Welcome

44 4 0
                                    

Shwetha's flight has landed at around 7 am . Dhrithi was already waiting for her .

Dhrithi:- Hiiiii.. Shwethuu kitne din hua hai? Kaise ho ? Finally mere paas aya tum

Shwetha:- Din nahi saal 5 saal hogai. Mein thik hu. Waise Dushyant bhai kaise hai?

Dhrithi:- Ha acha hai. Chalo ghar chalthe hai.

Shwetha :- Nahi Dhrithi mein kisi hostel mein rahungi. Tum ko kyu takleef.

Dhrithi:- Koi takleef nahi hai. Atleast ek hostel milne tak raho.

Shwetha:- Thik hai.

They reached Dhrithi's home.

Shwetha:- Hi Dushyant bhai kem cho? (Kaise ho?) Sabo thik achhi?( Is everything going well?)

Dushyant:- Kem cho Shwetha? Sab thik achi. Good to see you here.

Shwetha:- Ya, waise kaam kaisa chal raha hai ? Darshan kaise hai?You work with him right? Pls mujhe usse milna hai ..

Dushyant:- Thik hai le jaunga. Lekin ab nahi pehle tum fresh hogao.

Shwetha leaves to her room opens the curtain and is mesmerized to see the spectacular view of NYC and the Statue Of Liberty.

In the evening Dhrithi prepares for the Pooja of Karva chauth vrat for the next day . She applies mehendi to her hands.

Shwetha:- Arey kuch special hai kya? Mehendi lagaya tum ne?

Dhrithi:- Kal Karva chauth hai na. Isiliye.

Shwetha:- Woh kya hota hai?

Dhrithi:- Is din mai married women pati ki lambi umar keliye, unmarried women acha pati keliye sunrise se sunset tak bina kuch khaaye liye fast rakhtehe. Sunset ke baad chaand ko Pooja karke pati apna fast break karthe he.

Shwetha:- Toh unmarried women uska fast kaise break hote hai?

Dhrithi:- Mandir ko jaake chaand Pooja ke baad sida Eshwar ko dekhke khud fast break karsakhte hai.

Shwetha:- Intersting mai bhi karthi hu.

Dhrithi:- Socho paani bhi nahi peena hai.

Shwetha:- Thik hai mehendi do mujhe bhi


The Destiny Of Love Season -1Where stories live. Discover now