Chapter 16

221 42 5
                                    

It was dinner time. Avni came home to find Sid and Abhi playing video game.

Avni (glaring them): Mere bina video games kaise khel sakte ho?

Abhi: Hath se and brain. Humare pass hain dono.

Avni: Huh!!

Sid: Chir mat idhar aa.

Avni: Nahin aana mujhe. Dono gande ho.

Abhi pulled her and made her sit between him and Sid.

Sid (pulling her cheeks): Gusse me kitni pyaari lag rahi hain.

Avu (slapping on Sid's hand): Main tera sar phod doongi.

Before Sid could reply, his phone rang. He took it out of pocket. He saw the caller i'd and declined the call.

Avni: Kiska call hain?

Sid: Kuch nahin wrong no. hain.

Avni (confused): Hein? Tum koi baba ho jo number dekh kar bata rahe ho wrong number hain ya kya? Mujhe to phone receive karke name sunne ke baad pata chalta hain.

Sid: I mean-

His phone rang again. Avni snatched the phone from his hand before he could reject the call. She saw caller I'd: Mum. She received the call and put it on speaker.

Avni (wisper): Baat karo.

Sid roll his eyes.

Sid's mom: Sid kaisa hain beta? Mumbai jaa kar tu apne maa baap ko bhool hi gaya hain. Itne mahine mein ek phone bhi nahin kiya. Jab bhi main ya tera papa kare to tu answer hi nahin karta.

Sid (sighed): I am good mom. Aur thora busy hoon to time nahin milta.

He looked at Abhineet, who glared him.

Sid's mom: Hume teri bahut yaad aati hain. Kab aa raha hain apne maa papa se milne?

Sid: Meri shoots hain. Main nahin aa paoonga.

Abhi punched on sid's arm and took the phone.

Abhi: Namaste aunty. Main Abhishek, Siddharth ka dost.

Sid's mom: Namaste beta. Haan hum tumhe bhi dekhte hain films mein. Hum jante hain tu Sid ka sab se khaas dost hain.

Abhi: Jii aunty. Ah! Aunty Sid kal subah hi aayega aapse milne. Main isko bhejta hoon.

Sid's mom: Thank you so much beta. Sid beta jaldi aana. Hum airport par tere liye car bhejte hain.

Sid (rolling his eyes): Hmm... Okay.

Sid's mom: Acha main phone rakhti hoon. Mujhe kal ke liye tayari karni hain.

Sid: Okay byee.

She hang up the call.

Abhi: Tu pagal hain?

Sid: Yaar nahin jana mujhe unke pass. Main yaha khush hoon.

Abhi: Sid? Tujhe kaun bol raha hain vaha jaa kar shift ho jaa. Kuch din mein vapas aa jana. Mil le na. Kitna time ho gaya hain tujhe ghar gaye.

Avni (angrily): Aur ye kya tum baat bhi nahin karte apne parents se?

Sid (rolling his eyes): Karta hoon. Mom kabhi enough nahin hoti. Jab bhi apne ghar hota hoon or call aata hain to karta hoon baat.

Avni (sulking): Whatever. Tum kal jaa rahe ho and that's it.

Abhi: Leave all this baad me dekhte hain. Chalo khana khaye. Bookh lagi hain.

Abhi changed the topic.

Sid: Hmm...chal.

They all sat together to have dinner. After dinner, Avni went in kitchen to keep her plate. Abhi too went behind her.

Abhi: Avu sun...

Avni: Ji bhai?

Abhi: Sid se abhi aaram se baat kar. Usko samajha ache se ke jaa kar parents se mil aaye. Aese gussa na ho. Shanti se baat kar.

Avni nodded. They went out.

Avni: Walk ke liye chale?

Abhi: Mujhe script complete karni hain. Tum dono jao.

Sid: Chal...

Sidneet went out of mansion. He wrapped his arm around her shoulder. She rested her head on his shoulder.

Avni: Sidoo kuch din mil kar aa aunty, uncle se.

Sid: Hmm.... Main bhi vahin soch raha tha.

Avni (smiling): I know you are not on good terms with your parents. But still they are your parents. They love you, miss you. You love them. Mil kar aaja vapas. Vaise bhi teri movie ki shooting khatam. Tu kuch din free hain.

Sid: Haan main to kal jaa raha hoon. Phir tu mujhe miss karegi?

Avni: Na baba na... Itni mushkil se to headache se relief milegi.

Sid (narrowing eyes): Main headache hoon?

Avni nodded innocently. Sid started tickling her, making her laugh her heart out.

To be continued

Stay tuned for next chapter

MASK (COMPLETED)Where stories live. Discover now