In the dining hall.
Bhabi begum comes and watch what's Meerab told for meal.
Bhabi begum:Bohot khub.Accha kam kiya hai tumne Aaj meerab.
Meerab:Shukriya.
Bhabi begum:Lekin kaal se khana pakana bhi shikhna shuru kardo.
Waqas:Bhabi begum itni jaldbazi bhi Kya hai.Ahista Ahista shikh jayegi sab.
Bhabi begum:Waqas mein aapni bahu se baat kar kari hu tumhari laadli beti se nahi.(looking at Meerab) suno jo mein keh rahi thi kaal se tum mere nigrani mein khana pakana shikhoge.
Meerab:Ji.In the night.
Meerab put cream on her hands.Then Murtasim comes wants to close with her.
Meerab:Mere phone pe jab kinza ka call aaya tha aapne uthai the?
Murtasim:Omg mein bolna hi bhool gaya ki tumahare exam aa rahe hai.
Meerab:Kab bolte exam khatam hone ke baad?
Murtasim:Naraz mat ho galti jo gaya Mujhe.I'm sorry.
Meerab:Its ok.
Murtasim:Tum mere zara si baat ke itne naraz ho hala ki Naraz to mujhe hona chahiye.
Meerab:Kyun?Aisa Kya kiya maine?
Murtasim:Shaadiwale din ki harqat kam tha kya?Yun sab ke samne baat manwane ke wajai agar tum Mujhe akele mein bolti tumhare padne ki khawaish hai.Mein kya mana karta?
Meerab:Us waqt Mujhe jo thik laga maine kiya.Maine apni talim ke sath koi samjhota nahi karunga.
Murtasim:Chodo us baat ko.Jo hona tha woh ho chuka.Dekho na aaj raat ki mausam kitna romantic hai.
Meerab:Mere exam hai samne Mujhe padna hai.Pure din kitab khulne ka bhi waqt nahi mila.
Murtasim:Padai bad mein bhi ho sakta hai Filhal Mujhe tum chahiye.Then Murtasim comes closer to Meerab.She doesn't stop him.She thought it's not good to snatched his right.
In the midnight night.
Meerab wakes up 3 hours before fajr.And goes Murtasim's study room for study.
While reading,she thought;
"Tumhare asli irada mein jaan gaya Murtasim.Tum Mujhe sidhe sidhe padai karne se yaa aage barne se nahi rukoge.Tum mere pedo pe zimmedari ke zanzire pehnaoge woh bhi mohabbat ki chadaron mein lapatke.Lekin tum fiqr na karo Murtasim.Mujhe bhi har ek zanzire todna aata hai jo mere raah ki rukawat bane."
In the next Morning.
Meerab comes to give a tea for Murtasim.
Meerab:Aap ki chai.
Murtasim:Thank you.Mein aaj gao jaa raha hu.Sham tak laut aayunga.Tumhare paas pura din hai padai kar lena.
Meerab:(with smiling face) Uski fiqr aap Bilkul bhi mat kijiye.Padai ke liye mein waqt nikal hi leta hu.
Murtasim:Thik hai chai khatam hote hi mein nikal jaunga.Yaad ayunga mein tumhe?Meerab smiles.
Murtasim:Hai tumhari yeh qatil muskurahat.Kisi din jaan legi meri.
Meerab:Aap ko der nahi hogi?
Murtasim:Haa Maa se mil kar hi nikal jaunga.In the Bhabi begum's room.
Murtasim:Kya mein andar aa sakta hu Maa?
Bhabi begum:Aa jau beta.
Murtasim:Gao jaa raha hu.Shym tak laut aayunga.
Bhabi begum:Jau Allah ke aman mein diya.
Murtasim:Maa aap se ek baat karni thi.
Bhabi begum:Haa bolo.
Murtasim:Aap keh rahi thi us din pure saal ki ghar ke kharche Aur humare gao ke ghar ki kharche ka hisab rakhna hai.aap akeli nahi kar pa rahi hai.
Bhabi begum:Haa.
Murtasim:Maa hisab rakhne ki zimmedari aap meerab ko de dijiye.Waise bhi mein aaj pura din ghar se bahar rahunga.Woh farig hai.Karle gi woh.
Bhabi begum:Thik hai jaise tum kaho.Rasoi ke kaam ke baad hisab karne bitha dungi.
Murtasim:Allah hafiz.
Bhabi begum:Allah hafiz.After the kitchen chores,Bhabi begum comes to Meerab to bring a thick notes of expenses.
Bhabi begum:Ye lo beta.Yaha pe pure saal ka hisab likha hua hai tumhe bas dekhna hai pisle saal ghar mein kitne paise kharach hue.
Meerab:Yeh to kafi zada lagta hai.
Bhabi begum:Kaha na pure saal ka hai.karlo gi na?
Meerab:Ji kar lungi.Meerab take the expense account and think;
"To yeh tha tumhara plan Mujhe padai se rukne ka.Jitna jur lagana hai lagalo.Nahi mein bhikhrungi Aur nahi tootungi."
Then Meerab sit with notes of the expense.Waqas khan comes;
Waqas:Yeh kiya Fazool kam lekar beith gayi ho beta.Bhool gaye parsu exam hai tumhara.Tum jau jake pado.Mein Bhabi begum se Baat karta hu.
Meerab:Relax Abbu just relax.Then Meerab takes a book from the pillow.
Meerab:Aap ki beti multi tasker hai Abbu.Woh padegi bhi Aur ghar bhi samhalegi.Don't worry.
Waqas:Lekin beta aisa karoge to bimar ho jaoge.Dena hai to apni pura tawajju ek chiz pe do.
Meerab:Aap ki beti itni bhi kamzoor nahi hai.Zara sa hawa ki jhoke wajah se bhikhar kar toot jaye.Bohot taqat aur himmatwali hai woh.Kuch Nahi hoga use.
Waqas:Phir bhi beta.
Meerab:Assume kijiye yeh ek challenge ka muqabla kar raha hu mein.Kya aap chahte hai ke mein har jau?
Waqas:Mein to chahta hu meri beti zindegi har imtehan mein kamiyab ho.
Meerab:To Phir thik hai.Aab aap jaiye.Filhal Mujhe aapna padai Aur hisab dono mein se concentrate karna hai.
Waqas:Thik hai chalta hu.Allah tumhe kamiyab kare.Then Waqas Left from there.
[I know many of my readers don't like Murtasim's character.I write the important aspect of society where many of men want to keep control of their wife.Murtasim just the mirror of them.Keep reading guys,you'll find a multiple shades of his character]
YOU ARE READING
Meerab Murtasim Ki Hui
FanfictionComing with another Meerasim's plot. I hope you like it.