena snatched Baba's piece.

HM: Baba aapko kya lagta he aapki health report aap chipa lenge to hume nahi milengi. Aapke doctor se mene sari reports apne phone par send karne ko bola he har baar. To is baar jo sugar level aapka meter phad ke bahar nikla he na use ab control karna he. To ab agle ek mahine tak no meetha. Aur roz aapko karele ka juice peena padega.

Baba looked at Abbu who was laughing.

Baba: Kesa dost he tu. Yaha mujhe karele ka juice peene ka order aa gaya he aur tu he ki.

Abbu: To ab galti bhi to teri hi he. Me isliye hi to helath ka dhyan rakhta hu taki Hasi ke strict rules ko follow nahi karna pade.

Baba glared him.
Baba: Hasi meri bacchi me to ekdum fit hu. Wo to machine hi kharab thi.

Best Friends Or More 2 ❤❤Where stories live. Discover now