10 years later.
Meerab is a successful lawyer now.Murtasim stood up for her in every situation of her life.It was not easy to change Bhabi begum's mindset.But as she grew older,she had to accept what her son wanted.Haya is married with one of her class fellow and blessed with a son.Meerasim blessed with a son and daughter.
In today's date.Murtasim throw a party for Meerab,who is recently win a complicated case.
Murtasim going to stage and said,
Murtasim:May I have your attention please?
Everyone turned around to him.And listen what he wants to say.
Murtasim:Main koi important announcement nahi kar raha.Bas chota sa kahini aab bolunga agar aap log sunana chahe to.
Everyone get silence to listen to his story.
Murtasim:Kehte hai har mard ki kamiyabi ke piche ek aurat ka hath hota hai waise hi ek aurat ke ki kamiyabi ke piche ek mard ka hath hota hai.Nahi mein yeh kabhi nahi kahunga mere biwi ki kamyabi ke piche mera hath hai.Haa yeh zarur keh sakte hai unki kamiyabi ki piche sab se bada hath unke walid saab ka hai.Unhone Bachpan se hi Meerab ko asmano pe udne ki khawab dekhai the.Pade likkhe apna pehchan banane ki liye jor diye the.Is liye Meerab bhi apne Abbu ki dekhai hue khawab ko apna bana liye the Aur than liye the woh ek din wakeel banega.Woh Bechari is sach se to jaise mehrum hi thi ke ho sakta hai shaadi ke baad uska sapna tutke bikhar jai.Use Shayed pata hi nahi tha ki ho sakta hai uske shohar uske sath uske sapne ko na apnai.Aur hua tha wohi jo meerab ne nahi socha tha.Mujhe kabhi apne liye padi likhi biwi nahi chahiye tha aur mil ne jaa raha tha highly ambitious ladki.Mujhe Yakeen tha woh shaadi kee bad padai chod degi Aur woh ghar Aur padai dono sath sath rakhna chahti thi.Maine uske aage padai chodne ke liye bohot rukawate laake khada kiya Lekin woh majbut ladki nahi tuti balki sare mushkilo ke wayozud bhi mere ghar Aur padai dono ko samhal paya.Aur Mujhe uski koshish dekkhe dhire dhire badalne pada.Aur Mein uske baad kabhi uski age badne ka rukawat nahi baana.Mera aaj yeh kahani kehne ke piche ki wajah yeh hai ki ghar ki betiyon aage badnese mat rukiyen.Rewayato ki zanzire bandke unhe ghar mein qaid mat kijiyega.Unhe bhi apna khawab pura karne ka pura haq hai.Beti ghar se nikal te hi humesha badnami leke nahi laut ti hai koi fakhar bhi sath leke laut te hai.Aur Jhoth bolte hai log padi likhi ladki ghar nahi basa pate.Sach to yeh hai agar aurat than le na ghar Aur bahar dono samhal na hai to woh har haal Mein karke dikhate hai.Jaise Meerab ne kiya agar woh aaj ek kamiyaab lawyer hai to uske sath sath woh ek kamiyab beti hai biwi hai Aur maa bhi.Usne kabhi dono mein se ek ka compromise kabhi nahi kiya.Aaj mein apni zindegi ke is maqam mein aake betiyon ko Aur acche tarha se is liye samaj paa raha hu kyun ki aaj mein khud ek beti ka baap hu.Mein bhi apni beti ko asmaan mein udne ki khawab dikhata hu Aur bete se yeh kehta hu ladkiyon ko pad katne ki wajai unke sath udo.Is liye mein aap sab se darkhast karta hu ki betiyon ke padne se mat rukiye.Agar aurat piche reh jayegi to yeh mashra kabhi aage nahi badega.Duniya ko badalne se pehle zaruri hai hum khud ko badle phir mashre ko.Aurat ki raah ki rukawat banne ki wajai unhe aage badne ki himmat de.Dekhna yeh mashra kaise badalte hai.
Everyone clapped for Murtasim speech.Meerab gets teary eyes.
Meerab wipes her tears,Haya comes to her.
Haya:Log sahi kehte hai har azmaish ke baad azar milta hai agar koi sabr kare to.Aur Murtasim ka soch badalna tumhare sabr ka azar hai.
Meerab:Dekha jai to mere halat ki tabdili ke piche tumhara bhi bohot bada hath hai Haya.
Haya:Woh kaise?
Meerab:Yaad hai tumne hi Mujhe halat se ladne ka himmat diye the Aur bola tha agar mein khud apni madad na karo to koi mere madad nahi karega.Woh baton se hi to mein awaz uthana shuru kiya tha.
Haya:Woh bhi kaise din the na Meerab.Aab lagta hai zindegi fairy tales jaisa hi hai.Pehle dukh Phir khushiyan.
Meerab:Zindegi fairy tales nahi hai jo bad mein sab hasi khushi rehte hai.Zindegi sukh dukh ka ek combination hai.Maine apne ladai ladke to jit gaya kya bharosa hai aisi harqat meri beti sath nahi hoga.Ho sakta hai mera beta aage chalke kisi or ki beti ko dabeke rakhna chahe.Ek insaan ki badal ne se yeh to nahi keh sakti pure mashre ki log badal gaye hai.Kya pata jo Maine saha hai aur dekha jai woh mere bacchon ki zamane mein Phir ho.
Haya:Fiqr mat karo Hania Aur Hamdan tumhare bacche hai.Agar Hania ke age aisa situation aye bhi to woh lad legi Aur Humdan ne humesha ghar mein aurat ko izzat dete dekha hai woh aisa kuch nahi karega.
Meerab:Allah kare aisa hi ho.
Haya:Pata hai Thodi der pehle mein Azra se baat kar rahi thi.Uske NGO mein jo ek officer hai usne usko proposed kiya hai.
Meerab:Sach!
Haya:Haa Lekin usne mana kar diya hai.Usko shaadi se dar lagta hai.
Meerab:Itne kam umar mein us bacchi ne jo saha hai uske baad shaadi se be aitbaari lazmi hai.Mein baat karunga usse.Woh khud samajdar hai.Apna faisla khud le sakti hai.Then Meerab hugs Haya.
In the night time.
At the terrace.
Meerab is starring at the moon and said;
Meerab:Aaj ki chand kitna khubsurat hai na?
Murtasim:Mere biwi se jada nahi.
Meerab:Aap ko to sirf mere jhoti tarif karna aata hai.
Murtasim:Sach bol raha hu.Sacchi.
Meerab:To aaj yeh kyun bola mere kamiyabi ke piche aap ka koi hath nahi.
Murtasim:Sach hi to hai.Maine kya role play kiya tha?
Meerab:Murtasim aapki sath ne hi to mujhe himmat diye the age badne ko.Agar aap ka sath nahi hota to ek waqt mein aake sabse ladte ladte Shayed mein muh ke baal girta.
Murtasim:Aisa Kuch nahi hota.Mujhe pata hai tumhare pas ladne ka zasba hai.Har haal tum ladke aage bad jati.
Meerab:Aap se ek baat kehni thi Mujhe.
Murtasim:Haa bolo.Meerab comes closer to him and said to his ears;
Meerab:I Love You.
Murtasim:Shaadi ke 10 saal ke baad mere do bacchon ke maa finally apne mohabbat ka izhaar kiya woh unke apne shohar se.Kafi jaldi nahi kar diya bolne mein?
Meerab:Aap ke liye mein 10 saal ke baad boli Lekin mein apne maan mein har roz bolti thi Murtasim Mujhe aap se behad mohabbat hai.
Murtasim:Mujhe bhi apne dono bacchon ki maa se behad mohabbat hai.
Meerab:Aab sahi maino mein keh sakti hu" MEERAB MURTASIM KI HUI"Then Murtasim hugs Meerab and then their two kids comes to them and hugs.
THE END
YOU ARE READING
Meerab Murtasim Ki Hui
FanfictionComing with another Meerasim's plot. I hope you like it.