The Chaos

867 94 48
                                    

Hello dear readers

Waise toh this is quite not like me to give updates so quickly abhi toh ek hafta bhi nhin hua last update diye ........

Par kyunke kaafi baar aap log bohot zyada wait bhi kar lete ho toh iss baar jaldi hi sahi ......

And this is specially for those who comment regularly kyunke woh log mujhse baat karte hai jo mujhe bohot pasand hai .....

Aur ye cheez maine bohot baar boli hai ki main poori chatterbox hoon ..... Isiliye I like people who comment. .....

Leaving all that aside, here you'll go with a new part .......

.
.
.
.
.
.
.
.
.

Recap:

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

They tried consoling him ...

N:

"Beera ..... Beera .... Sambhal apne aap ko ..... Jo hogaya so hogaya ..... Bhool jaa past mein hui cheezon ko ......."

P:

"Haan bhai ..... please ...... aur kisi ke liye naa sahi ..... Par aap Teja ke liye atleast apne aap ko sambhalo .... "

N:

"Haan beera soch woh jab tujhe aise dekhegi toh usse
kaisa lagega ...... "

P:

"Bhai woh khud ko blame karengi aapki condition ke liye ...... Toot jayengi woh aapko aise dekh ke ......"

K:

"Nahin .... nahin .... main .... main .... usko tutne ni dunga ..... Main usko aur hurt nhin .... nhin ..... karunga .... "

N:

"Good .... Chal abb kuch khaale .... "

K:

"Nhin ..... Nhin .... Mujhe nhin khana ..... Mera bilkul mann nhin hai ...... "

N: ( smirking )

Aur agar main kahoon ki tu meri baat manega toh main tujhe woh gifts dunga joh Baabs ne tere Birthday ke liye rakhe the ......

K: ( goofily smiling like a kid amidst glistening eyes )

Kaise gifts ..... Kaunse gifts ..... Tu sach bol raha hai ...... Kya ..... Kya ..... Sachi Teju ne mere ..... Mere ..... B . .. B .. Birthday ke liye .... Gif ... Gif .. .. Gift rakha hai ....

N: (trying to tease)

Haan .... Par uske liye tujhe pehle khana khana hoga ..... Warna tere saare gifts hum aapas mein baant lenge .....

K: ( pouting like a child he told)

Nahin .... Nahin ..... Tumlog aisa kuch nahin karoge ..... Woh ..... Woh ..... Me .... Mere haina ..... Toh ... Toh .... Tumlog .... Wo wohh ... Kyu. ... Loge .... Main .... Main ..... Khaunga ..... Jo .... Jo .... Tum bologe ..... Wo ..... Wo ..... Wohh khaunga ......

N:

Theek hai tu baith idhar Pratik ke saath ..... Main tere liye khaane ko leke aata hoon .....

.
.
.
.
.
.
.
.
.

Continuation:

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Karan's POV

Pratik aur main dono outdoor area ke sofa pe baithe the ....... Haan, main abb ro nahin raha tha par abhi bhi wohh guilt andar hi andar mujhe khaaye jaa rahi thi ke maine meri Teju ke saath aisa kaise kiya ......

SolaceWhere stories live. Discover now