a small imagination

330 40 14
                                    

Hai ..

Hello ..

Bahut din hogaya hai aur I hope aap log mujhe bhule nahi ho ..

On valentine's day ek scene likhne ko Mann Kiya toh yeh book yaad agayi hai , it's been one year for this book and chota sa scene hai ..

***************

Morning 4 am

India

" Knock knock "

"Ithna subha subha koun agaya hoga ?

Knock knock

"A Rahi hunn "

She goes and opens the door , and uski ankhon se aasu jhalak utte kyuki saamney woh insaan hai jo har din uski nazrein dekhne keliye taras jate hai .

" Aap agaye ?? Mein jaanthi hunn aap jarur ek na ek din wapas ayengey "

" Arey kaise nahi aata ? After all tumse promise karke chala gaya mission par "

" Pata hai bahut kuch bolna chahthi thi , par ab khushi ki wajese kya baat Karu samaj hi nahi aara hai '"
He kept his finger on her lips and said

" Shushhh , tum kuch math bolo , jo ithne saalon se bolne keliye inthazaar kar raha hunn , aaj mein woh baat bolunga "

He sat on his knees and said

" will you marry me ?? , jis mandap se chala gaya mission par kya ussi mandap mein fhir se shadhi kare kya ? "

She didn't say anything just cupped her face and cried like hell ..

TRINGGGGGGGGG

She woke up from the sleep and saw her surroundings and  understood that it was her dream , jo roj aata hai , she sees her 3 and half years old kid who was sleeping peacefully by hugging a teddy bear , she kissed on his forehead and said

" Sab ko yehi lagta hai ki aap mission mein sab ko chod iss duniya ko chod kar chale gaye but problem yeh hai ki from the past 4 years , I have been waiting , someday a miracle will happen and  everything will go well , again I will start a happy life with you "

Let's pray he will keep his promise ,

***********""

Central jail

Sahiwal

Pakistan..

Raat ka wakth ..

Jail bahut badi hai and khafhi log usmein bandi Bane huye hai , ek andera  kamra jismein ek ladka chains se Banda huva hai , , unke shareer par bahut sare chotein se jaise unhe khafhi dinon se torture Kiya ho ,

Uss kamrein mein sirf ek kadki thi jis ki sariye roshni aati hai , ladke ne kadki se baahar dekha aur chaand taroon ko dekh kar kisi ko yaad karke khud mein hi bola ..

" 4 saal hogaya hai , aapko maine mandap par chod ke agaye mission par , aur yaha bandi bangaya hunn , lekin roj aapko yaad kartha hunn , desh keliye farz aur pariwaar ke farz mein maine desh ko chun liya hai , shayad aaj humari akhiri ladayi hai ,

Agar aaj zinda bacha toh aapke pass ayengey varna , tiranga mein lipat ke wapas ayengey , lekin jarur wapas avunga mein ..

Meri maa kehti thi ki sacche mann se kuch chahiye toh kaynat woh jarur pura karegi , isiliye 4 saalon se inn chaand taroon se har roj ek hi wish maang raha hunn ,

Aapko yeh khabar diya jaye ki mein mara nahi hunn zinda hunn , aur mujhe pura barosa hai ki aap jarur mujh par trust karengey , ki maine promise Kiya na , wapas avunga , chahe meri laash hi kyu na ho ,

Mein jarur aapke pass wapas ajavunga , ek soldier apne diya huva promise kabhi nahi todega ..

Let's hope woh admi , uska akhri jang Jeet kar jarur unke chahne walon ke pass wapas ajaye..

On this black day humare shadeed hogaye soldiers ko aur unke pariwar walon ko yaad karte huye ek chota sa scene meri taraf se

Thank you and bye

Dil na jaaneya Where stories live. Discover now