Harshad come to her house with a doctor, he checks her.
Doctor: subeh se kuch khaya nahi kya isne?
Maa: pata nahi full day to wo set pe thi, Harshad kuch khaya nahi kya isne?
Harshad: nahi, juice pi lungi bol rahi thi lekin pata nahi agar usne mangvaya bhi ya nahi
Maa: kal raat bhi kuch nahi khaya tha usne
Doctor: weakness aayi hai bahot, dehydration bhi hua hai. Aap khayal rakhiye uska. Kuch na kuch liquid dete rahiye
Pranali wakes up and feels nauseas and gets up and runs to the washroom and starts vomiting. Maa runs inside with her and holds her Pranali's head. She brings her out after some time.
Harshad helps her to lie down on the bed, she looks pale. Doctor tells him to get water and sugar.
Ruchi: main laati hu tum yahi raho uske saath
Doctor gets up and goes out of the room, Harshad tell Ruchi to give her water by the time he talks to the doctor.
Doctor: maine davaiya likh di hai lekin aap dhyan rakhiye uska, sabse jyada use aap sab ke care ki jarurat hai
Maa: ji doctor
Doctor: main abhi chalta hu, agar kuch jarurat pade to call kar dijiye
Maa: ji thank you doctor
Doctor: are nahi nahi thank you kyu, Harshad is family aur uske liye itna to banta hai
Harshad: chaliye main aapko chodke aata hu
Doctor: chalo
Harshad: maa main inhe drop karke ata hu, aate waqt davayi lete aaunga, kuch aur chahiye?
Maa: nahi kuch nahi
Harshad: thik hai
Bua notices all this but doesn't say anything. But the moment Harshad comes back she stops him, Maa notices it and goes to talk to her.
Bua: Itne bade actor hoke iske liye bhagte hue kyu aaye? Tumhe aur koi kam nahi hai kya?
Maa: Dost hai wo pinu ka
Bua: ha to? Itne late kisi ladki ke ghar jate hai kya aise
Harshad's POV: agar inhe pata chal gaya ke main aur Pranali live in main hai to inhe to heart attack aa jaayega aur baaki baatein pata chal gayi to ye to coma mein chali jayengi aisa lag raha hai
Papa comes home at the same time and suprised to find Harshad there.
Papa: are Harshad tum
Harshad: ha papa wo Pinu ki tabiyat kharab ho gayi thi to main use milne aya tha
Papa: kya hua Pinu ko
Harshad: chakkar aa gayi, kal se shayad usne kuch khaya nahi tha
Papa: saari meri hi galti hai
Harshad: nahi galti to meri thi
Papa: nahi nahi meri galti thi
Harshad: nahi papa meri galti thi
Bua: ye kya chal raha hai tum dono ka? Aur tumhare wajeh se Pranali bhuki kyu rahegi?
Harshad looks at maa for help
Maa: wo inn dono ka challange chalta rehta hai kaun Bina khaye piye pura din nikal sakta hai
Harshad: ha ha
Bua: ye kaisa bakwas challange hai
Ruchi comes out to call them inside as Pranali was not listening to her. Bua begins to follow them but Ruchi stops her.

आप पढ़ रहे हैं
From Abhira To Harshali
FanfictionThis is completely my imagination and it's a fictional work please don't take it seriously. I ship Harshali and if they ever fall in love I want their love story to be like this it's too late for all of this to happen but if they are already in love...