a letter to Aditya

630 65 23
                                    

Hai ..

Hello ..

Happy reading...

Maine yeh story toh complete kardi , but there is some incompleteness in my heart , isiliye ab yeh last chapter likh rahi hunn ..

Yeh last chapter ka continuation nahi hai , ayisa samjo ki ek extended version hai ..

***********"""
After 5 years of amruth's birth ..

Today Monami was missing adi so much , ayisa nahi ki woh adi ko kabhi yaad nahi Karthi , woh humesha adi ko yaad karthi thi , but don't know why aaj reh reh kar adi , aur unke yaadein monu ko sata rahe hai ,

Karan humesha ki tarah kisi case ki wajese dusre sheher mein gaya hai , now Lenin and amrutha were there with monu ..

Monu ko kuch samaj nahi aara ki kya kare , woh study room mein gayi thi aur karan ke baathon ko yaad karne lagi ..

"Rani sahiba jab bhi tum mujhse baat karna chahthe ho , agar mein tumhare saath nahi hotha toh tum letter likh ke rakho jab wapas avunga toh sari baatein padunga aur tumhari ek bhi baat miss nahi karunga "

Alone tear escaped from monu eyes and she sat in front of study table and started writting something in notepad..

" Dear adi....

Kya hua tum yehi soch rahe hona ?? Ithne saalon baad tumhe yaad kyu kar rahi hunn ..

Lekin mein bhula hi kab tha adi ??

Yaad hai adi , hum pehli baar issi ka din ek dusre se mile the ek NGO mein , as a friends , pata hi nahi chala ki 15 saal kaise beeth gaye ..

Kal hi kisi kaam se mein aur karan ussi NGO mein Gaye the aur karan wahi Dunn play kiya hai sab ke saamney jo tum play karthe the ..

7 saal hogaye humare shadhi hoke , par yeh baat aaj tak nahi jaan payi ki aakhir karan kyu bilkul tumhare jaise hai ??

Jab bhi mein karan ke pass jathi hunn toh ayisa lagtha hai mein tumhare saath hi hunn ..

Karan ko in sab se koi problem nahi hai , woh waise hi accept Kiya jaise mein thi ..

Aur Amrutha, uske baremein kya hi bolu ?? .

Bilkul baap par gayi hai , lekin Lenin aur uske beech ki pyaar dekh kar dar lagtha ki kisi ka Nazar na lag jaye ..

Lenin khafhi badal gaya hai ammu ki birth ke baad , kafhi responsibility hogaya hai , ayisa lagtha hai ki woh ammu ka papa hai ..

Zindagi mein ithne aage badne ke baad bhi , dil mein ek chota sa bechaini hai , ek question jo mein saalon se jawaab keliye inthazaar kar rahi hunn , mujhe answer nahi mil rahi hai ..

Kya tum batha payega iss question ka answer ??

Ayisa kya connection hai tum dono ke beech mein ki mujhe nazar aathi hai lekin mein samaj nahi paara hunn ??

I know yeh letter kabhi tum tak pahunchegi nahi aur mere questions ka answers bhi nahi milengey .

But kayi ek chota sa hope hai , kabhi toh yeh mistery solve kardu , kabhi toh tumse koi ishara mile ki tum karan ke roop mein mere saath ho , apna promise nibharahe ho ..

Dil na jaaneya Where stories live. Discover now