Counsil started.All the men sitting in yard and women watching them from inside of the home.
One old man asked Sabj Ali;
One man:Sabj Ali kya tum yeh aitraaf karte ho ki tumne Nasrullah ki beti ke sath zaidti ki hai?
Sabj Ali:Nadani ho gaya hai Saab.Maf karde.Galti us ladki ki bhi usne Mujhe chata mara tha aur Mujhe gussa aa gaya.
Old man:Chata kyun mara tha tumhe?
Sabj Ali:Usko niqah ka kaha tha maine.Aur usne Mujhe bura bhala kehke chata mar diya.Aur Mujhe gussa aa gaya.Lekin aab bhi mein use niqah karne ke liye tayar hu.
Murtasim:Kya woh ladki tumhe niqah karna chahti hai Sabj Ali?
Sabj Ali:Uski marji puchke aab kya hoga mere ilawa kon apnayega use?
Murtasim:Phir bhi us ladki ki marzi puche jaigi ki woh tumse niqah karna chahti hai yaa nahi.Everyone getting shocked to listen Murtasim's word.Specially Meerab.Everyone was pretty sure that in counsel Murtasim will take decision about that wedding.
Murtasim called that girl and asked;
Murtasim:Tum batau niqah karna chahte ho is admi se?
Girl:Nahi khan.Isse niqah karne se accha hai to mein khudkhushi karlo.
Murtasim:To tum kya chahte ho?Kya kiya jai iske sath?
Girl:Ise aise kari saza di jai ki woh kisi Aur aurat ke sath aisa na kar sake.
Murtasim:Thik hai tum andar jau.After she left,Another man said;
Man:Niqah sabse accha faisla hai Khan.
Murtasim:Agar ladki hi razi nahi hai to niqah kaise ho sakta hai.Mat bholiye janab ladki ki razamandi ke begair niqah Qubool nahi hota.Then another man said;
Man:Dekha jai to yeh Sabj ali ki akeli ki Galti nahi hai.Aurat ko parde mein rehna jaruri hai.Agar woh parde mein rehti to aise saluk uske sath nahi hota.
Sabj Ali:Sach kaha hai apne saab.Usne hi mujhe bargalaya hai Aur mein uske roop mein pagal hoke yeh harqat kar beitha.Parda karti to mein kya kabhi uske picha jata,boliye?Then Murtasim comes infront of him and gives a tight slap on his face.
Murtasim:Ek lafz Aur nahi kehna Sabj Ali.(looking at Men) aap log yaha insaaf karne aaye hai yaa majlum ke khilaf bolne? Kya kaha apne parda na karne ki wajah se aisa hua hai? Mante hai usne parda nahi kya hai Lekin Sabj Ali ne bhi to nahi kiya tha parda?
Man:Kaise baat kar rahe hai aap Khan saab.Mard kaise parda kar sakte hai?
Murtasim:Quran nahi padte hai kya aap? Quran ne Allah ne aurton ki parde ki hukum dene se pehle mard ko apni nazar jhukaneka hukum diya hai.Mante hai us ladki ne parda na karke gunah kya hai Lekin Sabj Ali ne bhi to apni nazar ka hifazat nahi kya hai.Aur us ladki ki beparde ki saza Allah denge hum kon hote hai saza denewale.Har bar aurat par ilzam lagana band kijiye.Humari aise sulukh se hi sabj ali jaise log zurm karni ka muka pate hai.Unhe Yakeen hote hai ki hume to koi Kuch kahega nahi.Ghum Phir ke sare Galti aurat ki hi dekhi jayegi.Lekin is bar yeh nahi hoga Sabj Ali ko saza milega.
Man:To kaisi saza denge Aap?
Murtasim:Pehle Sabj Ali ki Sad mundwake pure Hydrabad ke chakkar lagadi jayega.Take sare log dekh sake zaidti karne ki saza kya hoti hai.Aur koi aisa karne se dobara soche.Phir police ki hawale kar di jayega.Aur iske khilaf FIR mein karunga.Sabj Ali grabbed Murtasim's leg and said;
Sabj Ali:Itna bada saza mujhe mat dijiye Khan.Aap ne Mujhe kaha tha kuch nahi hone denge Mujhe.Aap ki Baat manke hi to mein Hydrabad lauta tha.Aisa mat kijiye Khan.Maf karde.
Murtasim:Is liye maf kardu ki kaal ko kisi Aur maa behen ki izzat lut sako.Khud ek beti ki baap hoke kisi Aur beti ki nuksan karte huye sharam nahi aayi.Tum jaise mard ko fasi pe latka dena chahiye.Tumhare koi mafi nahi.
Sabj Ali:Apne Mujhe dhokha diya hai khan.Jhoth bolke Mujhe yaha lee aye Aur sab kuch aitraaf bhi karwaya.
Murtasim:Jhoth se agar faida ho to woh Jhoth sach se bhi bada hai.Tumhe to mein har haal mein nahi chodta Sabj Ali.Then Murtasim gives orders to his men to shave his head and take around to Hydrabad.
After the counsel,Murtasim comes inside the house and Meerab wants say something but he ignores her.
In the kitchen.
Meerab comes to Azra;
Meerab:Uski saza se khush ho?
Azra:Us jaise shaks ko saza hona jaruri tha baji.Pata nahi kitne aurat ki zindegi barbad kiya tha usne.Mein khush hu.Then Murtasim comes there and asked;
Murtasim:Ek baat karna tha tumse.
Azra:Bole khan.
Murtasim:Sabj Ali ki biwi banke rehna chahti ho yaa talak chahiye use.
Azra:Agar usse mera talak ho jai to mein kaha jaungi.Mere bap bhai Mujhe kabhi nahi apnayenge.
Murtasim:Uski bade mein tum mat socho.Tumhari sari zimmedari humari.Tum apna faisla batau.
Azra:Us jaise darinde ke sath rehna kon chahta hai.Mujhe talak chahiye Khan.
Murtasim:To Thik hai mil jayega tumhe talak.
Azra:Lekin saab kya Mujhe itni asani se woh talak dega.
Murtasim:Yeh tum mujh par chod do.
Azra:Allah apko salamat rakhe Khan.With surprised,Meerab just looking at him and believe Murtasim is totally changed now.
In the night.
Meerab comes to Murtasim at the terrace and asked,
Meerab:Subha se Kuch nahi khaya.Chaliye Kuch khate hai.
Murtasim:Bhook nahi hai Mujhe.
Meerab:Aise kaise bhook nahi hai Murtasim.Naraz hai kya mujhse? Ki Maine apko bohot bate sunai.I'm sorry.Mujhe nahi pata tha ki ap Ki Kuch planning hai.
Murtasim:Bilkul bhi Naraz nahi hu tumse.Mere harqat hi aise the ki tum bhi aitbaar kaise karte.Lekin mein soch raha hu ki Sabj Ali ko uske kiye ki saza mil gayi hai Lekin Mujhe saza kon dega?Kiya farak hai mujh mein Aur Sabj Ali mein? Hum dono ki fitrat ek hi hai.Maine bhi to tumhare marzi ke khilaf tumhare pass aya.Tumhe daba ke rakha.Tum par zaidti kiya.Tumhe pareshaan kiya.Kya Mujhe koi saza nahi milega?Lekin nahi saza ki haqdaar mein bhi hu.Aur apne liye Maine saza bhi soch liya hai.
Meerab:Kya socha hai aapne?
Murtasim:Talak de dunga mein tumhe Aur yaha se kahi dur chala jaunga.Aur pure zindegi tanhai guzar dunga.Aur yehi honge mere saza.I deserve it Meerab.
YOU ARE READING
Meerab Murtasim Ki Hui
FanfictionComing with another Meerasim's plot. I hope you like it.