It's an Indian Hindi ff.
When Javin(Jungkook) and Y/n from two rich families fall in love with each other. It's a sweet love story, they have a good conversation between them which leads to no extra drama, no misunderstandings, no plots, and no tox...
*abb shadi ke liye 2 hafte hi baki hai.. Es bich Javin aur Y/n ki feelings aur strong hoti ja rahi hai.. Kyuki shadi ki planning ke liye unka milena phle se double ho gya hai es bich vo dono ek dusre ko aur jante ja rahe hai..*
Javin POV:
Toh ajj hum sbb families temple ja rahe hai kyuki kll hum shadi ke liye yaha se nikal jayege.. Aur main ajj ke liye bhot excited hu kyuki muhje Tanveer ne btaya hai ki y/n ajj saree pehn rahi hai.. Toh main usko saree mien dekhne ke liye bhot excited hu..
Y/N POV:
Ajj maine saree pehn ne ki sochi hai.. Kyuki hume temple jana hai..
*after some time*
Tanveer y/n ke room mien ata hai aur use dekh ke shock ho jata hai..
Y/n: kya hua*raises eyebrows*
Tanveer: ajj toh Javin gya.. *mumbles*
Y/n: huhh?
Tanveer: kuj nahi.. Ready hai toh chale..
Y/n: hmm
Aur hum mandir gye..
Waha sabhi humari wait krr rahe the.. Tabhi maine Javin ko dekha.. Aur main wahi pause ho gyi...
Javin's Outfit:
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
*ignore girl and dupatta in hand*
Y/n*in mind*: heyy bhagwan.. Bachao main kam pe focus kaise krugi agr yeh etna hot banke ayega... y/n kya soch rahi hai mandir mien hai tu...
Aur fir main apni duniya se bahar ayi...
Meanwhile Javin Pov:
Hum mandir pohche aur Maheshwari family ka wait krr rahe the.. Tabhi vo aye aur ek side te y/n ne apna ek pair ek bahar rakha aur jbb vo bahar ayi.. Main waha ruk gya.. Main bina blink kiya usko dekh raha tha..
Y/n's Look
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Javin:*in mind* heyyy bhagwan.. Swarag ke bheji huyi koi apsara hai kya yeh..
Tabhi ek avaz sunke main apni soch se bahar aya..
Jatin: bss krr bee.. Kitna tadega*stare* use..
Tabhi vo humare pass aye aur y/n ne ek sweet smile se sbko greet kiya..
Mrs. Sinha: y/n beta tuhjpe toh hrr tarah ke kapde jach te hai..
Mrs. Malhotra: yeh toh hai.. Swarag se ayi apsara lg rahi hai..
Y/n: *smiles*
Javin: yeh toh maine kaha tha*mumbles*
Tanveer: toh vo apki maa hai unhe sbb pta hai unka beta kya soch raha hai..
Javin: huhhh??
Soham: kyaa huhh chll abb
Jatin: pakad ke leke jana padega ise.. Kyuki muhje nahi lgta yeh hosh mien hai..
Tanveer: *holds Javin* aja mere bhai main tuhje leke jata hu..*teasing*