Part 09

3K 152 25
                                    

Murtasim comes back from Village.Meerab bring glass of water for him.

Meerab:As Salamu Alaikum!
Murtasim:Walaikum As Salam!Kaisa tha tumhara din?
Meerab:Bohot accha.Apne sahi bola aaj mere paas pura din hai parne ko.Is liye Maine pura din padai ki.
Murtasim:That's good.To is baar bhi tum acche marks layoge?
Meerab:Insha Allah.
Murtasim:Jor ki bhook lagi lagi hai khane mein kya paka hai?
Meerab:Aap ki favourite aloo gust.Dinner lagne hi wala hai.Aap fresh hoke aa jaiye.
Murtasim:Aata hu.

Murtasim is in a thought,how can she can study all day.Although He told mother to give expanse account to her.He can't understand anything.

In the dining hall.

Bhabi begum:Batau Murtasim aloo gust kaise bana?
Murtasim:Bikal waise hi aap har murtaba banate hai.
Bhabi begum:Lekin is baar mere nigrani mein Meerab ne pakai hai.
Murtasim:Bohot hi accha bana hai Meerab.
Meerab:Thank you.

After dinner Bhabi begum comes Murtasim's study room to discuss something important.After the discussion,Murtasim asked;

Murtasim:Meerab ko aaj hisab ki kam mein lagai tha kya?
Bhabi begum:Haa.pure saal ka ghar ke jo kharche tha uska hisab bhi ho gaya.
Murtasim:Lekin meerab to keh rahi thi ki woh pad rahi thi pure din.
Bhabi begum:Maine use padte hui nahi dekha pure din.Woh hisab kar rahi thi.Padai Aur hisab koi ek sath nahi kar payega.Dono hi mushkil kam hai.Mujhe laagta hai Ahista Ahista uske sad se yeh padai ka bhoot nikal raha hai.
Murtasim:Ho sakta hai.
Bhabi begum:Shaadi ke baad har aurat badalti hai Aur yeh bhi badal rahi hai.Woh tumhe Aur tumhare ghar ko pehla tarzi de rahi hai.
Murtasim:Hmm.(In mind) itni jaldi woh padai nahi bholegi.Lekin sab kam ek sath kar kaise rahi hai Allah jane.

After discussion with Bhabi begum,Murtasim comes to his room.And closed the room's door.

Murtasim gives a back hug to Meerab and rub the nose in her neck.

Murtasim:Pata hai maine aaj pura din tumhe kitna miss kiya.Tumne nahi kya kiya?
Meerab:Mein aaj bohot masruf thi Murtasim.
Murtasim:Aisi bhi Kya masrufiyat Mujhe bhi sunao?
Meerab:Maine kaha na padai kiya hai pure din.
Murtasim:To khana kisne banai?
Meerab:Padai Aur khana pakana Maine ek sath kiya?
Murtasim:Woh kaise?
Meerab:Yeh meri hidden talent hai.Bohot sare kam ek sath mein kar sakti hu.
Murtasim:That's interesting.

Then Murtasim comes more closer to her and grab her lips.

In the midnight.

Meerab wakes up from sleep as usual times and go to for studies.

Suddenly Murtasim open his eyes and didn't find Meerab beside him.He goes to find her and he found her in study room.

In the next Morning.

Murtasim goes to Bhabi begum's room.

Bhabi begum:Aa jau Murtasim aur bolo kiya fairmaish leke aaye ho?
Murtasim:Mein kya humesha fairmaish leke aata hu aap ke paas?
Bhabi begum:Aaj Kaal to tum aise hi kar rahe ho.
Murtasim:Aap ki zimmedari kam karne ki koshish kar raha hu.
Bhabi begum:yaa uski padai se picha chora rahe ho yeh zimmedariyon ke bahane?
Murtasim:Aap ko kiya laagta hai Maa?
Bhabi begum:Maa hu tumhara.Tum kuch na bhi bolo to samaj sakta hu tumhare zehen mein kya hai.Aab batau kiya karna hoga Mujhe?
Murtasim:Yaha ki jo aurte aati hai aapke pas apni masail ko haal karne woh kam meerab ko shikaiye.Kaise faisla ki jati hai.Masail haal hoti hai.
Bhabi begum:Lekin yeh bohot badi zimmedari ke kam hai.Usse nahi hoga.
Murtasim:Aap sikainge to woh sikh legi.Aap to sath hongi uski.Aaj se hi laga dijiye.
Bhabi begum:Thik hai.

In dining hall.

Everyone takes their breakfast.Meerab serving food to Murtasim.

Bhabi begum:Meerab.
Meerab:Ji taijaan.
Bhabi begum:Aaj se tum mere sath aurton ke masail sunoge Aur sikhoge kaise woh haal kiya jata hai.Faisle liye jate.Tumhare maa ko kabhi is chiz mein koi diljasbi nahi tha.Is liye Maine kabhi nahi kaha.Lekin tum is ghar ki ek laute waris ki biwi ho.Mere bad tumhe samhal na hoga.Is liye mein chahti hu tum sab Abhi se shikhlo.samaj gaye?
Meerab:Ji taijaan.

Murtasim secretly smirked and Haya watch it.

In the yard.

Murtasim is smoking cigarettes and Haya comes there,

Haya:Kyun kar rahe ho meerab ke sath aisa?
Murtasim:Kiya kya Maine?
Haya:Tum bhi acche tarha se jante ho Aur mein bhi mein.kis bare mein baat kar rahi hu.Jaanbuj ke uske sad zimmedari de rahe ho na ki uske padai pe rukawat aa sake.
Murtasim:Haa.Kyun ki Mujhe padelikhe biwi Bilkul pasand nahi.Woh log ghar basane mein naqam hote hai.
Haya:To shaadi kyun ki usse?Pata tha na uska sapna pad likkhe age badne ka.Sab Kuch jante bujte hui bhi use ruk rahe ho.
Murtasim:Pehli baat to yeh hai maine apni marzi se niqah nahi kiya tha use.Halat se majbur tha.Phir socha agar niqah ho hi rahe to kyun na use Waise hi bana diya jai jaise mein chahta ho.Is liye Mein use ruk raha hu.
Haya:Saf saf lazon mein use kyun nahi ruk lete?Piche chup kar vaar karne ka Kya matlab?
Murtasim:Apna image bhi to maintain karna hai.Agar use directly rukunga to mein backdated Aur biwi par zulm karnewala shohar keh lata.Lekin mein aisa nahi banna chahta.Isi liye uske mathe itni zimmedari dalna chahta hu ki woh padai karna hi bhool jai Aur aise hi woh ek din padai chor degi.Phir woh Mujhe mere ghar ko Aur mere bacchon par apna pura tawajju de payegi.Aur meri farmabardar biwi keh layegi.
Haya:Mein to Bilkul waisi thi tumhare liye apna jaan denewali.To mujhse kar lete niqah.
Murtasim:Tum mere type ki nahi thi.
Haya:Pata hai Murtasim tumhare shaadiwale din maine apna bohot ansu bahaya Lekin aaj Allah ka shukar ada karta hu mere niqah tumse nahi hua.Pagal thi mein aapne izzat e nafs ki parwa kiye begair tumhare piche padi thi.Aab samaj mein aaya ki Tumhare surat jitna bhi accha kyun naho tumhare sirat bohot badsurat hai.Bohot ghatiya soch hai tumhare.
Murtasim:(with loud tone) Haya.
Haya:Chillau mat.Aur ek baat yaad rakhna tum kabhi meerab ko nahi ruk payoge.Woh padegi Aur age bhi badegi.Tum dekhte reh jaana.

Then Haya left from there.

[I think makers of tere bin forget that meerab have dream to become a lawyer.]

Meerab Murtasim Ki HuiWhere stories live. Discover now