Chapter 10

2.1K 91 1
                                    

As soon as Sanyukta reached her home, her parents bombarded her by all sorts of questions. Renuka had telephoned Anju and expressed her desire, and the only solution to the prevailing problem, to get Randhir and Sanyukta together.

"No ways.! Aap mazak kar rhe hain na papa?! Aap aisa kese kar sakte hain mere sath!" Sanyukta cried feeling irritated after a long argument with her parents.

"Randhir aur me sirf acche dost hain,aur kuch nhi...aur wo sab bs ek prank tha! Itni si galti k liye ,aap aisa karoge mere sath?"

 "Par samajhne ki koshish karo beta" kishore replied.

 "Tumhare liye wo bhale hi ek prank hoga ,par baki sab k liye wo ek bahana ho gaya h humein badnaam kar k hamare bare me ulti seedhi baatein banane ka.

Aur vese bhi ab ye 2 parivaaro ki izzat ka sawaal ho gaya h beta. Aur tum to shuru se hi Randhir ko pasand karti ho, toh phir usse shadi karne me kya problem h beta?" said Kishore

 "Randhir se accha ladka tujhe dhoondne se bhi nhi milega beta"Anju chipped in.

 "Tum dono bacchpan se sath ho,ek dusre k itne acche dost ho,itna acche se samajhte bhi ho ek dusre ko..tum dono ek dusre k liye hi bane ho sanyu."

"Par Maa,papa..."

"Bs bahut ho gaya. Humne pehle hi tumhari shadi Randhir se tay kar di h,to jitni jaldi is baat ko maan lo utna accha h tumhare liye bhi aur hamare liye bhi.!Perso teri shadi h randhir se ! Bs keh dia mene! Aur iske aage me kuch nhi sunna chahta! Samjhi?"said kishore dismissing the argument.

 which left sanyukta in a state of mixed emotion. She was shocked, furious and totally annoyed, all at the same time. She haven't even in her wildest dreams imagined that her silly prank would result in such a disastrous mess that would implicate her life like this.

She decided to call Randhir's mother,Renuka.

"Hello,aunty!,"said Sanyukta as renuka answered her call

"Hello,Sanyukta"

"Aunty aap sab hamari shadi karane k peeche kyun pade ho?Randhir aur me to ek dusre se pyar bhi nhi karte. Humne ek dusre ko kabhi us nazar se dekha bhi nahi h. Please samajhne ki koshish kariye..!"said Sanyukta honestly and genuinely.

"Me tumhari baat samajhti hu beta,par tum bhi to hamari problem samajhne ki koshish karo"replied Renuka calmly.

Hum log ye sab tumhare aur apne bhale k liye hi to kar rhe hain na, ab to media me bhi baatein hone lagi h is bare me. Society me hamare parivaron ka naam kharab ho rha h beta. Damage control k liye kuch to karna padega na humein."

 Sanyukta remained silent , as she listened to the light yet melodramatic sobs of renuka.

 "Hum tumhe pareshan nhi karna chahte they beta par ab sirf ye shadi hi hamari izzat bacha sakti h society me, jitna jaldi ho sake utna hi accha rahega sab k liye, isliye itne short notice pe shadi fix karni padi tum dono ki, taki jald se jald sab theek ho jae."

 ("aur vese bhi,me nhi chahti ki mera beta us ghatiya besharam ladki se shadi kare,jisey sirf paise se pyar h. Baat karne ki tameez tak to h nahi usme. Wo ladki na hi mere bete k liye bani h na hi kisi aur se shadi k liye."she thought)

"It's ok aunty,me aapse baad me baat karti hu, abhi mujhe kahin jana h. Bye." Said sanyukta and they both ended the call

Sanyukta, frustrated,lay down on her bed. Her phone beeped suddenly. It was a message from Randhir.

"Mera packup h aadhe ghante me, 4:00 baje mil mujhe apne purane adde pe..urgent h! late mat karna!"

THE HUNGOVER CONFESSIONWhere stories live. Discover now