Chapter 31

231 40 6
                                    

Abhi was looking at her quitely.

Avu: Aese kya dekh rahe ho?

Abhi: Dekh raha tha kya ye wahi chhoti si bachi hai jisko sharat karne, mujhe tang karne aur mujhe chidane ke ilawa kuch aata hi nhi tha. Aur ab ek dam se itni samajhdaar ho gayi ye hnn?

Avu: Bhayia. Aap faaltu ki baatein matt karo. Aur batao aap meri baat maanoge ya nhi

Abhi: Okk. To tu chahti hai mein Vaishu ko propose karoo. Apni feelings usse bata doo right?

Avu nodded.

Abhi: To mein bhi tujhse kuch chahta hu

He looked into her eyes and said in a serious tone.

Avu: Hnn bolo

Abhi took her left hand and held her third finger. He removed her engagement ring. Avu closed her eyes as tears formed in her eyes. She bit her lips to stop her sobs. Abhi looked at her.

Abhi: Move on Avni. Tune hi kaha na ki kisike jaane se zindagi nhi rukti. To bhool jaa usse. Mein nhi kahoonga. Aaj abhi issi waqt bhool ja. Mushkil hai par you have to do this. Mein tujhe aese nhi dekh sakta. Wo tujhe deserve hi nhi karta tha. Aur wo to khush hai apni life mein. He is living his life after giving you so much of pain. To tu khud ko kyu sazza de rahi hai?

He stood up and took out her laptop from her cupboard. He came back and sat in front of her. He kept the laptop in her lap.

Abhi: Tereko rona aa raha hai? Aaj aakhri baar jitna uske lie rona hai role. Mujhse chhupane ki zaroorat nhi hai. Par wada kar aaj ke baad uske lie nhi royegi. Aur hnn tujhe writing karni thi na? Ye le laptop. Aur likh. Jo likhna chahti hai. Nhi rokoonga tujhe kbhi. Start writing. Fulfill your dream. Start a new chapter of your life. Move on. Siddharth ka chapter over ho chuka hai Avni. Usko yaad karke ro rokar apni life kharab karna chhod de

Avu broke down into tears and sobs. She hugged Abhi tightly and cried out wetting his t-shirt. She held his t-shirt tightly in her fists. Abhi didn't stop her. He let her cry out and get over everything. He caressed her hair. A few tears dropped down his eyes as well seeing her like this but he made himself strong for him. She calmed down after few minutes but was still holding onto Abhi. She slowly broke the hug. He wiped her tears and kissed her forhead.

Abhi: Likh apni books. Ya jo bhi tera mann kare

Avu: Mujhe ab nhi likhna bhayia. I don't feel like

Abhi: Kyu nhi hnn? Mujhe pata hai tera kitna mann hai ye karne ka

He looked at books kept on one side of her bed.

Abhi: Avi ye tera sapna hai. Do it please

He made her hold the laptop.

Abhi: Aur agar tu nhi karegi writing to mein bhi Vaishu ko propose nhi karoonga. Theek hai? Jaise chal raha hai waise chalta rehne dete hai

Avu: Nhi okk. I will start writing

Abhi: Great ye hui na baat. To it's a deal. Tu apna ye dream poora kar aur mein Vaishu ko apni feelings confess karoonga

Avu smiled and nodded.

Abhi: But Avu ek baat hai

Avu: Hnn bolo na

Abhi: Actually you need to keep your identity secret. Tu apni personal information reveal nhi kar sakti. To tu koi pen name use kar sakti hai na?

Avu: I don't mind bhai. Aapne mujhe writing ki permission dedi hai. I guess wahi mere lie bohot hai. Aap hi koi name suggest kardo na

Abhi: Mein karoo?

Avu: Hnn bilkul

Abhi thought for sometime.

Abhi: Muskan

Avu: Muskan?

Abhi: Hnn kyuki mein tujhe hamesha smile karte hue dekhna chahta hu aur meri smile ka reason bhi to tu hi hai na. To Muskan. Agar tujhe nhi pasand to it's fine

Avu: Nhi I like it. In fact loved it

Abhi: To ye final hai. Tune koi title socha hai book ka?

Avu nodded and told him. He opened her laptop and typed the book title and then by Muskan.

Abhi: Ye le. Jo mann kare, jitna mann kare utna likh. Aur tera sabse pehla reader aur supporter mein hi hounga. Bass tu aaj ke baad dukhi nhi hogi

Avu hugged him tightly.

Avu's P.O.V.

Now you have to move on Avni. Not for someone else. Not for your own self. But for your bhayia. Mein uss ladke ke lie nhi roti reh sakti jo mujhe chhod gya. I have to be happy for my brother, my only family. Bhayia ne bachpan se lekar aaj tak mere lie kitna kuch kia hai. Aaj to unhone uss cheez ke lie khud bol dia jiske lie wo hamesha se against the. Sirf meri khushi ke lie. Now I can't keep crying.

P.O.V. ends

Next day, she told Vaish about Abhi asking her to start writing. Vaish was extremely happy for her and was impressed by Abhi's efforts he was doing for his sisters happiness. Vaish promised Avu to help her in every possible way if she ever needed.

To be continued

Stay tuned for next chapter

MASK (COMPLETED)Where stories live. Discover now