Anniversary planning

679 110 18
                                    

After shopping Anuseena were sitting in a park near to their house. Anubhav's head was on her lap and his eyes were closed.

HM: Ani.

AS: Hmm.

HM: Maa aur baba ki anniversary aane wali he. Aur ye unki 30th anniversary he to kuch special karte he na.

Anubhav opened his eyes.
AS: Special matlab?

HM: Matlab agar humne un logo ko party ka bola to wo to ek badi si party rakh denge jisme saare business se related log hi aayenge. Us party me na to wo maze kar payenge aur na hi hum jese unki 25th anniversary par hua tha. To kuch alag karte he.

AS: Baat to sahi he teri. Agar tu nahi hoti us party me mere sath to pakka me so jaata kyuki Maa baba ke sath sath Ammi aur Abbu bhi busy the. Tere pass koi idea he?

HM: Idea to he lekin pata nahi accha he ya nahi.

AS: Bata to sahi.

HM: Lucknow ke pass me hi thodi dur ek camping site he ek lake ke pass. Keval hum sab waha chalte he. Tu aur me saare arrangements kar lenge aur Maa Baba ko surprise denge. Maa ko wese bhi nature ke pass rehna bohot pasand he. To isi bahane hum sab enjoy bhi kar lenge aur sabko har chiz se break mil jayega aur even me bhi sabke sath time spend kar lungi jo itne saal me mene khoya he.

AS: Idea to bohot accha he lekin unhe bina bataye waha kese le jayenge?

HM : Wo kaam Ammi aur Abbu kar lenge.

Anubhav chuckled.
AS: Matlab Ammi aur Abbu ki bhayankar acting dekhni padegi.

Haseena giggled.
HM: Ab chale?

AS: Thodi der ruk ja na. Kitna sukoon mil raha he.

Haseena smiled and nodded. Anubhav held Haseena's hand and guided it towards his hairs. She smiled seeing his antics and started moving her fingers in his hair bringing a feeling of peace on his face.

Their moment was disturbed by a voice.

Voice: Haseena.

Anubhav opened his eyes hearing the voice and frowned seeing the person standing there. He looked at Haseena who smiled seeing the person.

HM: Adi.

Aditya came forward to hug her. Haseena tried making Anubhav get up from her lap but he glared her making her chuckle inwardly as she knew how much he disliked Aditya. Aditya saw this.

Adi: To Anubhav tum abhi bhi mujhse chidte ho.

Anubhav glared him.
AS: Meri Hasi ko propose kiya tha tumne. Aur usne saaf mana kar diya tha to bhi tumme use bola ki em baar boyfriend bana lo agar pasand na aau to break up kar lena. Jabki college me sab jante the ki Hasi ne jo keh diya me use pura karne ke liye kuch bhi kar sakta hu.

Aditya looked at Haseena who shrugged her shoulders.
Adi: Anubhav maharaj mene us chiz ke liye Haseena se kayi baar maafi maang li he. Mujhe samajhna chahiye tha jab Haseena ne mujhe kaha tha ki use abhi keval apne career par focus karna he. Me use kabhi force nahi karunga.

HM: Ani Adi sahi keh raha he. Isne bohot baar mujhse maafi maang li he. Ab ise maaf kar de.

Anubhav got up from her lap.
AS: Keval Hasi bol rahi he isliye maaf kar raha hu.

Aditya smiled and nodded. Finally Haseena got up and hugged Aditya bringing a frown on Anubhav's face. Aditya sat down with them causing the frown to grow bigger. Aditya was Haseena's friend. She had a lot of friends in college while he didn't talked to anyone except her.

Adi: Tu London se wapis kab aayi?

HM: Bas kuch din hi huye he.

Adi: To batati to sahi. Sab log tujhe kitna yaad kar rahe he.

HM: Me batane hi wali thi lekin office join karna aur is sab me itni busy ho gayi ki yaad hi nahi raha. Accha tu ye bata koi mili tujhe?

Aditya looked in her eyes deeply.
Adi: Tune ha kaha hi nahi aur tere alawa koi acchi lagi hi nahi.

Hearing this Anubhav felt his blood rising to his eyes. How dare he flirted with Haseena. He fisted his hand to control his anger. He looked at Haseena who was looking at Aditya. He felt a fear unknown to him seeing her looking at Aditya. He closed his eyes.
HM: Adi tu nahi sudhrega. Abhi bhi flirt karta he. Sharam kar le.

Both Aditya and Haseena looked at each other and bursted out laughing. Anubhav opened his eyes hearing them laughing.

AS: Hasi ye phirse tere sath flirt kar raha he. Me ise chodunga nahi.

Haseena held his hand.
HM: Ani Adi bas mazak kar raha he.

Adi: Ha Anubhav me ab Haseena ko us nazar se nahi dekhta. Wo bas ek attraction tha.

HM: In fact Adi ab ek married man he.

Anubhav felt a wave of relief flow through his body hearing this. They talked for an hour before Aditya got a call from his wife and he had to leave. Even Anubhav talked with him and understood he was not a bad person.

After Aditya left Anuseena too decided to leave.

In car
HM: Ani tu jyada protective nahi ho raha. Matlab Adi ne bas majak kiya tha aur tu usko maarne wala tha.

AS: Hasi mujhe nahi pasand koi tere sath flirt kare ya tere pass bhi aaye.

HM: Aur jab meri life me koi aa jayega to kya karega tu? Aur teri wife aa jayegi aur agar tu meri taraf itna hi possesive raha to wo jealous hogi aur tujhe belan aur jhadu se maregi jo alag.

Anubhav looked at her for a second before diverting his gaze towards the road again.
AS: Me kabhi shadi hi nahi karunga. Aur agar tujhe karni he to me us ladke se pehle se hi keh dunga ki pehla hak tere upar mera he. Usko agar humse problem huyi to tu use reject kar dena.

Haseena chuckled. She pulled his cheeks lightly making him frown.
HM: Mere idiot meri life me teri importance hamesha sabse upar thi aur sabse upar hi rahegi. Aur rahi baat shaadi ki to mujhe bhi koi interest nahi he shadi wadi me. Puri family ko chodd ke jane se accha he me shadi hi na karu.

Anubhav smiled.
AS: Wese ek baat bata tujhe kabhi koi pasand nahi aaya kya. Dekh yaha ka to mujhe pata he lekin kya pata tujhe London me koi pasand aa gaya ho.

Haseena's expression suddenly turned serious hearing him. He noticed the change in her expression and felt a dip in his heart. Haseena looked at him seriously.

HM: Ani ek ladka tha London me.

Best Friends Or More 2 ❤❤Where stories live. Discover now